Jaante ** na ke muntazir hoti *** main. ..... Tumhare sone ke baad bedaar hone ki.... bedaar hone pe tumse pyari si kuch baatein sun ne ki .... Phir maiñ kuch kahun phir tum kuch kaho. .... Phir ab jaana hoga hi bhale se kyun na kaho. ... Jaante ** na ke muntazir hoti *** main. ...
Tumhari jhalak aane ki kab dikhe mujhe. ... Mere dil ki baaton ko Kab keh paun main tujhe. .. Maiñ ab tak soyi nahi *** tere intezaar mein yeh. ... Paigham pohunch jaaye bas pata chal jaaye tujhe.... Jaante ** na ke muntazir hoti *** main. ...
Yeh milon ki doori mite na mite. ... Yeh waqt ki doori mite na mite. ... Yeh Din aur raat ka chakkar Kate na Kate. ... Bas sirf lafzon ke raabte se jud jaaun main phir se. .... Jaante ** na ke muntazir hoti *** main. ....