Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"sawaar" poems
Koi ghilla na ab aur na koi shikayaat hogee Ab jo mohobat tujsay hoge,wo bakamaal hoge... Dekh liya hai jo  mizaaj hummnay teraa Koi khata na ab aur na koi kammee hogeee Humpay jo karam huva tha,aaj  samj aanay laga Pehle  shayed tanha thay,aaj har taraf shor behnay laga Huvi jo gustakhi ,andher khudkay jank naa sakhay samma unki mohobat ka , Na janay khudpay kabsay chalnay laga.... shambal  raha tha jo dheery dheery,lo aaj bikharnay do zara Kuch apni tasveer mai,rang merey b bharnay do zara Koi inaam ** teray kabil ,rakhdu wo terey kadmou mai Laikin tujsa naa kio aur na  tere jaisi koi hogee.... Ab jo Inayat tujpay hoge,wo lazawaal hogee.. khaaboon mai kho kr hum haqeeqat ko jaan naa sakhay Sab tha pani he pani par hum kuch pebchaan naa sakhay Zindagi ki mojoo pay sawaar hum bataktey rehai veeran-e-samandar mai Muntazir mai sahil unka tha ,par hum kuch dekh naa sakhay.. Ilteja jo kabhi kee hee nhi,aaj jee bhar k faryaad karnay do zara Dabay zakhmu ko andher he andher aaj samandar karnay do zara Hai qabool ab sab tera,zindagi mai bas shamil hoga   Rahai naa sansay mujmai sahee,Laikin  judaa naa Rumi say tu hogee Ab jo ebadaat tujpay hogee,wo bemisaal hogee.. ########penned by Aabid Rumi
0
Feb 23, 2017
Feb 23, 2017 at 3:29 PM UTC
Khataye mohobat
Dil mera hadh main nhi Tumpay he toh behaknay laga Ulja saa tha,issy say pehle Tumsay millkay toh sawaarnay laga Hosh say zaida, khaboon mai rehnay laga Har lamha tuj he pay, guzaarnay laga Maan bhi lo  - pehchaan  lo  -iss dil ko toh ab jaan lo Tere he hissa  hoon mai - batka hoon koi kinara toh do Le chali oo naazni, dil mera kahaan le chali khumar yeh nhi  koi , bas mai  nhi hai dewaangi shammo shubha tujpay he luttey rahai dil ki arizoo nigahoon say kehtey rahai rahoon mai sang tere hum chalnay laga bewaja yun .khamakha muskuranay laga sansu mai ab,tu rehnay lage zindagi ab tummay he zingdagi kehnay lage ikraar hai -izhaar hai -mujpay tere chahat sawaar hai utarta nhi -sambhalta nhi -mujpay tera nasha lazawaal hai le chali oo bereham, karaar mera kahaan le chali bebasi yeh koi nhi,bas main hi  hai awaargi                                          written by: Aabid Rumi
0
Apr 16, 2017
Apr 16, 2017 at 6:21 AM UTC
hadh mai nhi
Dard-e-dil batao aapna Saath Mei seh lenge . Bs ek kadam badao apna, Yeh fassle Kam Kar denge Akele nahi ** is dard Mei tum Dard Bata ke toh dekho Humdard ban jayenge. Thaam lo hath humara Is muskil safar Mei Jana Vada h hum fir se humsafar ban jayenge Aur suno , Bihkare toh hum bhi h , Aankhe humari bhi dubi rehti h tumahri yaado Mei , Bs bataye bhi toh kise Tanha tumhari tarh hum bhi toh h Soch bhi kaise liya tumne ki Dard tume ** aur Fark Hume na pade!😥😥😥
0
Sep 22, 2020
Sep 22, 2020 at 12:14 AM UTC
Sawaar dungi👩❤️👩
Kal ki hi to baat h Jab mai maa ka hath pakde School ki or jata tha. Ha kal ki hi to baat hai, Jab mai baadlo par sawaar Sapno ki dunia me Dur kahi udd jaya krta tha. Ha ye wahi daur tha, Jab pariyo ki dunia ka apna wajood hua karta tha. Syd sapno ko pakdne chah me Ye sab kahi peeche chut gaya Ha mai bachpan ki mayanagri se nikal Is bheed me aa gya.
0
Jul 16, 2018
Jul 16, 2018 at 7:19 AM UTC
Bachpan