Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"paya" poems
Meri aankho ka tara hi , mujhe aankhe dikhata hai Jise har ek khushi de di , wo har gam se milata hai Jubaa se kuch kahu , kaise kahu , kisse kahu maa hu Sikhaya bolna jisko , wo chup rahna sikhata hai || Sula kar soti thi jisko Wo ab shab bhar jagata hai Sunai loria jisko , wo ab taane sunata hai || Sikhane me usse kya kuch kami meri rahi sochu Jise ginti sikhayi galtiya meri ginata hai || Tu gahri chao hai gar zindgi ek dhoop hai Amma Dhara pr kab kaha tujh sa koi swaroop hai Amma Agar ishwar kahi par hai usse dekha kaha kisne Dhaa par tu hi ishwar ka koi roop  hai Amma || Naa ucchai sacchi hai naa ye aadhar saccha hai Maa koi cheej sacchi hai naa ye sansaar saccha hai Magar dharti se ambar tak yugo se log kahte hai Agar saccha hai kuch jag me to Maa ka pyar saccha hai || Jara saa der hone par sabhi se puchti Amma Palak jhapke bina darwaja ghar ka taakti Amma Har ek aahat par uska chouk padna fir duaa dena Mere ghar laut aane tak barabar jaagati Amma || **|| Puchta hai Koi Dunia me Mohabbat hai kaha Muskura deta hu mai or yaad aa jati hai Maa ||** Sulane ke lie mujhko to khud jaagi rahi amma Sirrhane der tak aksar meri baithi rahi amma Mere sapno me pariya phul titli bhi tabhi tak the Mujhe aanchal me apne le ke jab leti rahi amma || Badi choti rakam se ghar chalana jaanti thi maa Kami thi par badi khusiya lutana jaanti thi maa Mai khushhaali me bhi rishto me bas duri bana paya Garibi me bhi har rishta nibhana jaanti thi maa Laga bachpan me yu andhera hi mukaddar hai Magar maa hausala dekar yu boli tumko kya dar hai Koi aage niklne ke lie rashta nahi dega Mere baccho badho aage tumhare saath hai amma Kisi ke jakhm ye dunia to ab silti nahi amma Kali dil me ab to preet ki khilti nahi amma Mai apanapan hi akshar dhundta rahta hu rishto me Teri nischal si mamta to kahi milti nahi amma Gamo ki bheed me jisne hume hasna sikhaya tha Wo jiske dam se tufanoo ne apna sar jhukaya tha Kisi v julm ke aage kabhi jhukna nahi bete Sitam ki ummr choti hai mujhe maa ne sikhaya tha || ||
0
Feb 17, 2017
Feb 17, 2017 at 12:39 AM UTC
Humari Soch Aur MAA

Continue reading...
43
Aapko khuda ne badi fursat se banaya hai, Etni pyari si muskan aapke hothon par sajaya hai, Aapki ye sararati aankhon ne, Har pal ko khushnuma aur khubsurat banaya hai, Aapne Ghar ko mandir banaya hai, Maat-Pita Ki sewa kar unhe bhagwan ka darja dilaya hai, Aap najane kis mitti Ki bani ** Khud aansoo bahake bhi sabhi ko hasaya hai, Aap jaisa dost humne badi muskil se paya hai, Aaj gum bhulakar phir se humne muskuraya hai, Ruthi kalam ko manakar humne, Aaj aapko apni kavita me sazaya hai, Apni kavita me sajaya hai....
0
Sep 7, 2017
Sep 7, 2017 at 12:17 PM UTC
AAPKO KHUDA NE BADI FURSAT SE BANAYA HAI
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala usse jo heer samjha to mujhe ranjha bana dala mili mujhko na wo iss baat se shikwa nahi fir v usse pakar v naa paya ajab kissa bana dala ! akela jab v chalta hu tujhe hi saath pata hu jami se aashma tak mai tera ehshas pata hu khudaye ishq ne mujhpe v kya aisa sitam dhaya mai girna v jo chuahu to sada upar hi jata hu ! tujhe mai pyar se dekhhu ya nafrat ka hawala du jo jeevan me bhara ** tam to fir kaisa ujala du mujhe to ishq ne barbaad kar tara bana dala chamakta hu falak par mai jaami ko kya ujala du ! jaami se ashma ka ** safar tu saath chalta hsi bina tere mujhe jeevan v ab abhishaap lagta hai mujhe gum naa judai ka khuda meri yahi sun le naa tu mujhko samajhti hai naa wo mujhko samajhta hai !!!!
