Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"jana" poems
Nikle to hum bhi the ghar se yahi soch kar ki shayad is bar manzil tak pahuch jayenge, kyunki daudna to unhone hume bachpan mein hi sikha diya tha yeh kehkar, ki agar nahin bhagoge to woh tumhe peeche chod jayenge. Daudne ki kuch aisi adat se ** gayi hai ki pair ab rukne ka nam hi nahin lete, lekin hume kya pata tha ki itna age nikal ane se, apne hi paraye, aur woh sabhi raste anjane se ** jayenge. Sabse door rehte hue bhi, in anjanon ki bheed mein woh ek chehra apna sa lagta tha, lekin woh bhi hamesha kisi aur chehre ki talash mein rehta tha. Sahi raste ko dhoondhne nikle to the, magar yeh nahin pata tha ki itni jaldi thak jayenge. Kabhi kabhi to lagta hai ki ab ruk jana chahiye, thoda aram kar lena chahiye, lekin woh bhi namumkin lagta hai kyunki, ab to sapne bhi ajeeb se ate hain. Chalte chalte, wade to kafi kiye the is safar mein, kuch unse, kuch apne ap se, lekin yeh andaza bhi nahin tha ki un sabhi umeedon par pani ferte hue chale jayenge. Yeh mehsoos bhi nahin hua ki apne hi apnon ke pankh kat chuke the, talash thi to bas us kandhe ki jo is ladkhadate hue ko sahara de sake. Fir bhi, dheere dheere is katon ki chadar par age badna hai, dil yahi kehta rehta hai, kyunki jhoothi hansi ki kuch aisi adat si ** gayi hai, ki ab chahte hue bhi dard ka ehsas nahin hota hai.
0
Mar 24, 2011
Mar 24, 2011 at 6:01 AM UTC
Daud
Mujhe tumse pyar hai, Ye dil tere liye hi beqarar hai, Jab nind se band ** jati meri aankhen, Es khubsurat sapno me bas tera hi intezar hai, Tujhe dekhlu ek bar yahi chahat hai meri, Tujhse pyar karun ji'h bhar ke yahi khawaish hai meri, Mang lu tujhe main rab se Kyoki tum to zindagi ** meri, Kitna hasin banaya tujhe us rab ne, ** gya *** deewana tera dekha tujhe maine jab se, Chand sa pyara chehra tera, Pariyon si teri muskan, na jana mujhe chhodkar, o hamsafar ban ke meri jaan, Es suni si duniya ko meri hasin bna do, Ban ke meri zindagi mujhe apna bna lo, Kah do ekbar mujhe ki "main tumse pyar karti *** Har waqt teri yaadon me kho kar "main tera hi intezar karti *** Luta denge apni sari khusi tujhpar, Main pyar karta *** tujhse yakin kar mujhpar, Yakin kar mujhpar.....
0
Jun 15, 2015
Jun 15, 2015 at 11:55 AM UTC
CHAHAT TUJHE PANE KI....
Meri zindagi aaj udas hai, Ye Khushi ke pal bhi mujhse nirash hai, Tut jate hain wo har sapne, Jab tutata kisi ka vishwas hai, Jab tutata kisi ka vishwas hai.... wo khile Phul aaj murjha gye hain tujhe yaad kar, Kyon ojhal ** gye ** tum in aankhon me aansoo bhar, Sisak-sisak ke puchh raha hai ye dil mera, Kyon juda ** gye wo meri hansi bankar, Meri hansi bankar... Us andheri raat ko bhi teri raushani ka intejar hai, Tujhe dekhne ke liye mera dil bhi beqarar hai, Na chhup jana un ghane badalon me, Ye sochkar ki meri muskurahat kisi ke liye khash hai, Kisi ke liye khash hai... Ban jaoo teri aansoo teri aankhon me hi mera wash ** Khushi ** ya ** gam, Har waqt har pal tujhe mera saath ** Es pal ko bhi us pal ki lagi aas hai, Meri zindagi aaj udas hai, meri zindagi aaj udas hai..
0
Oct 29, 2015
Oct 29, 2015 at 3:15 AM UTC
MERI ZINDAGI AAJ UDAS HAI..
