Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"toh" poems
Yun chala main in raston pe, Bhool gaya *** khud ko. Saathi kaun thay mere yaad nahi ab toh Bas koi dikhta hain door khada, halkisi muskaan lekar Aur nahi samjha kyun, main bhi muskaya aise bina wajah Par lagta hain ab aise ke, Shayad wo teri yaad hain Khoya main apne mein kuch aisa, Yaaron ka nahi hain pata Ghar se hoon itna door, ke ab woh bhi nahi yaad ata Woh gaana sunta jab, gungunta use awaaron jaisa tab Aur nahi samjha main, kyun gungunaya aisa bin matlab Par lagta hain ab aise ke, Shayad woh teri yaad hain Juda hunye hain hum, milte nahi hain ab hum Din guzre, beete hain ab saal Zindagi mein main apne khoya, tu apne Par phir bhi lagta, shaayad hum milte toh hoti duniya alag Hoti Manzil ek aur raaste ek, Aur hota ek saathi,jise karta nahi main sirf yaadon mein quaid
0
Sep 4, 2014
Sep 4, 2014 at 10:58 AM UTC
Shayad woh teri yaad hain (Maybe its your memory)
woh zindagi bhi kya zindagi hogi jisme zindagi hi naa ** koi gam nhi aur koi shikva bhi naa ** Teri yaad bhi naa ** naa tera koi zikra ** woh zindagi bhi kya zindagi hogi jaha koi alfaaz hi naa ** naa tujhe paane ki koi chaah aur naa hi tujhe khone ka koi dard ** woh zindagi bhi kya zindagi hogi jaha mai naa rahu aur tu bhi naa ** naa koi dikhavti hasi aur koi aasu bhi naa ** woh zindagi bhi kya zindagi hogi jaha seeney ki dhadkan sirf dhadke aur dimaag sirf apna kaam kare koi khwaahish hi naa ** koi aarzoo bhi naa ** yeh saasein toh chale bas koi zindagi hi naa ** woh zindagi bhi kya zindagi hogi... woh zindagi bhi kya zindagi hogi... jaha main naa rahu aur tum bhi naa ** yeh **** toh rahe par koi aatma naa ** yeh saasein toh chale bas koi zindagi hi naa ** woh zindagi bhi kya zindagi hogi... jaha main naa rahu aur tum bhi naa **
0
Nov 30, 2015
Nov 30, 2015 at 1:33 AM UTC
WOH ZINDAGI... (HINDI POEM)
aga hai josh jagi kismat nayi apne hi hatthon se likhunga kismat abhi bhale hi paise se fakeer par paise se gareebh nhi hai hathon mai dum tere toh uth!! kyonki bhagwan hai tera zameer teri kismat nahi!! namumkin naam ki aisi yahan koi cheez nhi milegi manzil chahe karibh nhi agar hui teri haar toh maanle ye baat banda tu hi hai iska zimmedar koi aur nhi jo kuch chahega tu wo bhi paa jayega tu kr khud pe yakeen jeet jayega tu haan jeet jayega tu
0
Jun 1, 2014
Jun 1, 2014 at 1:14 PM UTC
kismat (rap)
Zikr jab zindagi ka hota hai toh hum aksar apni zindagi ke guzre waqt ke flashbacks mein chale jaate hai, aur kehte hai zindagi toh bohot buri guzar rahi hai.. yeh maana ki jo beet gaya hai usse bhulaya toh jaa sakta hai magar apne zehan se mitaya nahi jaa sakta.. bas unn tamaam ache-bure daur ko muqaddar samjhkar aage badha jaa sakta hai. Aur life mein ek phase aata jab humein lagta hai ab aur kya dekhne ko baaqi reh gaya hai zindagi mein saare tajurbe aur sabaq mil chuke hai ab toot jaane mein hi bhalayi hai haar jaana hi ek aakhri sahi rasta hai. Aur phir apni khushiyon ka shok aur barbaadiyon ka jashn manane lag jaate hai. Magar khushiyan bhi itni aasani haar nahi maanti. Zindagi humein har ache-bure daur ke baad ek khoobsurat tohfa deti hai jisse hum mauka kehte hai. Humein zindagi se mile wo saare tajurbe aur sabaq phir se jeene ka hausla dete hai. Ek nayi umeed dete hai. Aur shayad isliye hum zindagi ka saath nahi chhorte. Beete kal mein pareshan rehte hai, aane kal ki fizool