Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"chalo" poems
ज़िन्दगी का सफ़र बढ़ता चला गया, हम रोते रह गए बीती बातो को सोच कर, और एक वक्त है जो बिन परवाह गुज़रता चला गया, वो हमे ढूंढते रह गए प्यार के गलियो में, और मेरा प्यार उनके याद में खोता चला गया, न मंज़िल का पता था न रहने का कोई ठिकाना, पर ये कम्बख़त दिल है जो उनके प्यार में भटकता चला गया, मुस्कुराता रहा दिल उनकी मुस्कान देखकर, और आँखे मेरी उनकी ख्वाब में बहता चला गया, हमने सोचा था की बड़ा हसीन होंगे हर पल मेरे उनके साथ, और एक उनका "साथ" है जो किसी और का होता चला गया, आज तो गज़ब हो गया हम ढूंढते रह गए प्यार के पन्नों को, और मेरी कलम है जो उन पन्नों में लिपटकर रोता चला गया, ज़िन्दगी बहुत आसान है यारो अगर आप चाहो तब, आपने लड़ना छोड़ा,और ये अपनी कस्मकश में हमे डुबोता चला गया, हमे डुबोता चला गया......| Zindagi ka safar badhta chalo gya, Hum rote rah gye biti bato ko soch kar, Aur ek waqt hai Jo bin parwaah guzarta chala gya, Wo Hume dhundhte rah gye pyar Ke galiyo me, Aur mera pyaar unke yaad me khota chala gya, Na manzil ka pata tha na rahne ka koi thikana, Par ye kambakhat dil hai Jo unke pyaar me bhatakta chala gya, Muskurata raha dil unki muskan dekh kar, Aur aankhen meri unke khwab me bahta chala gya, Humne socha tha Ki bada haseen honge har pal mera unke sath, Aur ek unka "Sath" hai Jo kisi aur ka hota chala gya, Aaj to gazab ** gya hum dhundhte rah gye pyaar ke panno ko, Aur meri kalam hai Jo un panno me lipatkar rota chala gya, Zindagi bahut aasan hai yaaro agar aap chaho tab, Aapne ladna chhoda, aur ye apni kasmkash me Hume dubota chala gya, Hume dubota chala gya..... मनीष कुमार श्रीवास्तव
0
Jul 3, 2017
Jul 3, 2017 at 9:22 AM UTC
ज़िन्दगी का सफ़र...

Continue reading...
33
EK BHEED SI LAGI THI SHAYAD MAR GAYA THA KOI, ZANAZA UTHANE KO KI TAIYAR NA THA , KYONKI US MASUM KA PARIWAR NA THA, DEKHA THA MAINE USE KAI DOSTO KE SATH, SOCHA THA ZANAZA TO UTHAYENGE WE HI HATH, JAB KOI NA AAYA TO YAH AAWAZ AAYI, CHALO NIKAL CHALO KE KANHI UTHANA NA PADE, WO DOST THWE JO CHUPE SE BAHAR NIKAL PADE, KAFAN GEELA HUA AANKHO SE MURDA RO RAKA THA, MURDA KHADA HUA KAFAN ME LIPTE HUE , PANHUCHA DOSTO TAK JO JA RAHE THE SIMTE HUE, KANDHE PER RAKHA HATH TO YARO KA DIL DOLA, KAFAN HATA DIYA MURDE NE WO RO ROKAR BOLA, "MARNE PAR NA DOGE KANDHA YE DEKH SARMINDA HU, MAINE TO NATAK KIYA THA YARO ABHI TO MAIN ZINDA HU"...
0
Mar 28, 2015
Mar 28, 2015 at 9:20 AM UTC
MY FAV- MUST READ.
