Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
misterN May 2021
Tajassus Sai Mai Bahaar Gaya.
Sardi Ka Maisam Sakht Thaa.
Akela Akela Paidaal Gaya.
Badan Bhi Kaap Raha Tha.

Dur Ek Aag Jalnai Dekhi.
Paas Usnai Boliyaa…

Aag Waisai Hi Thi
Bebassi Mai Ussai Chuu Liya
Ruh Jaal Gayi
Badan Tau Aisa Hi Jaalava Tha.

Ek Cheek Nikal Gayi
Wah Sai Bhaag Chala

Phir Sai Ghar Mai Dakhil Hau Gaya.
Par Jalnai Kai Daag Reh Gaya.
Kya pareshaniyan hai yeh intezaar,
Na Khabar, na paigham, na iblagh

What distress this waiting is?
No news, no message, no communication

Aate jaate hain duniya waalon magar,
sakht sozish rehta hai seene mein, yeh intezaar

People come and go in the world,
But a sharp pain remains in my chest, this waiting

Ache aqwaal karte hai bekhauf se,
Lekhin ghari tik tik karta hai, yeh intezaar

They speak words of comfort fearlessly,
But time ticks away slowly, this waiting

Mahine beet gaye mausam guzarte, kya barqarar?
Aatish-e-rut mahol dil mein, yeh intezaar

Months have passed, seasons have changed, what remains?
The fire of longing in my heart, this waiting

Ab yeh jazb aur zakham-e-rooh kya faida?
Shukriya kehta Nacheez, yeh intezaar

Now (after all of this), is there any benefit to this intense passion and spiritual wound?
Nacheez says thank you, in this waiting

— The End —