Ajab si khamoshi hai Hawao me ek roshani chhae hai Logo ko bade arso baad fursat mili apno ke bicha rehane ki kyun ki Corona ne chaaro aur koharam machae hai
Loga ko aj smjha raha is musibat me daulata kaam na aae hai Bs ghar se bahar na nikalo sarkar ki itni hi guhaae hai Phir bhi kuch sadko pe ghuma rahe hai Shayaad unko baat smjha na aae hai
Dusaro ko kyun jokhim me daal rahe ** Waise hi itni badi aafat china ne laae hai Doctor desh sb to lada rahe hai Ab hume bhi saath mila kar ladani ye ladae hai
Swastha rahe ghar pe rahe.
This poem is relates to current situation, that means world wide this epidemic going very critical so this poem is basically in hindi language and poet wants to give us massage that we should stay safe at home.