Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala usse jo heer samjha to mujhe ranjha bana dala mili mujhko na wo iss baat se shikwa nahi fir v usse pakar v naa paya ajab kissa bana dala !
akela jab v chalta hu tujhe hi saath pata hu jami se aashma tak mai tera ehshas pata hu khudaye ishq ne mujhpe v kya aisa sitam dhaya mai girna v jo chuahu to sada upar hi jata hu !
tujhe mai pyar se dekhhu ya nafrat ka hawala du jo jeevan me bhara ** tam to fir kaisa ujala du mujhe to ishq ne barbaad kar tara bana dala chamakta hu falak par mai jaami ko kya ujala du !
jaami se ashma ka ** safar tu saath chalta hsi bina tere mujhe jeevan v ab abhishaap lagta hai mujhe gum naa judai ka khuda meri yahi sun le naa tu mujhko samajhti hai naa wo mujhko samajhta hai !!!!
Magrib mein hai ilm o daulat ka fauwara Ummat hai rakh mein dhoondoo'n koi angara Dastarkhwan pe saja hai dushman ka niwala Bojh hai maazi, jaise andhera uthaye hai ujala Iblees khada hai lekar teri barbaadi ka samaan Barso'n se pada hai thaakh per Quran
Hamne Guzar Di Fakiri Me Zindagi .. Lekin Jamir Ka Sauda Nhi Kiya .. Dil Ko Jalake, Diyi Jamane Ko Roshani .. Jugnu Pakad Ke Hath Me Hamne Kabhi Ujala Nhi Kiya ..!!
Sabse choti Sabse piyaari Ghr m sbki raaj dulari Kbhi pari to kbhi gudiya Khke pukare pariwaar hmara Naam jiska h Akta pyaara Laad pyaar S naajo s h pala hme Sbse choti, sabse pyaari Jiske bina na hota andhera nahi ujala Pr fir q nigam yha v na bdla q hme khudh s dur h krne ki chah bni q na niyam hamare liye h bdla Esh ghr ki laad supari Na bn saki ush ghr ki ujwari Praye ghr s jo aae hu Pr yh q na koe keheta M paraae ghr ko apnaae hu Q ush ghr ki pari k pnkh h cut gaye Jo unka saath tuta Q?