Chalo ! Chalo aaj kuch esa kiya jae, Apne Sapno ko Haqeeqat se Joda jae, Ye dono 1 dusre se bilkul alag hai, par dono hi apni kabiliyat ke liye mashoor hai, Sapne, Sapne to Aasman hai, Jinki koi seema hi nahi, Par Haqeeeqat to Aag se Bhare angaare hai, Jin par chal pana itna aasan nahi. Sapne to woh raah hai, Jo hume kuch karne k liye prerit karti hai, par haqeeqat, haqeeqat to un sapno ko bhi tod deti hai. To kya ab haqeeqat ko dekhkr, sapne dekhna chod de, ya apni khwaisho ke rukh ko hi mod le, Agar Nahi, To fir chalo haqeeqat ko swikarte hai, Apne sapno ko haqeeqat banane me jutt jate hai, Mehnat kar apni kabiliyat ke rang sajate hai, Apne sapno ko apni Manjil tak lekar jate hai, Apne khwabo ke pankho ko or feltate hai, Thoda Haste hai, Thoda hasate hai, Chalo na !!! Apni zindagi ko thoda or kamyab banate hai !!!!.. Written By : SHIVAM PORWAL
0
Sep 13, 2017
Sep 13, 2017 at 7:55 AM UTC
Sapne Aur Haqeeqat
Tum bheegna chahti thi baarish me hanth me hanth pakadkar, Tum aana chahti thi jindagi me meri khushi bankar, Chahti thi tum kabhi k mai tumoo baahon me bhar loo, Sona chahti thi tum mere seene pe sar rakh kar, Kha tumne hi ek din tha k tham lo haanth tum mera jindagi bhar k liye, Mujhe bas apna bana lo tum aane vaale har pal k liye, Har baar dil ko mere sunahre sapnr dikhaye tumne, Kabhi mere haanthon ko choomkar to kabhi hanthon me haanth pakadkar, Inkar tumko bhi nahi tha k tumhe mujhse mohabbat hai, Sirf mujhko hi nahi tumhe bhi mujhse utni hi mohabbat hai, Tumhar bhi kabhi khwahish thi k baal sanwaroo mai tumhare, Ungliyon se pajadkar kaan k paas le jaaun sare, Saath bitayen jindagi baant le har muskurahat aur ansoo aapas me hi saare, Magar tanha is dil ko ehsaas hua jab toota ye sapna, Meri khatao se rooth kar rukh mod liya tumne jab apna, Ab na baaki rah gayi jafa koi, Tumhe vaapas bulane ki, Tum mujhse door ** gayi ** chahat todkar apni, Tum mujhse rooth jati ** ku vaade bhoolkar sare, Ijaajat tumne hi di thi tumko satane ki, Satata aaj b nahu hu, Khata fir bhi ** jaati hai, Chalo ek baar aa jao, Na mujhse door tum jao, Gunah mere kiye saare , Bhulakar dil ki ranjish ko paas aa jao tum mere, Samajh jao dil ki tadpan ko nigahen mujhse na fero, Aaajao is baar pyaar me kar le milkar k vaade sare poore, Jo meri nasamjhi se abhi tak rah gaye adhoore, Paas tum aa jao mere paas tum aa jao mere, Ek tum hi to ** meri koi aur nahi kareeb shiva ek pyaar k tere. I love u
0
May 11, 2019
May 11, 2019 at 7:43 AM UTC
Paas tum aa jao mere

32