0
Mar 12, 2015
Mar 12, 2015 at 3:03 AM UTC
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala
JISKI DHUN PAR DUNIA NAACHE ,DIL AISA EK TARA HAI JO HUMKO BHI PYARA HAI AYR JO TUMKO BHI PYARA HAI JHUM RAHI HAI SAARI DUNIA JABKI HUMARO GEETO PAR TAB KAHTI ** PYAR HUA HAI KYA EHSHAN TUMHARA HAI JO DHARTI SE MABAR JODE USKA NAAM MUHABBAT HAI JO SEESHE SE PATTHAR TODE USKA NAAM MUHABBAT HAI KTARA*2 SAGAR TAK ** JATI HAI HAR UMR MAGAR BAHATA DARAIA WAPAS MODE USKA NAAM MUHABBAT HAI PANAHO ME JO AAYA ** TO USPE WAR KYA KARNA ? JO DIL HARA HUA ** USPE FIR ADHIKAR KYA KARNA ? MUHABBAT KA MAZA TO DUBANE KI KASHMKASH ME HAI JAB ** MALUM GAHRAI TO DARIA PAAR KYA KARNA BASTI BASTI GHOR UDASI PARVAT PARVAT KHALIPAN MAN HIRA BEMOL BIK GAYA GHIS GHIS REETA TAN CHANDAN IS DHARTI SE US AMBAR TAK DO HI CHEEJ GAJAB KI HAI EK TO TERA BHOLAPAN HAI EK MERA DEEWANAPAN TUMHARE PAAS HU LEKIN JO DURI HAI SAMAJHTA HU TUMHARE BIN MERI HASTI ADHURI MAI SAMAJHTA HU BAHUT BIKHARA BAHUT TUTA THAPEDE SAH NAHI PAYA HAWAO KE ISHARO PAR MAGAR MAI BAH NAHI PAYA ADHURA ANSUNA HI RAH GAYA YU PYAR KA KISSA KABHITUM SUN NAHI PAYI KABHI MAI KAH NAHI PAYA... WRITTEN BY : SHASHANK KUMAR DWIVEDI [email protected] (FACEBOOK)
0
Nov 20, 2013
Nov 20, 2013 at 8:27 AM UTC
KYA EHSHAN TUMHARA HAI
Meri jaan Tere bina khushi ghabrahi Tere liye zindagi bichaii Teri bahoon mein sakoon paya Tere dil mein ghar bhasaya Haan, zindagi neh bohoot sataya Bar, bar moor le ke dil bhujaya Suraj dekha ke nazaar leli Kyun itne pyare pyaar  se sachai cheeni? s.q.
0
Aug 6, 2014
Aug 6, 2014 at 6:06 PM UTC
Khushi
Dil ki kalam se kuch likhte hain aahat, Bn chuke hain aap hamari aadat. Aapki pyaari si muskurahat dekh jo sukoon milta, Hamara masoom chehra bhi nanhi kali jaise khilta. Saanso mein chupi har hayat hai aapki, Jab aap hain saath sawar jayegi zindagi. Do pal bhi nahi reh sakte aapke bin, Raatein kat jaati taare gin gin. Naam aapka pehchaan hai hamari, Har dadhkan ki awaaz hai tumhari. Hothon par muskurahat hai aapke naam ki, Aapke khayalon mein uljhe raat se subah ** jaati. Qubool ** gayi dua hamari, Mil jo gayi humein chahat tumhari. Nahi hai koi Chah ab hamari, Jabse judi humse dadhkane tumhari. Jazbaaton ka sagar hai gehra, Dil mein hai humsafar ka basera. Mohabbat ka rang aisa chhadhaya hai tumne, Feeke lagne lage har rang iske saamne. Jaane kis qadar imtehaan leta hai khuda, Bs gujarish hai usse karna na kabhi juda. Jab tak dadhkane chal rahi hain unki, Zindagi ki har saanse hai sanam sir aapki. Jahan mera humsafar ** De dena jagah humko. Har kadam par saath chalna piya mere, Jeene ka shauk nahi ek pal bhi bin tere. Har pal sirf aapko yaad hain karte, Jaane kab mitange ye meelon ke faasle. Saath nibhayenge har mod par aapka, Tumhare andar paya humne khuda apna. Shiddat se itna chahte hai tumhe, Labzo mein baya nahi hum kar skte. Aisa koi labz nahi jo is sacchi mohabbat ko sanjo le, Mohabbat se kai upar hai ye mohabbat jisko koi naam na de .
