Mausam bsh aate jata h Kbhi khusiyon ki bahaar lata h to kabhi aanshuon ka sehelab Kbhi mithi si muskaan To kbhi udasiyon ka toofan Jo saari khusiyon ko apne saath bha kr le jata h Mausam to bsh bdlne ka naam hota h Wo kbhi v smaan nhi rhta Qki esh jagat ka ek maatr sch h bdlaao Chahe wo bdlaao mausam ka **, waqt ka **, haalat ka **, taqdeer ka ** ya fir khudh insaan ka Jese sardi k waqt kmbl ki garmi ka jarurat hota h pr garmi K waqt wo jarurat bdl jata h Tik wese hi insaano k mijaj m bdlaao aata h or unki soch m v Jo waqt K saath nhi bdlte wo piche hi rh jaate h Kehene ka arth bsh etna h badlaao zindagi ka mull aadhar h Or mausam v usse pre nhi h