KOI AUR HAI Tere khaboon mai koi aur hai,aur tere sayee mai koi aur hai Kaisay tu dekhay hasrat mere,tu haqeeqat mai koi aur hai Yeh dil kab tak arizoo karta rahai ,ab koi sabab-e-furkat ** Kaisay tu pehchaanay mere ulfat,tu zahir mai koi ,aur batin mai koi aur hai
Itrey sabnum ki tarah jalah hai mera daman bhi Mai manzil ki jistu ju kya karoon, ab rasta bhi nazar nhi yadoon kay samandhar mai dhoob chukka ab toh Mai haar chukka hoon zindagi aur ab toh moat bhi ati nhi
Bhulavou yeh gum kaisay ,dil ko kya dawaa doon bhar janay ki Mai kyun nhi rub a ru khudsay ,mai kon hoon ya mujmai he koi aur hai
Faryaad bhi kya ** , naa ashinaa hai yahaan sabhi Kis mode pay kya hogaye koi khabar nhi hummay Mai toota huva taraa hoon mujmai ab wo timtimhath kahaan Lagta Aasmaan bhaag rahaa hai aur zameen fisal rahe ** jaisay
muntazir-e-humraah ** kya,jo rahai thi wo rahai he badhal gaye Mud kay ab dekhoon kya, akela rahai safar tha ya koi aur be hai Mubarak ** tummay ab yeh jahaan dard baraa Na mud kay kabhi dekhay **** issay dhoobara Ab aur palkoon pay ashikay baar saha nhi jata Laboon pay ab aur bahaana bardast nhi hota
Waqt guzra hai, kyun naa mera bhi saleeka badhal gaye Rumi Ab aur ranjishay nhi,bhula do ghar koi ghilla aur bhi hai written by: Aabid Rumi suggested by:Tanzeelah Illahi