Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"wajud" poems
Mn kis rasty peh chala mj ko ilm na huwa Kis makaam peh ja poncha mj ko andaza na tha Phr b ik umeed hai nazro mai baki K daiku ga zrur, mn kirno ka aruj Ye dunya or is k kissy khatm hony waly to nahe Pr jo khatm hona hai wo hai wajud apna Ab ye b nahe k haar gaya *** zamany sy mn Bs na jany kb sy khamoshi ka mn pasnd bn gaya Ye kahani hai ik ujrhy huwy gulshan ki Jis ki bahar ko ik zamana beet gaya Khair hoti rahy gi ye baaty b sath sath Kabi tum hmko yaad krna tamasha e rozgaar mai....
0
Sep 16, 2019
Sep 16, 2019 at 9:39 PM UTC
XVI
Meray wajud main yun mera yar raqsan hay Kay jaisay shukh faseelon pa piar raqsan hay Nazar hay jati jahan pa wohan hay wo mujod Kay kis tara say chaman main baharraqsan hay Jo bhar kay dekha usay ab naheen hay apni khabr Magr nashay main hon main tar tar raqsan hay Jo sar main suda samaya watan parasti ka Hazar rah may ab dekho dar raqsan hay Na jalti ankhain jalao ka buj na jain kaheen Ka meri aankhon main bus intizar raqsan hay Hazar rang ma hay husn piar yak ranga Ka rang rang main bus ik hisar raqsan hay Mai Mehr la gia bazi wo ** *** meri Ka meray charon taraf purdadar raqsan hay Col Muhammad Khalid Khan Copyright 2017 Golden Glow
0
May 29, 2017
May 29, 2017 at 4:13 AM UTC
Raqsan Hay
Teri hasi Me dooba yeh dil Teri rooh me Mein ghul gaya yeh wajud Teri manzil ko Apni manzil e junnuniyat bana liya Teri yaad me Khud ko kurban kar diya behte hue... pagalpan me... Phir kya .. . Jee rahe hai... .. .. .... beedi aur daru me Aur jindagi Dheere dheere ... .. . ......... × Par kab Koi pata nahi Shayad khuch din aur...
0
Feb 14, 2018
Feb 14, 2018 at 12:09 AM UTC
Bebasi, tanhai aur pagalpan!!!
Tum kis apnayat ki baat krty ** Yahan to hr koe paraya sa lgta hai Wo or zamana tha jb gulshan mai bahaar hoti thi Ab to hr mosam khizaa sa lgta hai Iss mai hamari ghaulti nahe k badal gy ham Rukh badal lyta hai dill jb na ashnaa sa lgta hai Roty huwy dil ko akhir kon pehchaan pyga Bahir sy jo chehra, muskurata huwa sa lgta hai Bughaz, gheebat k maary yahan log Wajud andr sy khatm hota huwa sa lgta hai Ary! Ye dukrhy han iss jahan k ay awais Jahan sy tu ab rukhsatt hota huwa sa lgta hai
0
Mar 14, 2019
Mar 14, 2019 at 11:55 AM UTC
"(iii)"
aaene me dekh kar me apane wajud ko sawal karta tha ke me kya hu jawab me aaene kehta ke galtio ka putla hu insaan hu me. nk
0
Apr 28, 2019
Apr 28, 2019 at 8:57 AM UTC
Aaena