Kamal ka phool kechad mein khilta hai Par dekk tere damann mein kechad kitna hai
Pyar baatne se badta hai Dharm ke naam phe tu kyu ladta hai Janta hu koi naah hai masoom Par akhir mein insan hi tho marta hai
Bhattka sa tu firta hai Tutt jaane phe Hasna kyu bhulta hai Aye musaafir tujhe aage badna hai Tu chalta re Manzil ka pata nahi Kar wahi jo lage dil ko sahi
Yaar aaise hai jo Bhulane par bhi bhulte nahi Bachpan ki yaade Whai purani baate Andheri raato mein hum ghum ** gaye sabhi
Kho diya humne apne aapko Iss insano ki basti mein kahi
Abb kyu jalta hai tu Naah raha ishq naah mehboob Kya baacha hai karne ko mehsus Dillagi aur bedardi ke beech hu masroof...