Sabke zindagi ki kuch aesi kahaniyaan hoti h jo logo s chupi hoti h Jo bsh kuch anjaana sa hota h Tik wese hi yh kahani h Isha ki
Logo ka manna tha wo kathor dil wali amir ghamandi ladki h Pr log kya jaane wo amir ** k v akeli h Logo ko kya pta ki wo v bsh kuch waqt pehle khudh s mili h Mohobbat tutne s jada dard apno k ruthne ya bharosha tutne pr hota h Wo to ek maasum si thi Ushe to pta hi nhi tha ki wo kabhi esh Isha s milegi jo ki kathor patthar ki trh sakt h Pr jis waqt ushe fareb, dokha or bewafaae k dard ka ehesash hua Uski sachchae s jo wo wakif hue to usne apni masumiyat ko khudh k saamne mrta paya Usne uske dil ko gilli mitti s kathor patthar bnta paya Usne apne bharoshe pe bharosha kr sb kuch tutta - bikhrta paya Ush din apne ko hi nhi apno ko v khudh s dur jata paya Or ush waqt khudh k maut pr khudh ko rota paya Or fir bn k tayyar hue kathor patthar Jisko puri trh smjhna aaj v aashan ** na paya