Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
mai sukhi daali ka ek murjhaya hua bela hu
par ye sach hai udash hu aaj mai, bahut akela hu

ye alag baat hai ki mai jutha bahut hu
haa par sach batau mai tuta bahut hu

aaj tak maine sapne sanjoya bahut hai
sach batau to akele me roya bahut hai

iss rangeen dunia me pyar ke naam bahut hai
par sach batau to aaj pyar badnaam bahut hai

jo ek adhura khwab tune inn ankho me diye the
par sach batau to gum bhi sirf tune hi diye the

ye alag baat hai ki mujhe pyar ki samajh naa thi
par sach batau to tumhe pyar ki parakh nahi thi

ye alag baat hai, maine hass ke bhulaya bahut hai
par sach batau to mere apno ne hi iss dil ko dukhaya bahut hai
iss dil ko dukhaya bahut hai....
Aryan Sam Dec 2018
Yaar ki he,
Jaruri nai jo me kit ohi tuci kro mere naal
Rab da wasta heena ji. Karlo gal
Theek a me nai hega kabil
Me nAi gal karan de kayak
Manea ki life bardbard kar diti thuhadi
Par meri bi koi sukhi nai chal rahi
Tuci fer bi mere nAlo jyada hi kush hone
Metho nai ** pa reha
Rah da wasta ik wari gal krke khtam kr sab kuj
Charu Singh Jun 2020
Pita hi Mera abhimaan hai,
Pita se hi meri jaan hai,
Pita se hi meri shaan hai.


Pita ke bina,
Ghar mai rahna
bhi soona hai.


Pita ke bina,
liya gya na lagta
apna khilona hai.



Pita ke bina,
Zindagi ki khushi
bhi
lagta rona hai.


Pita ke sang,
Sukhi roti bhi sona hai.

— The End —