Ek arsaa ** gya h aabaadi dkhte dkhte Ab khushal ped nhi patjhad lubhata h mjhe Ab to there ishq mai khaak hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
Ab suraj ki roshni nhi andhera pyara lgta h mjhe Ab upar Jana nhi girna pyara lgta h mjhe Ab to tere ishq mai raakh hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
Ab to dil m pyar nhi dard accha lgta h mjhe Is bejaan shareer mai khoon nhi nasha acha lgta h mjhe Ab to tere ishq mai taaj hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
Teri ek ek yaad apne ashko se bahani h mjhe Teri ek ek hasi apne gum se chupani h mjhe Ab to tere ishq mai zinda laash hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
Ishq ki maala m vishwas k motiyon ko todna h mjhe Duniya k jhoote riti riwazo ko todna h mjhe Ab to tere ishq mai kisi shayar k labo ki awaz hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
This poem is written by me in context when a lover has left everything for her beloved one,Now he don't want anything.