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:37 AM UTC
Sacchi mohabbat
This joy This madness This rain; Absolute calm Meeting you Then departing You emerge, out of the blues; Absolute calm Here goes My soul As I've found you again; Absolute calm I was faithful Unfaithful you fell Played game too well; Pained, yet in absolute calm .................................................. *Ye suroor Ye junoon Ye barish Kitna sukoon... Tera milna Phir bichadna Istifak se milna Kitna sukoon... Loh gaya Mera saya Tujhe paya Kitna sukoon... Wafa tumse Bewafai humse Khel khela Dard-e-sukoon...* ©sim
0
Sep 8, 2017
Sep 8, 2017 at 4:07 AM UTC
Calmness_Sukoon
*Tazaad-e-Jazbaat Mein Ye Naazuk Maqaam Aaya To Kya Karo Gay* **In contradiction of these emotions if that Delicate moment unfolded - then what would you do?** *Main Ro Raha *** Tum Hans Rahe ** Main Muskaraya To Kya Karo Gay* **I am weeping and yet you are jolly But if I smiled - then what would you do?** *Mujhe To Is Darja Vaqt-e-Rukhsat Sukun Ki Talqeen Kar Rahe ** **To me at this time of farewell Instructions of tranquillity you are offering** *Magar Kuch Apne Liye Bhi Socha Main Yaad Aaya To Kya Karo Gay* **But have you any thoughts for yourself? If you recalled me - then what would you do?** *Abhi To Tanqid ** Rahi Hai Mere Mazaq-e-Junun Pe Lekin* **For now there is criticism On my state of madness but** *Tumhari Zulfon Ki Barhami Ka Sawaal Aaya To Kya Karo Gay* **If scattering of your tresses is Questioned - then what would you do?** *Tumhare Jalvon Ki Roshni Mein Nazar Ki Hairania Musallam* **Within the splendour of your light Is complete amazement of sight** *Magar Kisi Ne Nazar Ke Badle Jo Dil Aazmaya To Kya Karo Gay* **Nevertheless if someone in return Tested your heart - then what would you do?** *Utar To Sakte ** Paar Lekin Ma Aal Par Bhi Nigah Dalo* **You can disembark across but Take a glance at the result too** *Khuda Na Karda Sukun-e-Sahil Na Raas Aaya To Kya Karo Gay* **God has not made a peaceful shore If nothing suitable appears - then what would you do?** *Kuch Apne Dil Par Bhi Zakham Khao Mere Lahoo Ki Bahar Kab Tak* **Take some wounds on your heart also Season of my blood until when?** *Mujhe Sahara Banane Vaalo Main Larkharaya To Kya Karo Gay* **Those in need of my support If I show hostility - then what would you do?** *Abhi To Daman Chura Rahe ** Bigar Ke Qabil Se Ja Rahe ** **For now you are leaving my hand And you are parting away from Qabil** *Magar Kabhi Jo Dharkano Mein Sharik Paya To Kya Karo Gay* **Yet sooner or later within your heartbeats If I became a associated - then what would you do?** — Translated by Jamil Hussain, Poet Qabil Ajmeri, Sung by Sabri Brothers
0
Oct 26, 2016
Oct 26, 2016 at 5:48 AM UTC
Emotions

57
Ek chand gumsum sa hai Door desh rehta  hai. Jab b puch lo kyu udas hai Koi baat nahi kehta hai Kya kho gya hai uska jo door desh me dhoondta hai Sans is zami me hai To vha ku ghumta hai. Muje fark yun padta hai Ku Maine is chand ko haste hasate dekha hai. Ladte jhagadte roothte manate dekha hai. Us chand Ka taqiya b uski ankho ki nami mehsus karta hai. Bhai jan to hai par aapi ammi ki kami mehsus karta hai. Vo vha aasman ki talash me gya hai Apne sapno k jahan ki talash me gya hai. Ab use is shehar ki chamak b raas ni aati Kabhi bethkar sochta hai k is shehar kash na aati. Maa ki panv ki jameen ko jannat hai janta hai. Jo samne se jhagdta tha phone pe ammi Ka Sab kha manta hai. Us chand Ka dil b toota hai kisi se keh ni paya Sab kuch saha Akele Bas Roye bina reh na paya Ab Dard kam hai Bas kasak baki hai Khalish baqi  hai jakhm pe thoda namak Baqi hai. Or Hume intezar hai k vo chand Jane ab Kab hasega Kab utha k tasveer zindagi ki usme rang bharega Chudi bindi mehndi libaz Sab shaunk thode kam ** gye hai Ye Sab dekh k hairan hum ** gye hai ** skta hai ye likha b use na pasand aye ** skta hai nazarandaz kare ya nazarband kar jaye Hume yakin hai vo Khud k  Masle hal kar legi Sabr or dua dono mile h use aj ni to kal kar legi Dhal jayega jald vo saya jo chand pe aj betha hai. Ek chand gumsum sa hai Door desh rehta  hai. Ek chand gumsum sa hai Door desh rehta  hai.