Mere sapne kyon tut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Dekar shila mohabbat ka mujhe, Wo meri hasti kyon lut gaye, Kyon aaye wo meri zindagi me Jab mujhe chhod ke jana hi tha, Karke waadein pyaar ke Jab sath nibhana hi na tha, Do pal ki khushi unke sath, najane kahan chhut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Tor late tare bhi hum unke liye us nile aasman se, Mit jate hain nafrat bhi es dhai akshar ke naam se, Aashiyana hamare pyaar ka najane kis samundar me dub gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Ro diye hum bhi use yaad karke, Kahan chale gaye wo mujhe barbaad karke, Chale jayenge es suni duniya ko chhod Rah jayenge tere liye hum bas ek khwab banke, Pyaar ke kacche dhage aaj tut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, wo humse kyon ruth gaye.......
0
Jul 1, 2015
Jul 1, 2015 at 8:17 AM UTC
WO HUMSE KYON RUTH GAYE......
Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tere dil me rahna hai, Na ruth jana kabhi mujhse, Kyoki tera banke jina hai Mujhe tera banke hi mar jana hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe tera aansoo banke bahna hai, na bna sako mohabbat mujhe to gam hi bna lo, Kyoki tere dard me bhi mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe teri muskurahat banke tere labon pe rahna hai, banke kajal teri aankhon ka mujhe har waqt teri aankhon me hi rahna hai, Teri aankhon me hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tera khwab banke rahna hai, Jab gahari nind se band ** jaye ye palaken teri, teri un mitthe khwabo me apne dil ki baat kahna hai, mujhe apne dil ki baat hi kahna hai,
0
Jul 7, 2015
Jul 7, 2015 at 8:45 AM UTC
MUJHE KUCHH KAHNA HAI...
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

Continue reading...
72
Udd jayegi ek din chiraiya chhodhkar babul ka ghar, Basane ek naya aashiyana sabhi ke aankho ko bhar, Vidai ka hota hai ye kaisi bela, Kyu hamesha jana padta chhod us kali ko hi akela, Beegh jati hai mata-pita ki palkein vidai ke pal, Jab aata us baag me chahchahane wali chidiya ki judai ke pal, Bahut si yaadein  chhoti aankho me sajaye hue, Ro rhi hai maa pari ko gale lagaye hue, Papa ki pyari gudiya aaj sazkar sasural chali, Tham ke hath humsafar ka ek nye dwar chali, Jahan  pali badi wo pyari gudiya chali hai aaj us ghar ko chhod, Karke suna ek aangan ko pita ki aankhon ko bhar, Na jaane kyu beti ko janam se hi paraya btaya , Aakhir kisne ye  riwaz banaya , Nikalkar apne **** se ek pita apni jaan , Bahut bada dil hai ek pita ka jo kar dete hain kanyadaan , Waqt ka kaisa hai ye dastoor  Na jaane kyu ek beti ko jaana hota hai dur , Chali hai aaj papa ki gudiya , Chhodhkar apne aangan ki nindiya,  Yaadon ki jhadi dil mein basakar chali hai maa ki jaan , Chhod ke sabkuch apna Banane ek nayi pehchaan, Babul ki laadli kab ** gayi badi, Aayi hai dil ko chhune wali ghadi, Jis  ghar me pali,us ghar ko alwida kaise kahegi, Maa baba behan bhai bin wo gudiya kaise rahegi, Vidhata ne ye kaisa niyam hai banaya, Chhod ghar babul ka,ek naye ghar ko basaya, Dekh tyad ek bitiya ki us khuda ki bhi *** aankhen bhar, Udd jayegi ek din chirraiya chhodkar babul ka ghar, Babul ka ghar......... Composed by Sonia Paruthi & Shrivastva MK
0
Mar 22, 2018
Mar 22, 2018 at 2:23 PM UTC
UDD JAYEGI EK DIN CHIRAIYA CHHODKAR BABUL KA GHAR
Transliteration: Jana-gaṇa-mana adhināyaka jaya he Bhārata bhāgya vidhātā Pañjāba Sindhu Gujarāṭa Marāṭhā Drāviḍa Utkala Baṅga Vindhya Himāchala Yamunā Gaṅgā Uchhala jaladhi taraṅga Tava śubha nāme jāge Tava śubha āśhiṣa māge Gāhe tava jaya gāthā Jana gaṇa maṅgala dhāyaka jaya he Bhārata bhāgya vidhāta Jaya he, jaya he, jaya he Jaya jaya jaya, jaya he. Translation: Thou art the ruler of the minds of all people, Dispenser of India's destiny. Thy name rouses the hearts of Punjab, Sindhu, Gujarat and Maratha, Of the Dravida and Odisha and Bengal; It echoes in the hills of the Vindhyas and Himalayas, mingles in the music of Yamuna and Ganges and is chanted by the waves of the Indian Ocean. They pray for thy blessings and sing thy praise. The saving of all people waits in thy hand, Thou dispenser of India's destiny. Victory, victory, victory to thee.
