Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"tak" poems
Nikle to hum bhi the ghar se yahi soch kar ki shayad is bar manzil tak pahuch jayenge, kyunki daudna to unhone hume bachpan mein hi sikha diya tha yeh kehkar, ki agar nahin bhagoge to woh tumhe peeche chod jayenge. Daudne ki kuch aisi adat se ** gayi hai ki pair ab rukne ka nam hi nahin lete, lekin hume kya pata tha ki itna age nikal ane se, apne hi paraye, aur woh sabhi raste anjane se ** jayenge. Sabse door rehte hue bhi, in anjanon ki bheed mein woh ek chehra apna sa lagta tha, lekin woh bhi hamesha kisi aur chehre ki talash mein rehta tha. Sahi raste ko dhoondhne nikle to the, magar yeh nahin pata tha ki itni jaldi thak jayenge. Kabhi kabhi to lagta hai ki ab ruk jana chahiye, thoda aram kar lena chahiye, lekin woh bhi namumkin lagta hai kyunki, ab to sapne bhi ajeeb se ate hain. Chalte chalte, wade to kafi kiye the is safar mein, kuch unse, kuch apne ap se, lekin yeh andaza bhi nahin tha ki un sabhi umeedon par pani ferte hue chale jayenge. Yeh mehsoos bhi nahin hua ki apne hi apnon ke pankh kat chuke the, talash thi to bas us kandhe ki jo is ladkhadate hue ko sahara de sake. Fir bhi, dheere dheere is katon ki chadar par age badna hai, dil yahi kehta rehta hai, kyunki jhoothi hansi ki kuch aisi adat si ** gayi hai, ki ab chahte hue bhi dard ka ehsas nahin hota hai.
0
Mar 24, 2011
Mar 24, 2011 at 6:01 AM UTC
Daud
Ye hawayen kis or le jayengi mujhe, Kab tak tere ishq me tadpayegi mujhe, Na koi manzil na koi thikana raha mera ab, etna dard dekar, Kab aur kis mor pe tumse milayegi mujhe, Rukh tere pyar ka begana ** gya, nahi bhul sakta tujhe main kabhi bhi, Kyoki Tujhpar mera dil bhi deewana ** gya, Teri yaadon ne mujhe etna dard diya ki, Ab mere har lavj shayarana ** gya, Nahi dekh sakta main tera ye udas chehra Kyoki tumhari khushi hi meri muskan, Lag jaye tujhe ye meri sari umar Kyoki tum hi mere sapne aur tum hi mera jahan, Kyon ruth gya ye pal mujhse, Rone laga ye dil bhi jabse pyar hua hai tumse,
0
Jun 25, 2015
Jun 25, 2015 at 2:11 AM UTC
YE HAWAYEN KIS OR LE GAYENGI MUJHE
Meri aankho ka tara hi , mujhe aankhe dikhata hai Jise har ek khushi de di , wo har gam se milata hai Jubaa se kuch kahu , kaise kahu , kisse kahu maa hu Sikhaya bolna jisko , wo chup rahna sikhata hai || Sula kar soti thi jisko Wo ab shab bhar jagata hai Sunai loria jisko , wo ab taane sunata hai || Sikhane me usse kya kuch kami meri rahi sochu Jise ginti sikhayi galtiya meri ginata hai || Tu gahri chao hai gar zindgi ek dhoop hai Amma Dhara pr kab kaha tujh sa koi swaroop hai Amma Agar ishwar kahi par hai usse dekha kaha kisne Dhaa par tu hi ishwar ka koi roop  hai Amma || Naa ucchai sacchi hai naa ye aadhar saccha hai Maa koi cheej sacchi hai naa ye sansaar saccha hai Magar dharti se ambar tak yugo se log kahte hai Agar saccha hai kuch jag me to Maa ka pyar saccha hai || Jara saa der hone par sabhi se puchti Amma Palak jhapke bina darwaja ghar ka taakti Amma Har ek aahat par uska chouk padna fir duaa dena Mere ghar laut aane tak barabar jaagati Amma || **|| Puchta hai Koi Dunia me Mohabbat hai kaha Muskura deta hu mai or yaad aa jati hai Maa ||** Sulane ke lie mujhko to khud jaagi rahi amma Sirrhane der tak aksar meri baithi rahi amma Mere sapno me pariya phul titli bhi tabhi tak the Mujhe aanchal me apne le ke jab leti rahi amma || Badi choti rakam se ghar chalana jaanti thi maa Kami thi par badi khusiya lutana jaanti thi maa Mai khushhaali me bhi rishto me bas duri bana paya Garibi me bhi har rishta nibhana jaanti thi maa Laga bachpan me yu andhera hi mukaddar hai Magar maa hausala dekar yu boli tumko kya dar hai Koi aage niklne ke lie rashta nahi dega Mere baccho badho aage tumhare saath hai amma Kisi ke jakhm ye dunia to ab silti nahi amma Kali dil me ab to preet ki khilti nahi amma Mai apanapan hi akshar dhundta rahta hu rishto me Teri nischal si mamta to kahi milti nahi amma Gamo ki bheed me jisne hume hasna sikhaya tha Wo jiske dam se tufanoo ne apna sar jhukaya tha Kisi v julm ke aage kabhi jhukna nahi bete Sitam ki ummr choti hai mujhe maa ne sikhaya tha || ||
0
Feb 17, 2017
Feb 17, 2017 at 12:39 AM UTC
Humari Soch Aur MAA

Continue reading...
