Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"hansa" poems
Tune mujhe rula diya, Waadein kar pyar ke, Ek pal me bhula diya, Yu to hum bhula dete tumhen, Lekin ye Kambakhat dil hain, Jo Tujhe yaad kar harbar Mujhe rula diya...... Dekho mujhe sanam Kitna udas hoon main, Jite hua bhi tere bina Ban gya ek zinda lash hoon main, Tor kar mere sare sapne tune, mere dil ko jakhmi bna diya, Tune mujhe rula diya..... Rota hain Manish dekh kar Apni tuti kalame, Kaise bhula di ai bewafa Wo bite lamahen, wo bite lamahen.... Gum aur Pyar ki ye kaisi Dosti, Koi kisi ko rula diya to Koi kisi ko hansa diya, Aajtak pura na ** saka kisi ka pyaar, Kyoki kisi ne pyaar ko hi adhura bna diya, tune mujhe rula diya, Tune mujhe rula diya.....
0
Jun 1, 2015
Jun 1, 2015 at 9:53 AM UTC
TUNE MUJHE RULA DIYA
Ai khuda kyon hansa ke mujhe rula rha, Mere chhupe dard ko aur bada rha, Nahi jih sakta mai unke bin,Ye jankar bhi Kyon unke pyar me mujhe tadpa rha,
0
Jun 7, 2017
Jun 7, 2017 at 9:18 AM UTC
KYON UNKE PYAR ME MUJHE...
Main aksar apne jazbaat chupa liya krta hun', Khamosh raaton mein kabhi khud ko hansa ya thoda rula liya krta hun', Jaanta *** jindgi mein ab mukammal nahi hai ishq tera', Par har waqt naam bas tumhara he liya karta hun',
0
Dec 5, 2018
Dec 5, 2018 at 8:51 AM UTC
Jazbaat