0
Oct 25, 2022
Oct 25, 2022 at 9:16 AM UTC
Ek chand
Kis pe kru bharosa , Na khud pe yakeen hai . Manjil na mil paya , Or raahi bichar gaye Is dagar pe chal ke , Aayi thi itne dur Badi muskkat se Par ki thi ye dastur Har kar ruk gayi , Us manjil par, Jhaha kabhi ham roj chala krate the , Aaj ye jindgi wahi ruki Jisse ham dur rha krte the .... Jiss pe karu brosa na khud pe yakin hai.... Rohini
0
Jun 10, 2015
Jun 10, 2015 at 4:00 AM UTC
kaise kru yakin
Ik gal kaha. Menu 2016 to hi yakeen ja ** gea c Ki thuhade lai menu bhulna bada easy c Bcz us time jado thuhade viah di gal chali c Tuci menu ik war bi nai c dasea Nd us bhenchod nu pyar kar bethe c tuci Yaar me kade kisi hor nu pyar nai kita, na hi kade kar paya. Beshak me hor bada kuj kita. Bhawe oh kudi baji c ya nasha. Par kisi hor nu kade pyar nai kr sakea. Menu sala ehi samj nai a reha Ki me thuhanu yaad karna band kr dawa Ya ewe hi yaad krda raha Me badi try kr reha ki yaad na kara. Par is baar gal kuj hor he 2016 wich me bhul gea c u nu But etki, gaand fati hoi a meri Bus ik mar nai sakda Baki bahro kush rehna penda Kini war dekh chukea me thuhanu lal rang de choore wich Sali iko dua nikdi ki maut a jawe menu Bcz me khud mar nai sakda *** bi ro reha Yaad a ik wari, jado apa park wicho di ja rahe c Te ik munda park wich ro reha c Te me us time Keha c ki sala Kinna pagal he Munda ewe kiwe ro sakda Aj oh munde di yaad andi menu Te meri kahi gal Aj samj anda ki sala rona ki hunda Bhen di lun hoi bi meri life di Sala kite bi dil nI lagda mera I know u nu mazak hi lag reha hona Ha me kita bi mazak hi c thuhade naal Te aj usdi saza bhugat reha ha Ena jyada tadap reha ha Pata ik ta banda ro ke mann halka kr lenda Ik banda andro ronda Jeda sala andro rona, te usda mann bi halka nai hunda Bada ikha hunda Fat jandi he Rooh kamb jandi he Sala jad bi kade wife nu patiala chad ke anda Ta sad song laganda. Badi myshkil naal sad song sunan nu milde Te bus sara rasta ronda anda me Sach kaha ohi ik time hunda jad me ro sakda ha te apna mann halka karda ha Cheeka marda ha, chest te mukke marda ha Thapad tak marda ha apne aap nu Sala sochda ki isi bahane kuch dil halka ** jawe Par kithe. Nai hunda. Heena jj, menu pata ki mera *** koi hak nai reha. Par metho ik haq na khona Oh thuhanu dekhan da. Me kade life wich interfair nai krda Bus menu dekhan to na rokna kade. Me tadfna chanda ha Rona chanda ha Apni galtia krke Ameen
0
Jun 30, 2018
Jun 30, 2018 at 10:50 AM UTC
Tadpna

61
Tuhade layi je ladna paya mainu taqdeera naal, Haske mai lad laungi tuhadi khushiyan waal. Tuhade waal je aaya koi dukhe ve, Saamne mai khadungi mahiye. Chhetti chhetti aaja jaane meriye, Bade cher tou tuhadi yaad aundiye. Ik pal vi tuhade baajo reha nai jiunda, Sab tou khushnaseeb haa mai tussi jo mile tohfa rabb da. Mai tuhadi si, tuhadi haa, tuhadi hi rahangi, Tuhade saaha naal hi sadde saah chalde jaani. Saddi har khushi tuhade naal ve, Tussi meri zindagi ** jaan aye meriye. Sadde ehsaasa ch vi rooh jiundi, Bin chue vi mehsoos kr lendi. Es pagli nu mera paglu hi samjh sakda, Tuhade bajo ek pal vi dil nahi lagda. Raatan nu neend ni aundi, Tuhade khayalan ch mai khoyi rendi. Tussi aisi nigaahan mainu takeya, Mere dil,rooh jaan ch bs ohi chehra vaseya. Sawere uthde vi sab tou