43
Hey Suraj itna yaad rahe Sankat ek Suraj Vansh pe hai Lanka ke neech Raahu dwara Aaghat Dinesh Vansh pe hai Mere aane se pahle yadi Kirno ka Chamatkar hoga To Surya Vansh me Suryadev Nischit hi Andhkar hoga Islie chipe rahna Bhagwan Jab tak naa Jaddi Pahuncha du mai Bas tabhi Prakat hona Dinkar Jab sankat dasha mita du mai Aasha hai swarth Prarthna ye Sacche jee se Swikaaroge Aatur ki Praan Awastha ko Hokar karunardh Niharoge Anyatha chhama karna Dinkar Anjani tabay se paala hai **Bachpan se jaan rahe ** tum Hanumat kitna Matwala hai** Mukh me tumko dhar rakhne ka Fir wahi krur saadhak hoga Bandi fir mochak tab hoga Jab Lakshman ka dukh mochan hoga
0
Oct 11, 2015
Oct 11, 2015 at 3:49 AM UTC
Hanumat kitna Matwala hai
Jab aankh khuli to amma ki godi ka ek sahara tha uska nanha sa anchal mujhko bhumandal se v pyara tha..... uske chehre ki jhalak dekh chehra phulo sa khilta tha uske stan ki ek bund se mujhko jeevan milta tha haatho se baalo ko noocha pairo se khoob prahar kia phir v us maa ne puchkara humko jee bhar ke pyar kia Mai uska raja beta tha wo ankho ka tara kahti thi mai banu budhape me uska bas ek sahara kahti thi ungli ko pakad chalaya tha padhne vidlaya bheja tha meri naadani ko v neej antar me sadasaheja tha Mere saare prashno ka wo fauran jawab ban jaati thi meri raho ke kaante chun wo khud gulaab ban jaati thi mai bada hua to college se ek rog pyar ka le aaya jis dil me maa ki murat thi wo ramkali ko de aaya shaadi ki pati se papa bana apne rishto me jhul gya ab karwa chauth maanta hu maa ki mamta ko bhul gya hum bhul gye uski maamta mere jeevan ki thati thi hum bhul gye apana jeevan wo amrit wali chaati thi Hum bhul gye wo khud bhukhi rah karke hume khilati thi humko sukha bistar dekar khud geele me soo jaati thi hum bhul gye usne hi hotho ko bhasha sikhlayi thi meri neendo ke lie raat bhar uss maa ne lori gaayi thi hum bhul gye har galti par usne danta samjhaya tha bach jau buri najar se kala teeka sada lagaya tha hum bade hue to mamta wale saare bandhan tod aaye bangle me kutte paal laye maa ko vridhaashram chod aaye apano sapno ka mahal girakar kankar -kankar been laye khudgargi me uske suhag ke aabhushan tak cheen laye Hum maa ko ghar ke batware ki abhilasha tak le aaye usko paawan mandir se gaali ki bhasha tak le aaye to be continued ........(next part may be in next week)
0
Aug 3, 2015
Aug 3, 2015 at 3:04 PM UTC
Maa

61
Kagaz ki kashtiyon mein kai bar safar kar liya, ab ek lambi udan bhar lene do. Aj in bandhe hue pankhon ko khuli hava mein sans le lene do, kyunki ab girne ka khauff nahin raha. Daudne mein ab koi maza nahin hai, kyunki yahan to hava jaise tham si gayi ** Ab rukne ka bilkul man nahin raha, aj to toofanon mein sair karne lene do. Dayron mein rehte hue adhi zindagi guzar gayi, aj to un hadon ko par kar lene do. Dar dar ke kab tak khamosh rahoge dost, zameen par jeet jane mein kuch nahin rakha , aj to uchaiyon par jashn mana lene do. Unke chale hue raston ko kai bar nap liya, aj mujhe bhi apni pehchan bana lene do. Kismat ka rona to sabhi rote hain, aj mujhe bhi apne naseeb ka kora kagaz rang lene do. Kabhi kabhi to man karta hai ki un azad parindon ki tarah hava mein bas tairta hi reh jaoon. Asan to kuch nahin