Teri Kalam se meine apni Kalam Ko dekha Phir tum likhti Rahi jaise ki Mann me khuch ** Jo lagatar dilo dimaag me guldasta bana Raha ** Aur likhte likhte mein tumhe dekhta raha.. Raah e dhoondta tumhare madhur geet aur yeh mazbur Dil Dooriyaan aur peepal ki patti ki tarah Pavitra tum Yeh mera mann Nashe me ghumta bas pyaar hi pyaar me
Sitaro ka jhilmilana O Dil e nadaan aakash ko Nadi me dekhta Chand e Tamannah Akhiyon me doobta hazaron sapne liye Dhoondta Dil e Raaz ... ...