pehla tuhada naam mai lendi, Tuhanu hi har janam mai os rabb kolu mangdi. Lawan baahan ch samet kaayenaat assi, Jado lawo sanu aapde seene naal tussi. Tuahde naal jahan sadda, Sab tou anmol tukda ** sadde dil da. Chand naal chandani je, Taareyan naal raat ve. Tuhade naal saddi har zindagi ve, Sacchiyan mohabbbatan tuhade naal la baithe. Jithe jithe tussi hove, Tuhade picche picche sanu hi pave. Tuhade naam assi kr ditta har janam, Har dadhkan ch tuhadi chahat haigi sanam. Saada har mukaam tuhadiyan hi raahan ch, Jeena marna sab tuhadiyan baahan vich. Bhaagan wali haa mai jo mileya saanu eho jeya mahiya, Mainu mera sohneya saddi jaan tou vi piyareya. Gale ch mangalsutra, Baneya raksha sutra. Tuhada naam jado sadde naam nu poora kareya, Tuhade kol mera dil ve sadde pyaar di nishaniya. Chhetti chhetti aaja mahiya le ja aapdi jaan nu aapda bna ke, Hatthan ch mehndi, baahan ch chudiyan, matthe tey sindoor aapde naam da bhar ke.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 2:19 AM UTC
Jaan

44
Me bhi tumhari tarah 1 aam insaan hu Pareshaniya mene bhi dekhi hai, takleefe mene bhi sahi h Kuch waqt k liye khud Ko kamzor bhi paya hai Mera bhi man mushkilo ko dekhkar ghbraya hai, Par inhi sab chizo se 1 tajurba paaya hai Jisne Zindagi ko jeena ka 1 naya rang sikhaya hai Sangharsh aur musibatein to jivan ka ek hissa hai Aage bhi badna hai sangharsh bhi nahi krna hai ye to galat kissa hai Sangharsh ke bina tajurba kaha se laoge Aur tajurbe ke bina kya sikhoge aur sikhaoge Ab waqt aa gaya hai tumhe himmat dikhani hogi, Apni kathinaiyo par apni asfaltao par tumko Vijay Pani hogi Apne irado ko or majbut banana hoga Kuch karna hai kuch karna hai in jazbato ko dil me utarna hoga Ye zindagi ki ladai hai tumhe khud hi ladni hogi Apni kamiyo ko taqat banane ki kala tumhe sikhni hogi Tum chaho to duniya jeet skte ** Apne har sapne ko haqueeqat me badal skte ** !!! :)
0
Dec 27, 2017
Dec 27, 2017 at 7:26 AM UTC
Sangharsh
Nahh ainkh khuli ,nahhh mai sunn paya... Maa ke pait mai rehker bhi maina apna parivar ka pyaar paya... Jab ainkh khuli ,toh roker pura hospital sirr per uthaya .... Phir Papa ki godi mai sirr rakhker hee mujha thoda chain aaya.... Pheli baar ghar aake , thoda mann dagmagaya.... Dada dadi ko paas dekhker,firrr maii zorr se khilkhilaya.... Jab naam sochne ki baari aayi.... Toh bua ne kaan mai naam pyaar se fusfusaya .... Bade hokar bhi chota ke sath khelna... Aisa charitra maina apna hee parivaar mai h paaya... School jane ki umar mai bhi... Har parivaar ke sadasye ko hai maina satya... Kabhi woh dila do, yaa kabhi yeh dilado hee harr baar hai chilaya... Harr divas ko hamne pura harsh aur ullas ke sath banya.... Pyaar se sath rehna ka hee humna hamesha se wachan h khaya.... Sabke dhurr jana ke baad bhi.... Maine apna parivaar ko hee paas paya... Harrr sukh dukh mai unhona hee mujha sabke sath rehna sikhaya... Apna parivaar se dhurr jake bhi... Maina uhna harrr jagah h paaya... Voice call aur video call ne hee unka pyaar h mujh tak pahuchaya.... Maa ki mamta ne hee maano jaisa mujha iss kadar banaya... Jo maina apna parivaar ka itna pyaar h paaya... Maarte wakt bhi mera parivaar ne hee mujha kahnde per uthaya... Ainshu aur apni yaadeino ko bhula krr hee mujha mera parivaar ne jalaya....