par sochta *** ki aj namumkin ko hi apna dost bana loon. Kitabon ke panne kafi palat liye, aj mujhe bhi do shabd likh lene do. Hans lene do jinhe hansna hai mere in mazboot iradon par. Kya samjhenege who is khuli udan ki masti ko, jinhe kabhi bharosa nahin hua khud par, aur hamesha rakha tha apne armanon ko pinjre mein kaid kar. Khule asman mein aj ek bar ud lene do, kya pata kal wahan bhi zaroorat se jyada bheed ** Kai dinon ke bad aj ek bar fir azad hone ka man kiya hai Tod do in bediyon ko, kyunki aj ek lambi udaan bharne ka iraada hai
0
Mar 23, 2011
Mar 23, 2011 at 9:20 AM UTC
Udaan
Zikr jab zindagi ka hota hai toh hum aksar apni zindagi ke guzre waqt ke flashbacks mein chale jaate hai, aur kehte hai zindagi toh bohot buri guzar rahi hai.. yeh maana ki jo beet gaya hai usse bhulaya toh jaa sakta hai magar apne zehan se mitaya nahi jaa sakta.. bas unn tamaam ache-bure daur ko muqaddar samjhkar aage badha jaa sakta hai. Aur life mein ek phase aata jab humein lagta hai ab aur kya dekhne ko baaqi reh gaya hai zindagi mein saare tajurbe aur sabaq mil chuke hai ab toot jaane mein hi bhalayi hai haar jaana hi ek aakhri sahi rasta hai. Aur phir apni khushiyon ka shok aur barbaadiyon ka jashn manane lag jaate hai. Magar khushiyan bhi itni aasani haar nahi maanti. Zindagi humein har ache-bure daur ke baad ek khoobsurat tohfa deti hai jisse hum mauka kehte hai. Humein zindagi se mile wo saare tajurbe aur sabaq phir se jeene ka hausla dete hai. Ek nayi umeed dete hai. Aur shayad isliye hum zindagi ka saath nahi chhorte. Beete kal mein pareshan rehte hai, aane kal ki fizool mein fikar rehti hai aur jo aaj hai usse jeete toh hai magar thodi bechaini ke saath. Jo guzar gaya usse accept karke aage badh jao, jo kal hoga wo tumhare aaj ki mehnat se pata chalega na ki fikar se, aur apne aaj se mohabbat karo. Ek badi ajeeb si cheez hai jo hum sabhi ke saath hoti hai jab hum 5-6 saal purani tasveer mein khudko dekhte hai toh hasi aajati hai ki kaise the hum ab waqai behtar badlaav aaya hai hum mein wo badlaav tum laaye ** khud ke andar. Waqt ke saath mature hokar, mushkil se mushkil maqaam haasil karke, apna vision aur mindset positive rakhkar, apni zindagi ko sahi raaste mein le jaakar. Isliye tum haare nahi ** zindagi mauke deti hai magar tumhe ehsaas tak nahi hone degi kab tumne uss mauke ka fayda utha liya. Aur agar kabhi bura phase aaye toh uss mein bekhauf hokar jeena magar sahi waqt par nikalkar apni zindagi ko behtar bana dena. Kyunki abhi tumhara qissa khatam nahi huwa, abhi tumhe nikhar ke wapas aana hai kahani badalne.. .
0
Mar 1, 2020
Mar 1, 2020 at 12:25 PM UTC
Shayad isliye bhi hum Jindagi ka saath Nhi chorte

3
Yaad aata mujhe tera ye Khubsurat chehra, Kab tak rahogi yu dur mujhse, Laga ke mere Dil pe apne pyaar ka pahera, Baitha hoon esi intezar me, Dekhlu tujhe ji'h bhar ke main, Kho jau es kadar tere pyaar me, Tera **** hain khusboo, Teri mohabbat hain lahera, Yaad aata mujhe Tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra....... Kaun sulajhaye es paheli ko, Jab roti hain aankhen, Tab dard hota hain es dil ko, Mere dil-o-dimag pe ab teri yaadon ka pahera, Yaad aata mujhe tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra.........