0
Apr 8, 2013
Apr 8, 2013 at 3:18 AM UTC
The Indian National Anthem - Rabindranath Tagore
Kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay kitnay waday torhay hein? kabhe pucha hay apnay app say kay kitnay logouin ka dill tora hay? kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay apne eik nazar say kis kis ko apne he nazrouin mein gerayya hay? - nae pucha nah? kese din pucho gay nah tou mrnay ka dill chahy ga, zindage kay naam say chirnay lago gay. Kabhe pucha hay kay tum Zindage kay naam per eik beyqaar zindage jee rahay hou? aur phir kehthy hou ''yaar kya krien zindage he esse hay''. Kabhe Zindagi ke kitaab ko khol kr tou dekho kya kya rakha hay uiss mein. Zindage bahot he haseen hay sirf hum masroof hein apne duniya mein wou duniya jis mein kuch nahe sawaye humaray. Ajj loug dusrouin ke mintein krtay hein kay ''ruk jau'' ''na jau'' jb kay mery khayaal mein ye loug bhul chukay hein kay '' jis ko jana hay uis ko jana hay chahy tum apne jaan kyun na deh dou''. Ajj tou logouin ke zindage andhere hojaate heh jab koe uinka ''dost'' ya ''yaar'' chor jaye aur wo uis khuda ko bhool jaatay hein jis nay uis ko usse ''dost'' ya ''yaar'' say milaya tha. Hum loug tou apnay Khuda ko bhe bhul chukay hein. Wo Khuda jis kay pass humnay waapis jana hay wo Khuda jis kay bagheir humare koe ukaat nae. Barhay Unchay gharouin mein reh reh kr apnay app ko Khudha samjhna shuru krdeya hay humnay. Ess zamaanay mein koe kese ka Dost nae hota barha Dost Dost krtay hou na jab doob rahay hou gay kudhe dekhna kay sab DOST tamasha dekh rahay hogein aur tum zindage ke tarf aanay ke bher-poor koshishein kr rahay hou gay, tab apnay app say puchna kay ye wo DOST thay jin kay leye tum apnay maa-baap say laray? uin kay samnay uncha bolay? sharmindage hoi? Ajj hum itnay ''self-obssessd'' hein kay dusrouin ko dekh kay lagta hay chunte jitni ukaat hay uiss ke. Hum apne he Duniya mein bahot dur nikal aayein hein, asal duniya say bekhabar, asal dostouin say hum la-taluq ** chukay hein. Hum ajj apnay app mein he kho chukay hein. Apnay rab ko humnay kho deya. Rab ko kho deya matlab Sub kuch kho deya ! tou abb hamaray pass koe raasta hay? -Haan wou rab 5 martaba bulaata hay tumhein apne taraf, jau uiss ke taraf aur apne ASAL ZINDAGE ke taraf waapse aou.
