Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
Main sun k uski sub batain, Faqat itna hi kehta tha, Khafa hona mana laina, Yeh sadiyon say riwayat hay, Gilay shikway karo mujh say, Tumhain janan ijazat hay, Magar ik baat meri bhi, Tum yaad rakh laina, Kabhi aisa bhi hota hay, Hawa’ain rukh badalti hain, Khata’ain ** hi jati hain, Khafa hona bhi mumkin hay, Khata hona bhi mumkin hay, Hamesha yaad rakhna tum, Ta’aluq toot janay say, Kabhi toota nahin kertay…!
0
May 11, 2019
May 11, 2019 at 7:40 AM UTC
Na jana door

ankitdubey
Written by
20/M/New Delhi
May 11, 2019
May 11, 2019 at 7:40 AM UTC
Request permission to use this poem