#dumbbbbbbbbbbbbbbbbbbb
yaar mein kyu hu esa
kaash mein koi aur hota
insaan nahi jaanwar
mard nahi pathar
yahi toh chaahte hai
dushman aur dost
kabhi kabhi ek keh lagte hai
hindi mein bolu toh lagu unpad
english mein toh faltu ka show baaz ghanchakar
chahta toh mein bhi hoon
ki samajhle koi mujhe
par itna asaan nahi kyunki mein insaan nahi
kyu hu esa
asaan shabdo mein likhta
kaash gehra likh pata
kyun hu mein esa
insaan jesa
Feb 14
Feb 14, 2026 at 6:03 PM UTC