Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"saman" poems
MAA Maa mamta ki phool hai, maa pyaar ka samundar hai, badal de dhukh ko bhi sukh mein, Maa ke andar karuna ka wo bhandar hai, Maa duniya ki janani hai, Maa surya ki raushani hai , jinke paas maa hai wo nirdhan nahi ,kyoki maa wo khushio ki lakshmi hai, Maa in othon ki muskurahat hai, Maa baccho ki taqdeer hai , Maa hai hamare path nirmata , maa us devi ki tasveer hai ,                 PITA Pita ghar ka anushashan hai, pita maa ka sindoor hai, baccho ko sahi galat ki siksha dene wale , pita Wo shikshak ki tasveer hai , pita ghar ka maan hai , Pita us devta saman hai , baccho ke bhavishya ujwal karne wala , Pita wo takatwar vartamaan hai, Pita maa ki muskurahat hai , Pita maa ki bindiya hai , jahan  bashta baccho ka jahan, Pita ghar ki wo khushia hai , maat pita jinke paas wo sabse dhani hai, na ** kabhi inhe dukh ye pran hume karni hai, inka Sahara bankar kare inka samman , yehi hamare pooja yahi hamare bhagwaan..
0
Sep 30, 2015
Sep 30, 2015 at 7:56 PM UTC
MATA-PITA
Yeh bharat hai      un veer jawano ka, Jahan samman hota aurato ka     Atithi aur kisaano ka, Yeha bahati hai Ganga ki suddh dhara, Rahenge sda hum ek hamara yahi nara, Manaye jate hain id yaha harsho-ullas se, Khele jate holiya bhi rango aur gulal se, Kheto ki hariyali hi bharat ki pahchan, Ugate hai sona bhi mitti se yahan ke kisaan, Yeh bharat hai      un naujawano ka, Jo tay karte desh ka bhavishya, vishav me pahchan hain enke ek alag karnamo ka, Yehan ke log jite hain sirf es watan ke liye, Kadi dhup ** ya kadkdati thand karte hain mehnat dinbhar do roti aur us pet ke liye, Yahan thirakati hain nariya kathak ke dhuno par, Barsate hain phul yahan us thinranga jhande par, Likh do sabd  MANISH  bhi bataya apni desh ki pahchan, Jiski sabheyata aur sanskriti hain sarvopari Jahan sabhi log ek saman...
0
Jun 26, 2015
Jun 26, 2015 at 8:31 PM UTC
YEH BHARAT HAI
Na amiro ki basti mein rhta hu Na hi gareebo ke aashiyane mein Middle class ka hua Middle mein rhta hu Na pahali pankti ki pehali seat pr baithta hu Na hi aakhar mein khada rhta hu Middle class ka hu Middle mein rhta hu Na croro ka kabaar  hai Na hi gulabi note hazar hai Middle class ka hu Meri jarurate saman hai Na luxury car hai Na nhi cycle apni bekar hai Middle class ka hu Auto,riksha, paddle chalna Apne liye aam hai Na meri girlfriends char hai Na hi single rhna izzat ka swaal hai Middle class ka hu Apne yaar,dost shandaar hai Na aasman chhuti imarto par likha apna naam hai Na hi sadak kinare bitati apni shaam hai Middle class ka hu In dono ke beech Kaat leta apni raat hu Na videsh ghoomnta hu Nahi sehar se bahar jaana muskil samjhta hu Middle class ka hu Apna desh pura ghoom lena bhi bahut samajhata hu Na sir jhukane wale log hai Na hi sir jhukane wale hum hai Middle class ka hu Sabko gale lagana hi Apna dharam hai Na hi ac mein kaam karta hu Na hi dhoop mein pasina sukhata hu Middle class ka hu Pankhe ke niche apna kaam karta hu Na suraksha karmi apne pass hai Na hi sarir apna lachar hai Middle class ka hu Apni jaan ki raksha apne hath hai Na chhapan pakwan banate apne maharaj hai Na hi khaali pet sota apna pariwaar hai Middle class ka hu Meri maa ke haath mein hi sara sawaad hai
0
Aug 5, 2018
Aug 5, 2018 at 2:59 AM UTC
Middle class ka hu
Kallo ya koma can sama Kowa ya gaza kaiwa sama Iska a wajen tayi sama Yaro da kudi yaje sama Kato ba kudi ya bar sama Kyawun yan mata ne sama Saurayi da kudi shine sama Kai wannan karni ya hau sama Wai kowa a kasa sai yaje sama Shi ko na saman zai can sama Burin talakawa su hau sama Mai kudi haka zai kara sama Sojan baka zai so yayi sama Dan siyasar banga, shi ma sama Yan siyasa, kowa  muje sama Masu mulki burin su suje sama Sun manta Allah ne yayi sama Da abin da yake sama can sama Ya mallaki komai a cikin sama Har ikon da yake kasa da sama In yace komai yayi sama zai sama In yace kowa yayi sama zai sama A cikin ikon sa da ke sama
0
Jan 30, 2022
Jan 30, 2022 at 2:00 AM UTC
Sama, da yin sama na Allah ne
Karta hu mein anurodh sakrkar see Mat baato pratibhaoo ko aarakshan ki talwar see Mat baato insan ko Samanyata k naam pe Jo sresth hai use ko Milne chaiye pad Jo worest hai use kaise bante ** best Na woh bade hai Na hum chote hai Joh sreasth hai, Wahe best hai Toh Kyu hai yeah reservation ki Dewar Todh do aur KR do sabko saman #reservation #hellopoetry
0
Feb 19, 2018
Feb 19, 2018 at 8:19 AM UTC
Reservation