Har chehra pur Noor lagta hai..
Har dill me suroor lagta hai.
Aayi jo neki ki bahar hai..
Gunaah ab dur lagta hai.
Har aan ek nayi justujoo hai..
har banda ab ibadatguzaar lagta hai.
Rozedar ki aankhon me Khuda ki Raza ki aarzoo hai..
Aur Khuda apne bandon ke sabar par guroor karta hai.
Qubool karle Sub ki neki Ya Rabb!
Bandi ki is ilteja ko maan le, Tu bada Ghafoor lagta hai!
Apr 12, 2021
Apr 12, 2021 at 4:10 PM UTC