Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
Ghazal Usky wo paon ki jhankar meri toba hay Lag rehey hay koi ootar meri toba hay Jaisay khushbo koi deeray se guzr jati ** Aise hay shukh ki raftar meri toba hay Ishq ko log samajhtay hain darra sada hay Rasta yar hay purkhar meri toba hay Ishk main lut gia jo pa gia wohi manzal Aag se piar ka izhar meri toba hay Husn ko dhondhna mehnga hi parra hay humko Hay tamasha sare bazar meri toba hay Jurm bus itna tha bus bhr kay nazar dekha tha Mehr ab dar pa hay dar meri yoba hay Col Muhammad Khalid Khan Copyright 2017 Hath Par
0
May 5, 2017
May 5, 2017 at 5:10 AM UTC
Meri Toba Hay

col-muhammad-khalid-khan
Written by
May 5, 2017
May 5, 2017 at 5:10 AM UTC
Request permission to use this poem