Chamakte -damkate chehro main bhi Uski thi pahchan mujhe "Ek sanwali ladki se tha pyar mujhe Wo pagal thi meri hokar' Wo roti thi mujhse lad-kar' Jaan waan toh baate thi"" Wo  kehti thi ( humsath) mujhe ' Ek sanwli ladki se tha pyar mujhe Wo ladti' kuch kuch kahti thi mujhe Par aah karu Jo toh samjh leti thi mujhe.. Uske pyar ka ikraar tha mujhe ... Ek sanwali ladki se tha pyar  mujhe karu Jo khata toh tok deti thi mujhe Par jaane se pahle ROK leti thi mujhe .. Main hasta tha""uske dil main kahi toh basta tha Ye ahsas tha mujhe ... Ek sanwali ladki se tha pyar mujhe ... Par Kab duri badhi,kab wo badle Kab hum aade or wo lade KUCH abhaas nahi mujhe .. Chalo phir bhi ... Uske dil pe dastak di Kae baar minnat ki ke geenti tak na yaad mujhe ... Ek sanwli ladki se tha pyar mujhe ... Waqt ne kuch or karwat li Sari kasme todi *** Meri yaado ko bhulaya" Pyar,waade,wafa ko jalaya" Uske hatho se mili bas raakh mujhe Ek sanwali ladki se tha pyar mujhe U toh uska ab kuch pata nahi "" Beete kai saal toh rahi na kuch baate yaad mujhe .. Par ek dhadkan, ek saans, or uski aakhiri baat hain yaad mujhe ... Ek sanwali ladki se tha pyar mujhe .. Naaraj hua Jo ladta khudse .. Tum kyu ** ab bhi yaad mujhe.. Kyu usse tha or abhi bhi hain ye anchaha sa pyaar mujhe ...... Ek sanwali ladki se (hain) pyar mujhe
0
Apr 21, 2018
Apr 21, 2018 at 8:55 AM UTC
Ek SANWALI LADKI (rohit)
Kadam Kadam Tere Saath chalunga, Har Kadam tujhe Apna Kahunga, Har Rishte se Upar hai, tera Saath mere liye, Bas Esi Tarah Zindagi Bhar tujhe Pyar karta Rahunga, Tere Pas hone se, Mere Pas Sab kuch Hai, Har Dukh, Har taklif Mujhse Door hai, Bas Tujhe Khush Dekhna Chahta hu Hamesha, Tere Sath Rehna Chahta Hu Hamesha, Ye Choti si Zindagi hai, Choti si Duniya hai, Jo tu hai to Sabkuch hai, warna mera kya yaha hai, Bas Saath Dena mera, ye pyar me Zindagi bhar Nibhaunga, Kadam Kadam Tere Saath chalunga, Har Kadam tujhe Apna Kahunga, Zindagi Aasan nahi, Yaha chalna bada Mushkil hai, Hosla mat Harna, Chalte Rehna mere saath yahi Zindagi hai, Kuch Tum chalo, kuch me chalu Bas esi tarah Aage Badhte Rahe, Tum mera or me tumhara bas esi Tarah dono 1 dusre ka saath dete Rahe, Zindagi Bhar me bas tumhe or tumhe he chahunga, Kadam Kadam Tere Saath chalunga, Har Kadam tujhe Apna Kahunga,
0
Jun 6, 2018
Jun 6, 2018 at 6:39 AM UTC
Untitled
Ae zindagi kya hassin naam tera Hazaaron Mein Hai chehra tera Aj beparda hai husno jamal tera Sabhi ko hoti hai chinta teri Kya ** agar na ** chinta teri Chalo jite hai tuje aaj mein Chohd chinta kal ki teri Sochta *** kya hai zindagi Fir dehk kar paani Ganga ka Sabhi jawab milgae Jese Ganga aati hai or Samundar mai miljaati hai Fir se baarish ke roop Mein wo Himalaya me chali jaati hai Ae zindagi tubhi waise lagti mujhe Haasti hai rulati hai or kabhi udas Kar jati hai tu Fir es aatma ko us ek se ja milati hai Ae zindagi maaza tera maut Mein Bhi aata hai Ae zindagi kya hassin naam tera Hazaaron Mein Hai chehra tera Hazaaron Mein Hai chehra tera By Abutorab dyer
0
Aug 2, 2020
Aug 2, 2020 at 1:47 AM UTC