0
Jun 8, 2015
Jun 8, 2015 at 12:10 PM UTC
........TERA YE KHUBSURAT CHEHRA
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala usse jo heer samjha to mujhe ranjha bana dala mili mujhko na wo iss baat se shikwa nahi fir v usse pakar v naa paya ajab kissa bana dala ! akela jab v chalta hu tujhe hi saath pata hu jami se aashma tak mai tera ehshas pata hu khudaye ishq ne mujhpe v kya aisa sitam dhaya mai girna v jo chuahu to sada upar hi jata hu ! tujhe mai pyar se dekhhu ya nafrat ka hawala du jo jeevan me bhara ** tam to fir kaisa ujala du mujhe to ishq ne barbaad kar tara bana dala chamakta hu falak par mai jaami ko kya ujala du ! jaami se ashma ka ** safar tu saath chalta hsi bina tere mujhe jeevan v ab abhishaap lagta hai mujhe gum naa judai ka khuda meri yahi sun le naa tu mujhko samajhti hai naa wo mujhko samajhta hai !!!!
0
Mar 12, 2015
Mar 12, 2015 at 3:03 AM UTC
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala
Wo Zindagi kis Kam ki Jisme tumhara sath na ** Wo hoth kis Kam ki Jisme Tumhari muskan na ** Taare bhi tut Kar gir jate ek din Jab Chand ka sath na ** Wo aankhey kis Kam ki Jisme tumhara chehra na ** Wo dil kis Kam ki Jisme tumhara pyaar na ** tut Kar bikhar jate akshar wo Pyaar jisme viswas na ** Zindagi ek paheli Hai Kab Kaise aur kiska Kab tak sath ** Kab kadi dhup ** ya Kab Jhamajham barsat ** Muskura ke ye Zindagi bhi unke naam kardu Jab mere hath me unka hath **
0
Feb 18, 2017
Feb 18, 2017 at 6:37 AM UTC
YE ZINDAGI KIS KAM KI.....
MAI BAHV SUCHI UN BHAVO KI JO BIKE SADDA HI BIN TOLE TANHAI HU HAR US KHAT KI JO JO PADHA GYA HAI BIN KHOLE HAR AANSU KO HAR PATTHAR TAK PAHUNCHANE KI LACHAR HUK MAI SAHAJ ARTH UN SABDO KA JO SUNE GYE HAI BIN BOLE JO KABI NAHI BARSA KHUL KAR HAR US BADA L KA PANI HU LAV-KUSH KI TEER BINA GAYE SITA KIA RAM KAHANI HU MAI BHAV SUCHI UN BHAVO KI. ............ KI JINKE SAPNO KE TAJ MAHAL BAN NE SE PAHLE TUT GAYE JI HAATHO ME DO HAATH KABHI AANE SE PAHLE CHUT GYE DHARTI PAR JINKE KHONE AUR PAANE KI AJAB KAHANI HAI KISHMAT KI DEVI MAAN GYE PAR PRANAY DEVETA RUTH GYE MAI MAILI CHADAR WALE US KABIRA KI AMRIT VANI HU LAV-KUSH KI TEER BINA GAYE SITA KKI RAM KAHANI HU KUCH KAHTE HAI MAI SEEKHA HU APNE JAKHMO KO KHUDSEE KAR KUCH JAAN GYE MAI HASHTA HU BHEETAR BHEETAR ANSU PEEKAR KUCH KAHTE HAI MAI HU VIRODH SE UPJI EK KHUDAAR VIJAY KUCH KAHTE HAI MAI MARTA HU KHUD ME JEEKAR KHUD ME MARKAR LEKIN MAI HAR CHATURI KI SOCHI SAMJHI NADANI HU LAV-KUSH KI TEER BINA GAYE SITA KI RAM KAHANI HU... WRITTEN BY :::::: SHASHANK KUMAR DWIVEDI
0
Nov 20, 2013
Nov 20, 2013 at 8:11 AM UTC
MAI BAHV SUCHI UN BHAVO KI
Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak, roj jaata raha, roj aata raha. Tum gazal ban gayi ban gayi, geet me dhal gayi, Manch se main tumhe gungunata raha. Zindagi ke sabhi raste ek the, sabki manzil tumhare chayan tak rahi. aprakashit rahe peer ke upnishad, man ki gopan kathayein nayan tak rahi, Praan ke pristh par preet ki vartani tum mitati rahi, mai banata raha Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak, roj jaata raha, roj aata raha. Tum gazal ban gayi ban gayi, geet me dhal gayi, Manch se mai tumhe gungunata raha. Ek khamosh halchal bani zindagi, gehra thehra hua jal bani zindagi, tum bina jaise mehlon me beeta hua urmila ka koi pal bani zindagi. drishti akaash me aas ka ek diya tum bujhaati rahi mai jalaata raha. Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak.. Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak, roj jaata raha, roj aata raha. Tum gazal ban gayi ban gayi, geet me dhal gayi, Manch se main tumhe gungunata raha. Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak..!!
