Bas hame malum naa tha kisi ke sath pane ki khawahish bhi na thi kisi se bicharne ka gam v nahi tha To kya tha jo tha bas hame malum naa tha.
Jane anjane me hua tha hame v kuch kabhi The bekhabar hm bhi Khudse hii khabar the
Til Til se sanjoya tha khaboo ka v mahal kabhi hhmne Tut gaye sare khawb par til v na dikhi
Khawbo ki atishbaji dil me iss qudar ** rhi thi Jaise khuli aashaman me tare nazae aane lage the
Uss hasin shaam ko main Dulhan ki tarah saji uss saksh e oo aam ka main Talab e intazar kar rhi thi Par wo nahi aaya Wo pal tham si gyi Meri sanse ruk hii gye Mano Bin mausam ki bijliya barasne lage Aachank tufan sa utne laga Mere dil ke har kone me Brishsh v hui khuli ragistan m yado ka silsila mitne laga kuch is quadar jaise Reet pani me tairne lagi Bas hame malum naa tha.
This poem is based on reality of life when you truly loves to someone but still they don't understand your feelings. Than we feel life is just stopped. But we should move on. Thanks for reading