Hazaaron Mein Hai chehra tera
Khushi Ka ek Naya daurr sa shuru hua tha.... Jo shayad mukammal hone se pehele hi khatm hone ki raah chun chuka tha!!! Ye Zindagi hi badi ajeeb hai.... Shayad ise jeene k liye Chahiye ek behtar naseeb hai!!!! Or naseeb k to kya hi kehne.. Hamari Zindagi mein to Hain sirf dukh - dardd na hi Khushi k khoobsurat gehne !!! Sochte Hain ki ab nayi Zindagi ki shuruwaat kr hi lein.... Lekin hum kya jaanein ki Safar mein to iske Bhi khoonkhaar kaante biche Hain!!! Lekin kab tk jakde rakhenge khud ko in darr ki bediyon mein ... Sochte Hain ki ab jee hi lein in khubsurat Himachal ki vaadiyon mein!! Shayad sb is baat se anjaan Hain ki hum Bhi Kabhi Kuch likhne ki himaakat kr lete Hain..... Chalo Acha hi h, jee Lene dete Hain unhe is bhram mein ki hum har cheez mein nakkamyab rehte Hain!!! @HeartlyxPoems
0
May 30, 2020
May 30, 2020 at 2:43 AM UTC
Untitled
Chalo aaj kuch naya sikh lete hai! Jis vakt ko roz dhoondha karte the vo mil hi gaya hai, To Chalo aaj kuch naya sikh lete hai! Har roz jis shauukh ko bolte the yaar vakt hi nahi tere liye, Chalo aaj use bhi kuch vakt de dete hai! Har baar kisi ko unsuna kar dete the yah keh k ki yaar vakt nahi hai, Use bhi thoda sa aaj kuch sun lete hai! Kisi ke kaam mein hath bata lete hai thoda sa, Ya kisi ke saath yuhi kuch der baith jate hai, kabhi jo tumhare waqqt ka intezar karte the, Chalo aaj unhe bhi pura waqt de dete hai! Fir shuru ** jayegi zindagi, to fir wahi kahenge ki vakt nahi mere paas, To aaj jo waqt mila hai use thoda sa jee lete hai, Chalo aaj kuch naya sikh lete hai!
0
Jun 1, 2020
Jun 1, 2020 at 2:39 AM UTC
Aaj kuch naya sikh lete hai
**Jugnu-the firefly May 29 मेरे चाँद! तुम और मैं! तोड़कर रिवाजों को, थाम लें परवाज़ों को, चलो संग आज़ाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं! छोड़कर क़ाफ़िलों को, बढ़ चलें मंज़िलों को, चलो संग आबाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं! चीरकर ये मायूसी, तन्हाई और बेबसी, चलो संग बर्बाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं!** ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ***Todkar riwazon ko tham le parwazon ko, Chalo sang azad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai! Chhodkar kafilon ko, sang badhen manzilo ko, Chalo sang abad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai! Chirkar ye mayusi, tanhai aur bebasi, Chalo sang barbad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai!*** ~~~~~~~~~~~~~~~~~ **Break the boundaries, let's have wings, Let's liberate together, O my moon! You and me! Leaving the caravan and destination, Let's evolve together, O my moon! You and me! Ripping the glum, loneliness, helplessness, Let's dissolve together O my moon! You and me!**
0
Nov 3, 2017
Nov 3, 2017 at 12:00 PM UTC
O my moon, you and me!