0
Feb 6, 2015
Feb 6, 2015 at 7:32 AM UTC
..Main tumhe dhundhne swarg ke dwar tak..
Main Aur mere roommates aksar Yeh Baatain Karte Hain Ghar saaf hota to kaisa hota Main kitchen saaf karta, tum bathrooom dhote main hall saaf karta, tum balcony dekhte Log is baat pe hairaan hote aur us baat pe haste…. Main aur mere roommates, aksar Yeh Baatain Karte Hain Yeh hara bhara sink hai ya bartanon ki jang chidi hui hai Yeh colour full kitchen hai ya masalon se holi kheli hai Hai farsh ki nayi design ya doodh, beer se dhuli hui hain Yeh cellphone hai ya dhakkan, sleeping bag ya kisika aanchal, ye airfreshner ka naya flavour hai, ya trash bag se ati badboo Yeh pattiyon ki hai sarsarahut ke heater phirse kharab hua hai Yeh sonchta hain roommate kab se gum sum - Ke jab ke usko bhi yeh khabar hai Ke machar nahi hai, kaheen nahi hai magar uska dil hai ke kah raha hai machar yaheen hai, yaheen kaheen hai ! Toand ( pet ) ki ye haalat, meri bhi hai, uski bhi, dil mein ek tasvir idhar bhi hai, udhar bhi Karne ko bohot kuch hai magar kab kare hum Kab tak yoon hi is tarah rahe hum Dil kahta hai Safeway se koi vaccum cleaner la de ye Carpet jo jine ko zoonz raha hai, fikwa de Hum saaf rahe sakte hai, logon ko bata dain, Haan hum roommates hai – roommates hai – roommates hai Ab dil main yehi baaaat, idhar bhi hai udhar bhi.. Sab ko bata dain..
0
Mar 10, 2014
Mar 10, 2014 at 11:38 AM UTC
Dedicated to all those who have shared an apartment or are still sharing an apartment
picky teaser lota pizza flamingo burnin' gerhkin wordin' processing pro gramme lots a purple tan tanging tongue tear stupid deer croissant croissant croissant (are you here?) rich and faming silly daydream little cupid castle cooped chicken kickin' malicious software (are we there?) yet cooky suki mikky mopy skiing slopy tear out control shout doubt pout trouble double choc tim tam ginge sortafairy tail of a bat rat smack (should we pack?) and CRACK goes ankle blowing soccer flowin' talk tak no silly silly silly all these years (should I be crying these tears?) hello again a pen? why thanks some lunch punch crunch an ankle swollen ready all flail fall (?)
0
May 22, 2013
May 22, 2013 at 3:43 AM UTC
not being sarcastic not
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

72
JISKI DHUN PAR DUNIA NAACHE ,DIL AISA EK TARA HAI JO HUMKO BHI PYARA HAI AYR JO TUMKO BHI PYARA HAI JHUM RAHI HAI SAARI DUNIA JABKI HUMARO GEETO PAR TAB KAHTI ** PYAR HUA HAI KYA EHSHAN TUMHARA HAI JO DHARTI SE MABAR JODE USKA NAAM MUHABBAT HAI JO SEESHE SE PATTHAR TODE USKA NAAM MUHABBAT HAI KTARA*2 SAGAR TAK ** JATI HAI HAR UMR MAGAR BAHATA DARAIA WAPAS MODE USKA NAAM MUHABBAT HAI PANAHO ME JO AAYA ** TO USPE WAR KYA KARNA ? JO DIL HARA HUA ** USPE FIR ADHIKAR KYA KARNA ? MUHABBAT KA MAZA TO DUBANE KI KASHMKASH ME HAI JAB ** MALUM GAHRAI TO DARIA PAAR KYA KARNA BASTI BASTI GHOR UDASI PARVAT PARVAT KHALIPAN MAN HIRA BEMOL BIK GAYA GHIS GHIS REETA TAN CHANDAN IS DHARTI SE US AMBAR TAK DO HI CHEEJ GAJAB KI HAI EK TO TERA BHOLAPAN HAI EK MERA DEEWANAPAN TUMHARE PAAS HU LEKIN JO DURI HAI SAMAJHTA HU TUMHARE BIN MERI HASTI ADHURI MAI SAMAJHTA HU BAHUT BIKHARA BAHUT TUTA THAPEDE SAH NAHI PAYA HAWAO KE ISHARO PAR MAGAR MAI BAH NAHI PAYA ADHURA ANSUNA HI RAH GAYA YU PYAR KA KISSA KABHITUM SUN NAHI PAYI KABHI MAI KAH NAHI PAYA... WRITTEN BY : SHASHANK KUMAR DWIVEDI [email protected] (FACEBOOK)
0
Nov 20, 2013
Nov 20, 2013 at 8:27 AM UTC
KYA EHSHAN TUMHARA HAI
Ki badlne  ko in ankho ke manjar kam nahi badle Tumhari yaad ke mausham humare gum nahi badle, Tum agle janm me humse milogi tab to maanogi, Jamane aur sadi ki is badal me hum nahi badle... Ki koi kab tak faqat soche ,koi kab tak faqat gaye Illahi kya ye mumkin hai ki kuch aisa v ** jaye , Mera ahtaab uski raat ke aagosh me pighle mai uski neend me jaagu wo mujhme ghul ke soo jaye..
