Hello P'try
Classics
Words
Blog
F.A.Q.
About
Contact
Guidelines
© 2024 HePo
by
Eliot
Submit your work, meet writers and drop the ads.
Become a member
Shashank K Dwivedi
Poems
Oct 2015
Hanumat kitna Matwala hai
Hey
Suraj
itna yaad rahe
Sankat ek Suraj Vansh pe hai
Lanka
ke neech Raahu dwara
Aaghat Dinesh Vansh pe hai
Mere aane se pahle yadi
Kirno ka Chamatkar hoga
To Surya Vansh me Suryadev
Nischit hi Andhkar hoga
Islie chipe rahna Bhagwan
Jab tak naa Jaddi Pahuncha du mai
Bas tabhi Prakat hona
Dinkar
Jab sankat dasha mita du mai
Aasha hai swarth Prarthna ye
Sacche jee se Swikaaroge
Aatur ki Praan Awastha ko
Hokar karunardh Niharoge
Anyatha
chhama karna Dinkar
Anjani tabay se paala hai
Bachpan se jaan rahe ** tum
Hanumat kitna Matwala hai
Mukh
me tumko dhar rakhne ka
Fir wahi krur saadhak hoga
Bandi fir mochak tab hoga
Jab
Lakshman
ka dukh mochan hoga
CopyrightΒ© Shashank K Dwivedi
email-shashankdwivedi.edu@gmail.com
Follow me on Facebook - https://www.facebook.com/skdisro
Written by
Shashank K Dwivedi
27/M/Guwahati
(27/M/Guwahati)
Follow
π
π
π
π
π
π€―
π€
πͺ
π€
π
π¨
π€€
π
π’
π
π€¬
0
20.0k
Aarushi Vijay
and
Arvind Bhardwaj
Please
log in
to view and add comments on poems