HePo
Classics
Words
Blog
F.A.Q.
About
Contact
Guidelines
© 2025 HePo
by
Eliot
Submit your work, meet writers and drop the ads.
Become a member
FAIZAN ASIF
Poems
12h
Ishq e Junoon
Faizi ne Zainab se ishq ka izhaar kiya tha,
Dil se dil tak ek raaz-e-muhabbat kiya tha.
Tune umr ka farq humein dikhla diya tha,
Zainab, teri baat ne dil toot gaya tha.
Teri muskaan mein Faizi ka khwab basta tha,
Par yeh umr ka farq ne sab chheen liya tha.
Har saans mein tera hi naam raha Zainab,
Faizi ka yeh ishq tune kyun na samajh liya tha.
Faizi ke qalam se yeh ghazal likhi gayi hai,
Ke Zainab ke ishq mein umr bekaar hai ab.
By Faizi, May 22, 2025
© Faizi, 2025. All rights reserved.
#urdupoetryghazal
Written by
FAIZAN ASIF
19/M/Bahwalpur,Punjab,Pakistan
(19/M/Bahwalpur,Punjab,Pakistan)
Follow
😀
😂
😍
😊
😌
🤯
🤓
💪
🤔
😕
😨
🤤
🙁
😢
😭
🤬
0
3
Please
log in
to view and add comments on poems