0
Feb 4, 2015
Feb 4, 2015 at 8:10 AM UTC
..Jamane aur sadi ki is badal me hum nahi badle..
Palembang, 16 Maret 2013 Serasa aku kembali ke masa lalu Membaca pesanmu, dan menerka bentuk wajahmu Kamu kembali lagi Menyirami kebun senyumku yang mekar kini Membuatku ingin terus terjaga Tuk menunggu pesan darimu lagi Kini aku di sini lagi Mengagumimu, untuk alasan yang tak pasti Membanggakanmu, betapa kau peduli padaku Aku hanya bayangan bagimu Kamu hanya bayangan bagiku Interaksi yang membuat kita jadi nyata Aku mencintaimu, untuk alasan yang tak masuk akal Aku sungguh mencintaimu, melebihi rasa yang kau berikan padaku Aku sangat mencintaimu, namun ku tak berharap memilikimu Aku mencintaimu, seperti dia mencintaimu Dulu aku masih lugu Menyatakan cinta padamu Dan kau menertawakanku hahahaha Aku pun juga begitu Lantas aku merasa malu, Aku memutuskan komunikasi denganmu Mencoba tuk berhenti mencintaimu Berhenti mengagumimu Ya, meski hanya beberapa bulan Aku tak sanggup lama-lama mengacuhkanmu "Thanks, we're friends again." Itu kata pertama yang kamu ucapkan padaku Setelah aku memutuskan untuk kembali mengagumimu Mencintaimu adalah hal yang selalu membuatku rindu Aku selalu malu jika mendapatkan pesan darimu Aku takut selalu salah jika membalas pesanmu Tapi ku coba apa adanya dihadapanmu Terima kasih kamu mau menjadi temanku Andai aku bisa mengerti perasaan ini Aku ingin sekali saja mencintaimu, yaitu kali ini Aku tak ingin berlama-lama mengagumimu Itu hanya akan membawa dukaku di kemudian hari Aku beruntung bisa mencintai orang sepertimu Kamu tahu? Tak sedetikpun aku tidak memikirkan kamu Andai aku bisa mengerti perasaan ini
0
Mar 16, 2013
Mar 16, 2013 at 2:58 AM UTC
Andai Aku Bisa Mengerti Perasaan Ini

47
Yeh Mera Apna Tajurba Hai Tumhe Batla Raha Hoon Main Koi lab chooh Gaya tha tab Ki ab tak ga raha *** main Bichadd Kar Yaar Se Kaise Jiya Jayee Bina Tadpe Jo Main Khud Hi Nahin samjha Wohi samjha raha Hoon Main Kisi Pathar Main Moorat Hai Koi Pathar ki Moorat Hai Lo Hum Ne Dekh Li Duniya Jo Itni Khoobsurat Hai Jamaana Ab Nahi Samjhe Par Mujhe Apni Khabar Yeh Hai Tujhe Meri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai
0
Feb 5, 2015
Feb 5, 2015 at 9:59 AM UTC
Mujhe Teri Zaroorat Hai
Palembang, 22 Juni 2011 Api itu hampir merajai waktu Merenggut harta benda tanpa ampun Mangarang tubuh yang sesepuh Duduk pun terdiam di kursi besi butut Kekuatan api bagai Sang Supernova Membumbung tinggi tak ada yang terjaga Meletup-letup bagai haus dan lapar Tinggallah hamparan abu di senja tiba Sebelum fajar menyingsing indah Berisik di tengah jalan sirine mengulang Langkah kaki mondar-mandir yang tentu arah Bergotong royong pun dengan peluh dan baju basah Ku duduk terdiam terpaku Setengah melamun di sebelum senja muncul Ku tersadar pun di tengah padam lampu Dan ku lihat Monalisa tersenyum pada ku Ku duduk bersimpuh di kaki Menunduk dan berharap ini hanya mimpi Dan aku bangkit tuk lihat situasi Ku dengar mayat rapuh bagai tiada arti lagi Tak mampu tumpah air mata Hanya tubuh kaku mati rasa Pikiran yang ingin selalu waspada Mental ini rapuh butuh udara Abu terasa di mana-mana Terinjak, menyatu dengan tanah Menutup mata kini selaalu terjaga Menjaga hari tanpa Supernova 9 Juni penuh cerita Di bawah tangisan dan panikan Wanita memasak dan menjaga anak Pria bahu membahu membangun rumah
