Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Mar 21 · 103
Koi tha
Agar muja moout ajy to usay kah dana,
Koi tha Jo usay yaad karta tha,
Koi tha Jo us ka laya jita or Marta tha,
Koi tha Jo Roz us ki yaad ma tarapta tha,
Koi tha Jo us ka khab dakhta tha,
Koi tha Jo uska name pir muskrata tha,
Koi tha jo har dua mein usay maangta tha,
Koi tha jo har dukh mein usay yaad karta tha,
Koi tha jo chand se uska noor maangta tha,
Koi tha jo khamoshi mein bhi usse baatein karta tha,
Bas itna kahna chata hon janab!..
Koi tha Jo tha, magar ab siraf ek yaad reh gaya janab ....
Mar 21 · 48
Ghuroor
Mohabbat hui nahi thi kabhi humein, Bas isi baat ka ghuroor tha, Jo apna kaha tha kabhi hum ne, Wohi sabse bada ghuroor tha.

Na poocha kisi ne haal-e-dil, Ye bhi ek ishq ka usool tha.
Mar 12 · 115
End
End
Vo din Bhi Kya din ** ga,
Jab qudrat ka hath ma Pura din Hoga.

-- Sharjeel --
Mar 12 · 66
ZAROORI THA
Ya raaton ka kasoor thodi tha,
Chand bhi tanha tha mera jaisa,
Magar uska noor thodi tha.

Aankhon ne kehna bohot kuch tha,
Magar uska aana, uski baat banana,
Sirf ek khwab tha,
Pir jaagna bhi zaroori tha.
Feb 19 · 122
Zamana
Vo Zamana bhi Kya Zamana tha,
Jab Zamanaa ko Zamana mana jata tha.

-- SHARJEEL --
Feb 19 · 98
Lamha
Vo ek Roshan lamha Zindagi mein aaya tha,
Zindagi ka asal Matlab sikha kar Chala gaya.

-- Sharjeel --

— The End —