0
Mar 29, 2020
Mar 29, 2020 at 6:34 AM UTC
MERA PARIVAAR
Maine kabhi kissi ko nahi bataya ki main tujhse pyaar karta tha , Fir bhi saara zamana mujhe tere naam se chheda karta tha . Unko chup karane ke liye main tujhse ladta tha Akele mein ghanto roya karta tha . Maine kabhi kissi ko nahi bataya ki main tujhse pyaar karta tha Fir bhi saara zamana mujhe tere naam se chheda karta tha . Maine unse puchha ki unhe aisa kyun lagta hai , Unhone kaha unhe meri aankhon mein tere liye pyaar dikhta hai . Tujhe kabhi mera pyaar nahi dikha Shayad isliye, kyunki main kabhi dikha hi nahi paya. Hamesha zamane ko hi chup karane mein laga raha Kabhi tujhe apne dil ki baat keh hi nahi paaya . Teri yaadein mujhe bahut satati hain Na din mein kaam karne deti hai Na raat ko sone deti hain Bass tere baare mein sochne par majboor kar deti hain .
0
Apr 30, 2020
Apr 30, 2020 at 5:13 AM UTC
First love (part 2)
Tu ab mat kar intezaar mila Mein khud se dur chala gaya hu Mumkin namumkin Pankh mein khoya khoya chand Bhul ja Bhul ja .. . Dooriyaan ye Manzil e khamoshiyan Luka chhupi Tham si gayi.. .. .. ... Phir ek awaaz aayi... Mein khud ko rok na paya ... Hasti ek takleefein.. Awaargi...
0
Mar 12, 2018
Mar 12, 2018 at 3:34 AM UTC
Khud se khafa!
Paakar tuhje na paya mene, Tuhje na paakar bhi apna banaya mene. Meri pyaar ki raah tujh tk banayi mene, Afsos uss raah ki manzil ko tujhme na paya mene. Ki Teri baato Mei khud ko na paya mene , Tere hone ke ehsaas ko hi baate banaya mene . Mana Mei Teri zindagi Mei nahi , Par tuhjko hi apni Zindagi banaya mene. Khokar bhi na khoya tujko, Paakar khud Mei paya tujko, Bharkar aankho Mei nami, Aur leke hotho pei halki si muskaan , "TU MERA HASIL NAHI " Yeh bhi khud ko samjhaya mene.
0
Mar 23, 2021
Mar 23, 2021 at 1:25 PM UTC
Tu Mera hasil nahi !
Me dil ka bnda hu janaab dimaag se sochna nhi aaya... Baato ko kese bna k bolu, yr mjhe bolna nhi aaya... Janta hu hota h kuch logo k chehre pe naqaab, pr kya Karu... Fayda utha lete h wo mera, kyoki mjhe naqaab utarna nhi aaya... Fareb ka choga pehan k, dilo Ko jeetna nhi aaya... Lagta h bewkoof hu jyada, duniya ki reet samjh hi nhi paya... "Yaha ki yhi reet h yhi riwaj h... Har ek acha h, har ek k chehre pe naqaab h... Masumiyat, asliyat, Mohabbat, izzat, sb kho Gaya h show-off k daldalo me... Yaha pe to yaro Jese sb raeesh h or sb nawaab h..." Agr esi h duniya ki reet, to me Anjaan hi Shi hu... Kyoki esa show-off to mjhe karna hi nhi aaya... Me Dil ka bnda hu janaab, dimaag se sochna hi nhi aaya...
