Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
muhabbat ka faham jana tou dil ro para yay kaisa ilm hai kay jiss raah gya wahan shor para yay dekho kon hai saaqi jo chala aa raha hai khaali hath naan mayy hai naan masti, naan may kadday ka shoor para zamana saaz tha, par sakoot main raha umar bhar magar roze hashar yay kuen aur kaisa shaur para aur phir jab dill tota, aur ishq ki baazi haar gya wo shaksh murjha gya aur hanstay hanstay phir ro para
0
Jun 20, 2020
Jun 20, 2020 at 2:10 PM UTC
zamana saaz aur ishq

hira-malik
Written by
Jun 20, 2020
Jun 20, 2020 at 2:10 PM UTC
Request permission to use this poem