0
Oct 28, 2011
Oct 28, 2011 at 1:26 AM UTC
Cerita Semi (9 Juni 2011)
Hati sedih nan gelisah Tak tau apa yang harus diperbuat Kaki bagai lari ke ujung dunia Peluh terasa lengket bercucuran Seakan hanya mengikuti jejak Tak tau arah yang benar Mata sayup ingin terpejam Terhalang Guntur yang menggelegar Menggelegarkan nadi meretakan hati Serpih-serpih peluh yang menjadi-jadi Seakan lari menggapai dunia Melawan angin yang amat kencang Sambil berpegang kawat besi tembaga Berjalan di atas angin yang bergoyang
0
Oct 22, 2011
Oct 22, 2011 at 10:01 AM UTC
Hati Ku
Bila memang AKU BUKAN PILIHAN HATI MU Biar ku pendam CINTA DALAM HATI ku Sungguh, yang akan ku berikan UNTUKMU SELAMANYA Pergilah kau SEJAUH MUNGKIN membawa LAGUKU Ke TEMPAT TERINDAH di SURGAMU RASA SAYANG ini hanya untukmu Dan ku akan menunggu DI SINI UNTUKMU Berharap kau bawa LAGU CINTA yang TERCIPTA UNTUKKU WAKTU YANG DINANTI akankah datang? DEMI WAKTU ku kan berubah Tak akan SEPERTI YANG DULU Yang hanya berkhayal melihat wajahmu Di BAYANG SEMU Sungguh indah kau bagiku TIADA YANG SEPERTI DIRIMU Yang ku kagumi sepanjang waktu Ku rindu SAAT INDAH BERSAMAMU Walau di mimpiku aku mencintaimu Namun, APALAH ARTI CINTA tanpa hadirmu Kumohon IZINKAN AKU Member CIUMAN PERTAMA KU untukmu Karna saat indah itu mungkin TAKKAN TERULANG BERJANJILAH kau tuk selalu menghiasi ku Karena tak satupun SAHABATKU yang indah seperti mu Ku ingin terbang MELAYANG UNTUK TEMUKAN dirimu yang SESUNGGUHNYA Ku sadari memang BUKAN AKU untukmu Tapi, aku hanya ingin kau BERIKAN AKU CINTA Meski sedikit, walau terpaksa Tak lelah SUARA HATI ku memanggilmu Yang ingin menjalani CERITA BERSAMAMU DOA ku panjatkan selalu Memohon tuk bertemu kamu Meskipun kamu punya CINTA YANG LAIN Ku rela melepasmu untuknya Kau TAK PERLU mengaku bahwa kau cinta aku Memang, tak pernah kau cinta aku Yang ku kenang kini adalah Ku bahagia mengenal LAKI-LAKI seperti kamu
0
Oct 16, 2011
Oct 16, 2011 at 10:33 AM UTC
Ungu
Mai bhav suchi un bhavo ki jo bike sada hi bin tole Tanhai hu har us khat ki jo padha gya h bin khole.. Har aanshu ko har patthar tak pahuchane ki laachar huk Mai sahaj arth un sabdo ka jo sune gye h bin bole.. Jo kabhi nahi barsha khul kar har uss badal ka paani hu Lav-Kush ki teer bina gaye Sita ki Ram kahani hu.. Ki jinke sapno ke Taj -Mahal ban ne se pahle tut gaye Jin haatho me do haath kabhi aane se pahle chut gaye Dharti par jinke khone aur paane ki ajab kahani h Kishmat ki devi maan gye par pranay devta ruth gaye.. Mai maili chadar wale uss Kabira ki amrit vaani hu Lav-Kush ki teer bina gaye Sita ki raam kahani hu.. Kuch kahte hai mai sikha hu apne jakhmo ko khud see kar Kuch jaan gaye mai hashta hu bhitar bhitar aanshu peekar.. Kuch kahte hai mai virodh se uppji ek khuddar vijay Kuch kahte hai mai marta hu khud me jeekar khud me markar.. Leekin mai har chaturai ki sochi samjhi  naadani hu Lav-Kush ki teer bina gaye Sita ki Ram kahani hu
0
Feb 4, 2015
Feb 4, 2015 at 8:23 AM UTC
..Mai bhav suchi un bhavo ki..
