Chalo fir se himmat Kar li hai, Pyaar karne ki sirf tumhare liye, Is baar hath tumne thama hai , Use akela chod na Jana. Fir Tere vado pe yakin Kar liya mene, Use tod na Jana. Musibat aaye toh milkar sah Lena Phele ki tarah yu tanha chod na Jana. Pehele toh bas Tut ke rah gaye the hum, Is baar dur gaye toh bikhar jagenge hum. Laut aaye ** tum fir , Is baar mujhe chod na Jana .