Hiiiii....u knw what aaj ky hai.... aaj bhot special prsn ka bday hai... meli bestieee.... kaaa paglu ka bhot special tu duffr mere lyee... & chalo kuch meethi meethi yaade yaad dilata hu... apni.... yaaad hai jab humari fst tym baaat hui thi....wo cmnt k rply me ladai se hui thi startng ki pata tha itne impo ** jaynge ek dusre k lye fr wo humara din bhar choti choti si baat pr ladna manana fr draaame dikhana ki tu lunch ni kalega to b ni kalungi.... tu gannna ...tu gannniii hihihihihi bhot misss krta hu m bo ladaiyaaa punishment b inni pyali ki galti krne ka man kre .... school se aate hi beg rakhne se phle....mobile on krna... net on hone se phle whatsappp pr msz type krna.... agr ek mint b reply late hua to bawal ,machana... fr shaq wali nigaaho se dekhnaaa..... hihihi binna galti k es masssom bacheee se solly bulbana..... pure pure din baat krke b pet ni bharta tha deere deere baat krte krte special one bn gyi merelyee.... fr kisi se b baat ni kalta tha m muujhe aaj b yaad hai wo din 8/4/1999 mela bday gifttt maine tainu 1st tym dekha tha... hihihihi... apni yaari ese hi bni rahe hamesha.... bs yadi pray krni hai... mainu...rab se..... i love u my....bestieee...... happy bday tooo.....uuuuuuuu... ab bta babu ky gift chaahiye teko. .
0
Jan 9, 2018
Jan 9, 2018 at 4:22 AM UTC
Birthday gift
Haq hai tera , haq hai tera Meri har sans me Meri har kwab pe Haq hai tera Chalo ab sath tum Raho ab sath hum Mera har sath pe haq hai tera Bite sari umbra Tere palko ki chaav pe Jab jaye ham sad ke liye Teri baho me hone ka Haq hai Mera Ha haq hai tera
0
Apr 2, 2020
Apr 2, 2020 at 10:52 AM UTC
Haq hai tera
तोड़कर रिवाजों को, थाम लें परवाज़ों को, चलो संग आज़ाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं! छोड़कर क़ाफ़िलों को, बढ़ चलें मंज़िलों को, चलो संग आबाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं! चीरकर ये मायूसी, तन्हाई और बेबसी, चलो संग बर्बाद हो जाएँ, ओ मेरे चाँद! तुम और मैं! Todkar riwazon ko tham le parwazon ko, Chalo sang azad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai! Chhodkar kafilon ko, sang badhen manzilo ko, Chalo sang abad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai! Chirkar ye mayusi, tanhai aur bebasi, Chalo sang barbad ** jaye, Mere chand! Tum aur mai!
0
May 29, 2017
May 29, 2017 at 6:56 AM UTC
मेरे चाँद! तुम और मैं!
Save the birds save your life and save the future Save ka meaning hai sambhal kar rakhna ya fir bacha kar rakkho. zindgi kimti hai hamari kya or parindo ki kya Patango jab door se juda hoti hai to patango ko sambhalne koi na koi aa hi jata hai. Insaan ladkhadae to use bhi sahare ki zarurat padti hai. lekin ye janvar chah kar bhi kisi apne ya paraye ki madad nahi kar pata tab bhagwan ne insaan banae ke chalo ab inki dekh rekh insaan karega Ek waqt tha jab inaan ke pass panchi aaya karte the. Lekin ab ham inse itne dur ** *** ke inki aankho me dikhai dene laga. Koi parinda insaan ke karib ane se katrata hai. Aisa kyu jante ** Kyu ki hame sirf apni tyohaar apni khushiya pyari hai. Ham selfish ** *** Lekin ek baat or kahu to selfish me bhi self ka jhuta mukhota chadhaya hai hamne use utharne ki zarurat hai. To plz self se nikalo self respect kamao. Nk. Happy utrayan. sai blas u all Sairam
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 6:40 PM UTC
Parinda
Tum tak Tum tak Mein dhoondo tumhe Muskurahat me dekho tujhe Jaise ki aasman me ishq ki baarish Tum aur mein Dono bheeg chuke hai... Chalo ab laut chale... Ishq ke gaon me ... Mein ruka hu Nadiyon ke par Chal rahi ** na ? Kya kaha Phir se kaho na ? ... .. .
0
Mar 22, 2018
Mar 22, 2018 at 3:01 PM UTC
Tum tak tum tak!!!
tum mujhe bhool jao mein tumhe bhool jao chalo ek bhoolbhulaiya me bhool jaye khud ko ya phir mil jaye khud se haan ya na?