Dil ki kalam se kuch likhte hain aahat, Bn chuke hain aap hamari aadat. Aapki pyaari si muskurahat dekh jo sukoon milta, Hamara masoom chehra bhi nanhi kali jaise khilta. Saanso mein chupi har hayat hai aapki, Jab aap hain saath sawar jayegi zindagi. Do pal bhi nahi reh sakte aapke bin, Raatein kat jaati taare gin gin. Naam aapka pehchaan hai hamari, Har dadhkan ki awaaz hai tumhari. Hothon par muskurahat hai aapke naam ki, Aapke khayalon mein uljhe raat se subah ** jaati. Qubool ** gayi dua hamari, Mil jo gayi humein chahat tumhari. Nahi hai koi Chah ab hamari, Jabse judi humse dadhkane tumhari. Jazbaaton ka sagar hai gehra, Dil mein hai humsafar ka basera. Mohabbat ka rang aisa chhadhaya hai tumne, Feeke lagne lage har rang iske saamne. Jaane kis qadar imtehaan leta hai khuda, Bs gujarish hai usse karna na kabhi juda. Jab tak dadhkane chal rahi hain unki, Zindagi ki har saanse hai sanam sir aapki. Jahan mera humsafar ** De dena jagah humko. Har kadam par saath chalna piya mere, Jeene ka shauk nahi ek pal bhi bin tere. Har pal sirf aapko yaad hain karte, Jaane kab mitange ye meelon ke faasle. Saath nibhayenge har mod par aapka, Tumhare andar paya humne khuda apna. Shiddat se itna chahte hai tumhe, Labzo mein baya nahi hum kar skte. Aisa koi labz nahi jo is sacchi mohabbat ko sanjo le, Mohabbat se kai upar hai ye mohabbat jisko koi naam na de .
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:37 AM UTC
Sacchi mohabbat
KOI AUR HAI Tere  khaboon mai koi aur hai,aur tere sayee mai  koi aur hai Kaisay tu dekhay hasrat mere,tu haqeeqat mai koi aur hai Yeh dil kab tak arizoo karta rahai ,ab koi sabab-e-furkat ** Kaisay tu pehchaanay mere ulfat,tu zahir mai koi ,aur batin mai koi aur hai Itrey sabnum ki tarah jalah hai mera daman bhi Mai manzil ki jistu ju kya karoon, ab rasta bhi nazar nhi yadoon kay samandhar mai dhoob chukka ab toh Mai haar chukka hoon zindagi  aur ab toh moat bhi ati nhi Bhulavou yeh gum kaisay ,dil ko kya dawaa doon bhar janay ki Mai kyun nhi rub a ru khudsay  ,mai kon hoon  ya mujmai he koi aur hai Faryaad bhi kya ** , naa ashinaa hai yahaan sabhi Kis  mode pay kya  hogaye koi khabar nhi hummay Mai toota huva taraa hoon mujmai ab wo  timtimhath kahaan Lagta Aasmaan bhaag rahaa hai aur zameen fisal rahe ** jaisay muntazir-e-humraah ** kya,jo rahai thi wo rahai he badhal gaye Mud kay ab dekhoon  kya, akela rahai safar tha ya koi aur be hai Mubarak ** tummay ab yeh jahaan dard baraa Na mud kay kabhi dekhay **** issay dhoobara Ab aur palkoon pay ashikay baar saha nhi jata Laboon  pay ab aur bahaana bardast nhi hota Waqt guzra hai, kyun naa mera bhi saleeka badhal gaye Rumi Ab aur ranjishay nhi,bhula do ghar koi ghilla aur bhi hai                                  written by: Aabid Rumi                              suggested by:Tanzeelah Illahi
0
Apr 16, 2017
Apr 16, 2017 at 6:16 AM UTC
koi aur hai