Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Aslam M Aug 2020
Khuch Lamhai Tanhayee
Mai Guzaar Gayai. ||
Khuch Aapnai Aap Kau
Khojnai Mai. ||
Khuch Lamhai Teri Ibadaat
Mai Guzaar Gayai. ||
Khuch Gunaah Karnai
Nikaal Gayai. ||
Khuch Lamhai Aab Bakhi Hai
Woh Bhi Nikaal Hi Jayaingai.
Dekhna Hai Merai Dost
Woh Kaisaai Nikaal Jatai Hai.
Aslam M Jun 2018
Hum nai khuch kahaaa
Tum nai khuch sunaa
Tum nai phir khuch Kahaa
Hum nai khuch nahi Sunnaa.  
Bas Alfaas sau ko hi dekhte hi reh gayai.

I said something
You heard something.
Then you said something
I did not hear anything as
I was engrossed in seeing what you were saying.
Aslam M Nov 2018
Bas Puchata Tha Yeh Ek Sawaal.  
Badan Ban Jata Ek Mashaal.

Na Dai Woh Uska Jawaab.
Bhuj Jaati Hai Woh Aftaab.  

Yeh Silsalaa Chalta Raha.
Aur Qayamat Tak Chalta Rahaiga.

Aab Baizaar Hau Gayai Hai Hum.
Zindagi Khuch Nahi hai Siwai Ghum.
Aslam M Sep 2019
Woh Hawaa  Kya Chali
Ki Zulfai Bekhaar Gayai.

Samaa Bhi Thaam Gayi
Aaakhai Bhi Naam Hau Gayi.
Aslam M Jun 2018
Bahut Mududdau kai baad
ek aisa bhi waqt aisa bhi aaaya.
Acchai aur Sacchai Dost milai.

Woh Waqt bhi guzaar gayaaa
Naaa jaaanai woh ab  kidhar chalai gayai.
Aslam M Jan 2021
Isnaai  Khuch  Post Dala
Usnai Bina Sauchai Like Kiya
Dono Khush Hau Gayai.
Yeh Silsala Hauta Hi Raha.

Share Aur Like Kai Daldalai Mai
Sab Hi Trap Hauta Hi Gayi
Kabhie Usnai Share Kiya
Tau Kabhi Isnaai Like Kiya.

Kya Sahi Kya Galaat
Kya Sachaai Kya Jhootaa
Bas Sab  Forward Aur Like
Mai Lag Chukai Hai.


Mai Sahi Hu
Tu Galaat Hai
Mai Sachaa Hu
Tu Jhoota Hai

Bina Research kai
Khuch Tau Aisai Bhi Post Kar Laitai Hai
Validation ki Pyasaa Hai Khuch Log
Jau Khush Hau Jaatai Hai Ek Like Sai
Aur Apni Woh Jung Jeet Jatai Hai.

Yeh Daldalaai Sai Kab Nikaal Paiyaa Gaya
Digital Daldalaa Kab
Khataam Hau Jayainga

— The End —