Upar se shehar sitaron sa chamakta dikha,
Har raasta jaise kahani sunata dikha.
Jo zindagi mein bhaag-daud lagti thi itni,
Aasman se dekha… sab kitna shaant dikha. ✈️
Mar 7
Mar 7, 2026 at 10:48 AM UTC