woh guhm hi kya, jo shabdon mein bayan hoh jaye woh chahat hi kya, jo aasani se pehlu mein sama jaye who gaana hi kaisa, jo sunne wale tak bas ek baar mein pohoch jaye aur who likhna hi kya, ko ek baar mein dil ko samajh aajaye
jab tak ye dimaag ka khel na khel le, tabtak kisiko kaise hi kisiki pehchan hoh paayi hai?