0
Feb 25, 2018
Feb 25, 2018 at 1:44 PM UTC
bhool jaan ke! jaan se milne ke liye!!
Chalo fir se himmat Kar li hai, Pyaar karne ki sirf tumhare liye, Is baar hath tumne thama hai , Use akela chod na Jana. Fir Tere vado pe yakin Kar liya mene, Use tod na Jana. Musibat aaye toh milkar sah Lena Phele ki tarah yu tanha chod na Jana. Pehele toh bas Tut ke rah gaye the hum, Is baar dur gaye toh bikhar jagenge hum. Laut aaye ** tum fir , Is baar mujhe chod na Jana .
0
May 16, 2020
May 16, 2020 at 2:54 PM UTC
Laut aaye **
Tujh ko wafa ki raah mein chalna nahi aaya... Do roz bhi tu haath ko thaam na paaya... (You could not learn the art of walking the faithful route... You could not even hold my hand for a couple of days....) Meri kahi baaton ko tu sun hi nahi paaya Teri kahi baaton pe yaqeen bhi nahi aaya (You could never hear the things I spoke to you.... I could never believe the things that you spoke about..) Mujh ko nahi hai gham ke tera ishq na paaya... Gham hai ke ishq dil ko tere chuu hi na paaya... (I do not regret that I could not have your love.... I regret that love could never touch your heart...) Khudsaari mein kyun kar ** tumhein kuch nazar aaya Deed e nazar tha surat e zaati mein samaya (From amongst your self involvement how could you have been able to see anything... The vision of your eyes was completely encompassed by self imagery..) Baaton pe pad gaya hai kyun sannate ka saaya... Zabaan ko bhi zaayka e alfaaz na aaya... (Why have the talks now been covered with the shadows of silence...?? Even the tongue could not taste the flavor of words...) Baksha nahi rehem to tujhe bhi nahi aaya Aankhon ko meri tune bhi hai kitna rulaya (You didn’t spare me either and even you could not have mercy on me..... Even You have made my eyes cry so much) Har baat par tune berukhi ko hai apnaya... Har baar maine rishte pe malham hai lagaya (For everything you resorted to callousness... Every time I have been putting the bandage to our relationship...) Dekho tumhe yeh ishq hai kis mod pe laaya... “Ain” ab to chalo dhal gaya jo tha bas ek saaya... (Just see at which junction has your love brought me... Let’s now go”Ain” as that which was just a shadow has set away...)
0
Sep 9, 2020
Sep 9, 2020 at 5:23 AM UTC
Saaya (shadow)

Teri diriya hi mujhe mazboor kar gayee Beinthaan mohabbat se dur kar gayee Ab na o pass hai Na ham karib Vakt badal gaya mera tu sab bekar kar gayee Chalo koee baad nahi akele hai Tanha hai Lekin dil me hai to bas o intzaar rah gayee
0
Oct 18, 2020
Oct 18, 2020 at 10:42 PM UTC
Sach
Char pahar ki baate ab, Ek pahar mein dhal sa gaya! Ek pahar bhi na Jane kab, Ek ghante mein badal sa gaya! Dekhte hi dekhte ek ghanta bhi, Ek mintue ban sa gaya! Waqt ke sath tum bhi , Badal se gaye! Chalo,thik hai Badalna hi tha toh thodi der se , Badal jate, Vo Kya hai na, Waqt mil jata hume, Hum bhi Toda sambhal se jate!
0
Apr 30, 2020
Apr 30, 2020 at 3:14 PM UTC
Samay ka badalna
Berni chalo ler chieng jiduto gombo bedo kodi jolweny thao jogoro goro jo chwecho chwecho poets ndiko jogedo gedo Ruothi nindo otamo jothumbe gocho chuo matek tek tho ne herani erani loko chuo joneko kona gima onego atim
0
Jan 12, 2020
Jan 12, 2020 at 10:27 AM UTC
Be-r-ne