Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
A M Jan 2019
O Bewafaa
Yeh Aap  Nai Kya Kiya ...
Bewaajaa Dai De
Mujhe Aisee Sazaa.
O Bewafaa.

O Bewafaa
Itni bhi Kya Naraazgi Thi.
Labhau Kai  Alfaaz Sai
Dil Hi Nasuur Kar Diya
O Bewafaa

O Bewafaa
Dard Kai Samundaar Mai
Ab Taair Raha Hu Mai.
Dubnai Ka Intezaar Hai.
O Bewafaa
Meraki Aug 2020
Tere kadam kya padhe dwar pe,
Tanhai ne toh hume bewafaa karaar kar diya..

— The End —