0
Sep 16, 2016
Sep 16, 2016 at 10:00 AM UTC
16-9-16

28
payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** mamta ki sarowar me dub jana chahta *** yein duniyan ki rasme se parein hona chata *** is jhut ki nagri se niklna chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** yein badal tu mujhse kyun puchh raha h tu bhi to maa ki mamta ko chahta h tabhi to pani bankar maa ki god me barasta h mai bhi apne aansu maa ki god me bahana chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** yein pat tu mujhse kyun puch rahan h tu bhi to maa ki god me samana chahta h kabhi patjhar, to kabhi aandhi ke karan maa ki god me aana chahta h mai bhi apne mastak maa ki god me girana chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta ***
0
May 15, 2015
May 15, 2015 at 3:44 PM UTC
maa
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
yun to khush hu mai bahut, k tum pyar jo itna karte ** rahte ** door bahut mujhse to kya, tum pyar bahut karte ** mai jab bhi kabhi rota hu tumhe yaad kark, tumse kahta hu k paas aa jao mere, tum nahi aa pate ** mai rota hi rahta hu, tum bahut samjhate ** apni majboori batate ** par mai nahi samajhta , aur fir bhi rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte ** kabhi kabhi jab dil karta hai k tumhare paas aaun, tumhe apni bahin me bhar loo, tumhe apna bana loo, tumhe khud me basa loo, sari duniya se door hokar tumhare sath ek alag duniya basa loo, aur tumse kahta hu k sath mera de do, aur tab kisi aur k sath tum hote ** haan tumhari marji nahi hoti, fir bhi tum kisi aur ki bahon me hote ** vo tumhe choota hai pakadta hai, mera har hak apna bana leta hai, aur kahte ** k meri majboori samajh lo, aur mai nahi samajhta hu, rota hu aur tumhare oaas aane ko tadapta hu, jab fir bhi khwahish poori nahi hoti, tab mai rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte ** jab mai khush hota hu, to tumhe dil ki har baat batana chahta hu, vo khushi khud se pahle tumse bantna chahta hu, tum tab bhi nahi hoti ** kyunki kisi aur ki chahaten poori kar rahi hoti ** jab bhi dukhi hota hu, to chahta hu k tumhara hanth mil jaye, tumhari god me chup jana chahta hu, aur ro rokar sara dukh mita dena chahta hu, par tum nahi hoti, kyunki tab tum kisi aur ki dukhi hone ki wajah mita rahi hoti ** aur fir mai rota hu jqb tak tum nahi aati, jab tum aati ** fir se apni majboori batati ** mai cheekhta hu chillata hu, pal pal tumhare paas aane ko tadapta rahta hu, par tum nahi aati, aur mai rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte **
0
May 12, 2019
May 12, 2019 at 8:26 AM UTC
Tum pyaar to mujhse Karte **

51
Ek arsaa ** gya h aabaadi dkhte dkhte Ab khushal ped nhi patjhad lubhata h mjhe Ab to there ishq mai khaak hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe Ab suraj ki roshni nhi andhera pyara lgta h mjhe Ab upar Jana nhi girna pyara lgta h mjhe Ab to tere ishq mai raakh hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe Ab to dil m pyar nhi dard accha lgta h mjhe Is bejaan shareer mai khoon nhi nasha acha lgta h mjhe Ab to tere ishq mai taaj hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe Teri ek ek yaad apne ashko se bahani h mjhe Teri ek ek hasi apne gum se chupani h mjhe Ab to tere ishq mai zinda laash hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe Ishq ki maala m vishwas k motiyon ko todna h mjhe Duniya k jhoote riti riwazo ko todna h mjhe Ab to tere ishq mai kisi shayar k labo ki awaz hona h mjhe Ab to bas barbaad hona h mjhe
0
Jan 9, 2017
