Bikhre bikhre s Kuch alfaz h Tute tute s khwab h Antarmn ab bechen sa h Hue khwab aahat s h Dil m lga ghav sa h Bikhre bikhre s Kuch alfaz h Tute tute s Kuch khwab h Sangharsh krna bna muskil sa h Aasan raah ki talash v na ktm hota sa h dra dra sa ab mn rhta h Hoton ki hasi v ab khi chupa sa h Khi gm K sagar h to khi shukh K leher aae h Kisi K sapne hue raakh K s To kisi ne nae sapno ki chavi bnae h Sunn K baat yh nae dil m aae Kuch aash sa h Bikhre alfazo ko sajakr koe Naye sapne bunne ka khwab sa h.
Bikhre s alfaz h tute s khwab h pr ek asha ki kiran ne di nae si aash h
Humari kavita yuhi, Alfazo se nhi buni jaati, Unki muskan bhar se , Syahi aur kagaj pe yuhi , Kalam chl ne lagti , Kaash wo samj paate , Ankahi si baat , Kaash wo na hote , Humse itne anzaan....
Follow my writings on instagram @_spread_u_r_wings
Zindagi us khuda ki banai bisaat hai jis k hum sab mohre hai.. Uske dar tak k raaste me.. Nashukro k liye kohre hi kohre hai
Jo behtar khel jayega wohi jeet jayega.. Par ye hoga tabhi Jab woh behatreen akhlakh apnayega
Khelte khelte kai to fanah ** gaye.. Kai Sikandar..****** jaise tabah ** gaye.. Maiyyat se khali haath bahar le kar is duniya se wida ** gaye
Rubaru apne kafan se jo jeete ji ** gaye.. Mukammal jahan unhi ko mila..jo khuda ki panah me ** gaye
Zindagi me jinhone ilm rakha us khuda ko Yaad karna.. Namaze adda kari..Gurbani paddi.. Granth padde..Hukumname diye.. khuda ne hosle itne buland kr diye..Apne noor se sabhi manzilo..Jannat k raaste unhi k liye Roshan kar diye
Zindagi me Naam..Shoharat unhe bahut mili..jinme alfazo se khelne ha hunar aa gaya.. Sir chad k jinke ye inayat na boli..woh us khuda ko tah umra bha gaya😊