Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
AzharSabri
AzharSabri
34/M Azhar Sabri was born in Gaya Bihar, He received his early education from Gaya, a friend of the family.
कुछ फासले तो है हमारे दरमियान में रहते हैं फिर भी हम एक ही मकान में दौलत हो तो मिल जाए हर शै जहाँ की शोहरत नहीं मिल सकती कोई दुकान में बुलंद हौसले हो तो क्या कुछ नहीं मुमकिन सूराख़ भी हो सकता है आसमान में अपने जो है सब कुछ वही हैं मान ले अजहर बाकी किसी का कोई नहीं इस जहान में
0
May 16, 2025
May 16, 2025 at 6:31 AM UTC
कुछ फासले तो है हमारे दरमियान में
Jo Kho diya usey, paane ki Arzoo to nahi? Jiski talash hai wo, kahin Roobaroo to nahi?
0
Dec 11, 2014
Dec 11, 2014 at 10:40 PM UTC
Jo Kho diya usey, paane ki Arzoo to nahi?
Ek koh e gham liye betha hoon Log kahte hain piye betha hoon Koo e Jana me hui he jab se shikast Tab se hothon ko siye betha hoon
0
Dec 11, 2014
Dec 11, 2014 at 10:39 PM UTC
Ek koh e gham liye betha hoon
Ghar me taare hazaar laaya hoon Chaand chhat pe utaar laaya hoon Bohot roka samandar ne mujhe Phir bhi kashti ko paar laaya hoon
0
Dec 11, 2014
Dec 11, 2014 at 10:38 PM UTC
Chaand chhat pe utaar laaya hoon