0
Oct 4, 2017
Oct 4, 2017 at 11:49 AM UTC
Dil ka bnda
Sabke zindagi ki kuch aesi kahaniyaan hoti h jo logo s chupi hoti h Jo bsh kuch anjaana sa hota h Tik wese hi yh kahani h Isha ki Logo ka manna tha wo kathor dil wali amir ghamandi ladki h Pr log kya jaane wo amir ** k v akeli h Logo ko kya pta ki wo v bsh kuch waqt pehle khudh s mili h Mohobbat tutne s jada dard apno k ruthne ya bharosha tutne pr hota h Wo to ek maasum si thi Ushe to pta hi nhi tha ki wo kabhi esh Isha s milegi jo ki kathor patthar ki trh sakt h Pr jis waqt ushe fareb, dokha or bewafaae k dard ka ehesash hua Uski sachchae s jo wo wakif hue to usne apni masumiyat ko khudh k saamne mrta paya Usne uske dil ko gilli mitti s kathor patthar bnta paya Usne apne bharoshe pe bharosha kr sb kuch tutta - bikhrta paya Ush din apne ko hi nhi apno ko v khudh s dur jata paya Or ush waqt khudh k maut pr khudh ko rota paya Or fir bn k tayyar hue kathor patthar Jisko puri trh smjhna aaj v aashan ** na paya
0
Jun 21, 2021
Jun 21, 2021 at 2:11 PM UTC
Kathor patthar
Fable V, Livre IV. Don pourceau, lâché dans la plaine, S'émancipait à travers choux, Flairant, fouillant dans tous les trous, Et, dans l'espoir de quelque aubaine, Mettant tout sens dessus dessous. Du fait sa noble espèce est assez coutumière. Or donc, après avoir ravagé maint terrier, Saccagé mainte fourmilière, Ecrasé mainte taupinière, Mon galant va dans un guêpier Donner la tête la première. Vous devinez comment il y fut accueilli. En un clin d'œil son nez immonde, Par la peuplade furibonde, De toutes parts est assailli. Malgré l'épais abri du lard qui l'environne, Ce pauvre nez paya pour toute la personne, Et fut par l'aiguillon chatouillé jusqu'au bout. Étourdis, prenez-y donc garde ! Vous voyez que l'on se hasarde À mettre ainsi le nez partout.
0
660
Le cochon et le guêpier
Thanks aj supne wich aan lai Bada dil c thuhanu dekhan da Sohne lag rahe c Yellow suit paya hoea c tuci Bindi lagai hoi c choti wali Kaash me thuhade office niche ake geda maar sakda Par dar lagda tuci kuj galt n kr lawo
0
Apr 13, 2019
Apr 13, 2019 at 12:32 AM UTC
Supna
Mai paida ** sakta tha use maa ki kokh say ya fir us maa ki kokh say lekin hua is man ki kokh say jiske pati ka naam ye tha. Mujhe kisi ne pucha nahi na jaane ki kisi ne koshish ki bus bol diya ki tu ye dharma ka hay or yha teri jaati hai. Parjab bade hokar main nay in zanjiro ko todna chaha to jana ki mere apne hi vo zanjeer bane baithe the. Jab vivas hokar mein chhat pataya to paya ki vah hati ki rassi jo zanjeer bane baithi thi vo tut *** Or tab samajh mein aaya ki us hathi ki rassi ki koi galti nahi thi vah to bus meri pariksha thi. Mein paida ** gaya us man ki kokh say jiska pati ka naam ye tha.
0
Oct 10, 2020
Oct 10, 2020 at 4:27 AM UTC
The Elephant Rope
Tumhe dhoondta Mein pagal deewana Dheere se Teri nazar ko sapne me ghura Aur ghurte ghurte nadiyaan paar kar gaya bina soche samjhe... Phir tujhe khoya khoya sa paya Sapno ki gehriyon me Bhi Tum itni Ghumsum Ek ankahi Raaz e dard Aansoo Ki Boond Ki Gehriyon Mein dekhta Dard bhari teri aankhon se ....
0
Dec 26, 2017
Dec 26, 2017 at 4:39 AM UTC
Raaz e dard!!!