Jan 9, 2017 at 12:45 AM UTC
Ab to bas barbaad hona hai mjhe
Taifa haliwezi kuwa na maendeleo ikosekanapo hekima, Nchi haiwezi kuwa na chakula pasipo wakulima, Jamii haiwezi pata maendeleo pasipo kujituma, Siasa yetu leo ni ya kuwasha na kuzima, Maneno yasemwayo hayaingii akilini mwa mtu mzima, Madaraka wanajipatia na vyeo kwa lazima, Hawajali ya jana wala leo wanajali shibe yao, Wanalimbikiza mali kwa miradi ya wanao, Wanaikandamiza haki kwa kutumia elimu yao, Demokrasia imekuwa kinga yao dhidi ya ufisadi wao, Siasa imekuwa nyimbo tena zile za mwambao, Wakisemana kwa mafumbo wanajuana wao, Wanakaa majukwaani na makubwa yao matumbo, Mzee alisema fumbo mfumbie mjinga, Busara na hekima ni kumsikiliza anaye kupinga, Maana hoja zake zawezekana zikawa za kujenga, Utajuaje siri ya adui yako bila kumpenda, Kamwe huwezi kushinda mechi kwa kujua kupiga chenga, Kamwe huwezi kuwa na nguvu kwa kujitenga, Naomba tukazane nchi yetu kuijenga, Tukipamba na maadui maradhi umasikini na ujinga, Sio kuyasifia mema ili madhaifu kuyapamba, Ila ukweli kuusema bali tukitumia hekima, Ikosekanapo kamba huwezi teka maji yakisima, Ikosekanapo nanga huzamisha meli nzima, Kuwa na vingi si kuishi kwa kujinyima, Unapojenga msingi katu huwezi kurudi nyuma, Mkulima mzuri hutegemea mbivu kuzichuma, Yule aliye mvivu kamwe hawezi kujituma, Daima yeye aliye msikivu hujifunza na kuelewa, Ila Yule aliye mvivu hutegemea ngekewa, Wanasiasa hulalamika kana kwaamba wanaonewa, Ukweli ni kwamba wanatumia vibaya uhuru waliopewa, Daima taifa haliwezi endelea ikosekanapo hekima. © issai
0
Jun 26, 2014
Jun 26, 2014 at 6:04 AM UTC
HEKIMA

35
Pyaar to kai trha k hote h Mgr na jaane hmara ye ksa pyaar h Pyaar k to kai naamo ko ME btadu Magar smjh NH aata ki hmare is pyaar ko ME kya naam du Jo kbhi hsata h to kbhi rulata h Kabhi naraj krta h to kbhi mnata h Or jb shk krta h to uske agle hi Pal khud se jyada ykin krne lgta h Agr khuda b aa kr hmare is pyaar ko byaan krne ki koshish kre to shyd vo b nakamyab ** Kuki hmara pyaar vo nhi jo lfzo ME byaan ** Pta h mera dil bht ziddi h.. Hmesha ek hi zid krta h Khta h ki vo tumse milna chahta h. Tumhare kareeb hone ka ahsas mhsus krna chahta h tumhari baaho ME jo sukoon milta h vo sukoon mhsus krna chahta h Tmhari aakho ME aakhe daal k tumse bt krna chahta h Tumhara haath thamna chahta h Lekin me usko daat k chup kra deti hn Mgr kya kru yr apne aasu rok NH paati hn ** ske to Mj cchor k kbhi mt jana Kuki agr tum mj cchor k chle gye to me apni rooh ko NH smjha paungi ki ab b jism ME ruk jana Agr Tmko mjse door jaana b pde to khud ko kbhi akela mt smjhna Me US lmha tmhare aas paas hi hongi mj mhsus kr k dkhna Hr Pal dr lgta h tmhe kho dene se Mgr phr khudko smjhati hn ki is janam nhi to kya hua, agle janam kon rok skta h tmhe mera ** dene Se Me nh janti ki hmara saath kb tk h Mgr itna jaanti hn ki hmari rooh ek tb tk h suraj chand jb tk h..
0
Jun 22, 2020
Jun 22, 2020 at 11:37 AM UTC
Humara pyaar
Pyar kiya to nibhaya karo, Deke dard judai ka na mujhe yu tadpaya karo, Na lo meri mohabbat ka imtehaan, Kya kami rah *** meri mohabbat me ye to btaya karo, Sath na dena ** yadi to sapne na dikhaya karo, Jana ** dur hi agar to kisi ke zindagi me na yu aaya karo, Kar ke wada sath nibhane ka, Mujhe yu akela na chhod jaya karo, Ae pal ab tum hi es jawane ko samjhaya karo, Kisi bhi ajanabi ko yu na dil me basaya karo, Najane kitne aashiq jale honge kisi Ki mohabbat me, Ai khuda aashiqo ko yu kisi ke mohabbat me na jalaya karo, Na tadpaya karo.....
