Gam is baat kah nahi ki woh xalegai
Gam is baat kah nahi ki woh xalegai
Gam is baat kah kah hai ki woh
Jaate jaate woh kehegai ki
Mai uska khayal nahi rakhta tha π₯Ίππ£
May 4, 2020
May 4, 2020 at 6:23 AM UTC
Pyaar hai tumse nafraat nahi
Mohabbat hai tumse nafraat nahi
Patah hai tum nahi ** mere
Dua karta hu tumhari khudki nahi
Apr 23, 2020
Apr 23, 2020 at 6:04 AM UTC
Har ek dard par Roya nahi Jata
Har ek Khushi par hasa nahi Jata
Mohabbat ek aisa dard hai ,
Jis ke har Gam par haste hai log
Par dard bhulaya nai jata
Apr 22, 2020
Apr 22, 2020 at 5:49 AM UTC
Dil ke jagham hare ** Jate hai
Jab vo shayad gujre din yaad aatein hai
Paar shayad ye vohi yaadein hai ,
Jo in jakhamo Paar marham bhi lagatein hai
Apr 21, 2020
Apr 21, 2020 at 1:09 AM UTC
Dard bhi humne diya roye bhi hum
Pyaar bhi humne kiya roye bhi hum
Nazane kya kar baitha hum
Pyaar karu to bhi tumko pyaar na dikhe
mohabbat karu to bhi tumko mohabbat nahi dikha
Apr 20, 2020
Apr 20, 2020 at 9:09 AM UTC
Tumko jab mene dekha to Mera Dil mehekne laga
Tumhare aankhein dekhe to tumhe chahane laga
Tumhari muskaan ko dekha to pasand aane lage
Tum paas aaye to pyaar hone laga
Apr 20, 2020
Apr 20, 2020 at 5:03 AM UTC
Dil ka haal aankhein Bata hi deti Hain
Dil Mai agar dard ** to
Aankhein aansun tapka hi deti hai
Apr 20, 2020
Apr 20, 2020 at 4:04 AM UTC
Aab to maut aajaye toh bhi kaam nahi
Pal pal marte hai Teri yaad Mei
Yeh Meri maut se kaam nahi
Apr 19, 2020
Apr 19, 2020 at 10:52 PM UTC