Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Aslam M Jun 2018
Yeh samaa woh waqt ka hai
Jab hum jawaan thai tum bhi jawaan thai.  

Uss shadi mai aap ka aaana.
Aur mujhe bar bar dekhnaa.

Aap ka andaaz ke kya khanai.  
Jau hum kau bebaaz kar deeya.  

Woh aap ka nazuk natnaai  phulaanaa
Woh aap ka sharm sai thar tharanaaa

Woh aap ki kali saree sai naaf ka
Meri aaukhai sai chupa chupi khelna

Woh aap ki halki se musqurahat
Woh aap ki thodi se sharahaat.  

Aap ka andaaz ke kya khanai.  
Jau hum kau bebaaz kar deeya.

Phir woh mera pass sai guzri.  
Merai dil pai raiham na karkai.  

Aur phir paas woh jab aaayi.  
Aur yu muskurayee.

Uski sassai merai cheharai par halki halki baraas rahi thi.  

Yeh samaa woh waqt ka hai
Jab hum jawaan thai tum bhi jawaan thai.
Yeh
Aslam M Jun 2018
Un  khatalaana  aankhon ka meri ruh ko parosna.  
Un nazuuk paikar  pai woh zulfon ka bosa dena.

Un  zulfon  sai  hamai aur na tadpau ||
Un khobsurat bai ahang   natnaai ko aur na phulaau ||.

Dil kai  dhadkanein aur na badhao ||
Un lal hauta sai woh alfaaz kya nikla ||
Hum nai phir sai ishq karna seek liyaa  ||
misterN Aug 2020
Woh Hawaiyai Gussai Sai Pukaar Rahi Thi Terai  Chehra Par Zulfai Leh Raha Rahi Thi

Woh Haseen Aakhai Band Hau Gayi Thi
Woh Nazuk Natnaai Phulaa Rahi Thi

Woh Nazaara Bhi Kya Thaa Bhulai Kaisai
Woh Muskaraat Bhi Dil Mai Bas Gayi

— The End —