0
Jun 16, 2017
Jun 16, 2017 at 5:44 AM UTC
HAME YU NA TADPAYA KARO
Wo afsaano ka banna yun hi tha. Wo daastano ka bunna yun hi tha. Yun hi tha wo intezaar ke lamhe ginna. Aur shayad hamse pyaar karna bhi yun hi tha. Wo dur rah kar bhi pass hone ka ehsaas hona yun hi tha. Wo har raat aur har subah hamse baat karna yun hi tha. Yun hi tha wo har naghme me doob jana. Aur shayad un naghmo me ek dusre ko talaashna yun hi tha. Wo alfaazon ka bayaan hone se pehle pura karna yun hi tha. Wo har subah, shaam dhalne ka besabri se intezaar karna yun hi tha. Yun hi tha wo has has kar baatein karna. Aur shayad har raaz ko khulkar batana yun hi tha. Kya tumhari awaz sunkar dil ka zor se dhadkna yun hi tha? Kya armaano ka mehal banana yun hi tha? Kya yun hi tha wo roothne ke baad wapis aa jaana? Aur Kya tumhare wapis aane ki ummed me jeena yun hi tha?
0
Nov 11, 2018
Nov 11, 2018 at 12:29 PM UTC
YUN HI THA?(HINDI)
Chahay Mujreem Samjhay Ya Koi Gunah Gaar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar Humain, 'Dil De Diya Hai Us Ko To Ab Mukkarna Kaesa?', 'Pyar Kiya Hai Hum Ne To Halaat Se Darna Kaesa?', Apne Is Juram Ka Iqraar Hai Soo Bar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar Humain, 'Hum Ne Mana K Humain Jaan Se Jana ** Ga', 'Jaan De K Bhi Humain Pyar Nibhana ** Ga', Lo Suno 'Dost' Tark-e-Muhabbat Se Inkaar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Buhat Pyar Humain,.. . . .....zs......
0
Mar 28, 2015
Mar 28, 2015 at 9:18 AM UTC
Hai Pyar Hame
Chle aao jana tumhara intzar abhi baki hai...tum aaoge jarur yeh aas abhi baki hai...rooth gyi nindiya jin aankhon se vo adhura sa khwav abhi baki hai...kah n payi jise un uljhe halat me us khasm-kash ka ejhaar abhi baki hai...bah chle sb aansu tanhai me un aankhon ki pyas abhi baki hai...ruk gye lfz jubaa..n pr aate-aate sunle ei musafir mere alfaz abhi baki hai...chaha tumhe shiddat se...mamga tumhe minnat se...miloge jis dua se vo ardaas abhi baki hai...nahi pta kb aaoge tum tumhare aane ka #ehsaas hi mere liy kafi hai....   Chle aao jana....intzaar abhi baki hai.... #sagat
0
Feb 9, 2019
Feb 9, 2019 at 10:36 PM UTC
Intzar...
Meri zindgi ka hissa nhi hai mera pyaar.. Whi hai mere jeevan ka adhaar..... Jo dia mene tumhe.... Tum jtaate ** uska abhaar.... ‎are meri jaan... Smjho na... Ye pyaar hai nahi hai koi vyapaar..... ‎tu hai jese.... Baadlo me behtaa chand.... ‎bchpan me wo sath chalta suraj.... ‎baarish ki wo pehli boond.... ‎sukun itna ke teri awaaj sun.. lu me apni aankhe mund.... ‎maanti hu hum alag hai or thodhe se alag hai vichaar.... ‎par jo do oppsite ko ek krde.... Whi to hota hai na pyaar.... ‎or pyaar hi hai mere jeevan ka adhaar.... ‎kuch tum smjh jana kuch me smjh jaungi.... ‎2 kadam tum bdhana me 10 kadam aage aa jaungi.... ‎bina kisi mol bhaav ke tumse pyaar jtaungi.... ‎par thodha sa tum mujhe smjhna.... ‎meri ajaad soch ko bandhno se mat jkdhna.... ‎yu jra jra c baat pe... Dunia ke bnaaye jhuthe riwaaj se.... yu logo ki kahi baato se.... ‎tum is paak pyaar ko mere mat prkhna.... ‎jab hogi chandni raat me tumhaari chandni me bhigungi.... ‎par amaavas ki us raat me banke aaungi tumhaare dil ka kraar... ‎suno... ‎meri zindgi ka hissaa nahi hai pyaar.... ‎ye to hai mere jeevan ka adhaar Mandeep
0
Dec 3, 2020
Dec 3, 2020 at 10:52 AM UTC
Pyaar hi hai jeevan ka adhaar
Meri zindgi meri har khushi meri chahten, tm he to thay mje tm he say muhabbat thee tm he to meri jan thay koi bta day tm ko b k tm ** ab tk na-ashna tm nay mje tora hae mera dil kahan tm nay chora hae mje tm nay chorna he tha to! q mje tm nae chaha tha! q mje tm nay jana tha! main aj kahay deti hn tm ko main ab bhool jaon ge tm ko kbi na staaon ge kbi main yad na aon ge tm thay meri zindgi muhabbat ki thee tm say he aj kahay deti hn main ab tm say mjko ** gye nfrat tm say muhabbat khtm hui toot gaye sb naate rishte dil say kahay deti hn main ab lay li jga nfrat nay.. Muhabbat kho gye kahen..
0
Feb 4, 2015
Feb 4, 2015 at 6:38 AM UTC
Aansu
Tera yu mere paas aana , Aapne pyaar ka ehssas karana , Yaad hai mujhe! Meri aanko Mei doob Jana, Yu Tera mere maate ko chumna , Yaad hai mujhe! Mujh par aapna haq jatana, Mere karib aakar mere ruh ko chu Jana Meri hooto ki laali churana, Yaad hai mujhe! Ki, Meri jiid ko Puri karna, Meri nadaniyu se pyaar karna, Yaad hai mujhe! Mere rutne pe Tera mujhe manana, Meri sadgi pe yu Tera fida ** Jana, Yaad hai mujhe! Teri sari baate yaad hai mujhe, Lekin bas itna batana, Kya ,ab bhi Mei yaad hu tujhe?
0
Apr 8, 2020
Apr 8, 2020 at 7:03 AM UTC
Yaad hai mujhe!
Ek koh e gham liye betha hoon Log kahte hain piye betha hoon Koo e Jana me hui he jab se shikast Tab se hothon ko siye betha hoon
0
Dec 11, 2014
Dec 11, 2014 at 10:39 PM UTC
Ek koh e gham liye betha hoon
Waqt ke sath sath jeena chhor diya... Aur ja ke mehkhane me pina jor diya... Berukhi si jindagi me dhoop me aur dhoop Tanhai me sulaya khud ko... Bewajah ek sapna jor kar... Chal rahe hai Yunhi Chal rahe hai yunhi Na jane kanha jayenge... Ya Wanha jana theek rahega yanha log nahi jate... Phir.. Chal diye ... Manzilon ki talash me... Pal pal manzil badalte... Khuch rukhe se swabhaav me Khud par bar bar hanste... Kya yunhi kat jayenge saare raste Khuch pagalpan me... Aur Khuch deewangi me... Aur Awarapan me ... .. .
0
Apr 1, 2018
Apr 1, 2018 at 8:08 AM UTC
Ek naya sa dil me berukhapan!!!tanhai me...
She danced in the moonlight dazzle by the sun, she wanted her dreams to come true no matter what she was going through... The Fire within kept her dancing even when she was burned, broken and weak the chemo only made her sleep... only to be told she can’t dance anymore they will have to take her ***** she felt naked on the dance floor... lost and alone in her zone her Fire Pink was completely gone! As the sunset and the skies turned orange, red and Pink she asked God “ Please Take This Cancer Away From Me”!!!! Weaping with sorrow all she could think about was hair that was falling out everywhere.. Her last tear touched the ground as an Angel appears with Fire Pink in his hand , he reached through her solar plexus to light the Spark that was Dimmed. Fire Pink dances free now she touches those who are sleep. By, Jana Maxwell Clay dedicated to my Auntie Danielle Denise Duckett
0
Oct 27, 2018
Oct 27, 2018 at 12:08 AM UTC
Fire Pink