mein fikar rehti hai aur jo aaj hai usse jeete toh hai magar thodi bechaini ke saath. Jo guzar gaya usse accept karke aage badh jao, jo kal hoga wo tumhare aaj ki mehnat se pata chalega na ki fikar se, aur apne aaj se mohabbat karo. Ek badi ajeeb si cheez hai jo hum sabhi ke saath hoti hai jab hum 5-6 saal purani tasveer mein khudko dekhte hai toh hasi aajati hai ki kaise the hum ab waqai behtar badlaav aaya hai hum mein wo badlaav tum laaye ** khud ke andar. Waqt ke saath mature hokar, mushkil se mushkil maqaam haasil karke, apna vision aur mindset positive rakhkar, apni zindagi ko sahi raaste mein le jaakar. Isliye tum haare nahi ** zindagi mauke deti hai magar tumhe ehsaas tak nahi hone degi kab tumne uss mauke ka fayda utha liya. Aur agar kabhi bura phase aaye toh uss mein bekhauf hokar jeena magar sahi waqt par nikalkar apni zindagi ko behtar bana dena. Kyunki abhi tumhara qissa khatam nahi huwa, abhi tumhe nikhar ke wapas aana hai kahani badalne.. .
0
Mar 1, 2020
Mar 1, 2020 at 12:25 PM UTC
Shayad isliye bhi hum Jindagi ka saath Nhi chorte

Continue reading...
3
Originally written on 26/05/2005. Hum khud ko ek raat, phir yuhi ek baar, bhool gaye. Aap nahin to aap ka yaad dilaana hi phir bhool gaye. Ab to yeh bedaad-e-yaad waqt ke saath sehte sehte, Khud se daad-e-dard ki umeed-e-intizaar bhool gaye. Kabhi dhoond te the hum bhi ma'anee apni wajood me, Lekin raat hui to wajood ka ma'ana hi ab bhool gaye. Chale the hum na jaane kaha apni ehatimaam-e-yaad ko. Is ehsaas ne humme roka ke hum gham-e-gharaz bhool gaye. Humare baat karne par karte hain humare jeene ki tasali. Koi toh samjhaye ke jeete jeete hum jeena bhool gaye. ------------------------------------ One night, once again, I’ve forgotten myself. You’re not here so I’ve even forgotten your reminders. Now after putting up with this injustice of memory, over time I’ve forgotten to wait for the hope of a justice of sorrow, from myself. Once I used to search for meanings within my identity But now when night falls, I’ve forgotten the very meaning of my identity. I don’t know where I was going to sort out my memories, But this realisation stopped me that I’ve forgotten the very purpose of my sorrow. By talking about me, they assure themselves that I am alive. Somebody explain to them that even though I’m alive, I’ve forgotten how to live.
0
Apr 7, 2017
Apr 7, 2017 at 7:50 AM UTC
Bhool gaye / Forgotten (Urdu ghazal with English translation)
Seetaro mai akela chaand si thi wo Foolon ka mehekta guldan si thi wo Thi nadi jaisi aviral,chanchal mere dil ka haal si thi wo Ghani dhoop mai chav si thi wo Kisi geet ki addaon si thi wo Thi hava si mehekti, komal Mere dil ka bhav si thi wo Beech majhdhaar mai nav si thi wo Khusian ka pura gaon si thi wo Thi koyal si meethi,nishchal Mere man ka abhiman si thi wo Paido par wo patto waali hari bhari koi daal si thi wo Holi ke rango mai sabse saadi ek akeli gulaal si thi wo Thi wadi kasmiri koi Mere geeton ka sur aur taal si thi wo Mandir mai wo shankhnaad si,pooja ka prasad si thi wo Baarish mai mitti ki khushboo,badal ka dharti se sanvaad si thi wo Thi meri wo beti pyari,usse hi ghar 'harshit' tha Mere ghar mai sooraj si,Mere ghar ki shaan si thi wo Thi ab wo jo nahi rahi,aakhir khata kya thi ki usne mana hi to kia tha na beta shaadi se, Par dosti ka haath bhi to badhaya tha Teri Bezatti toh nahi thi ki usne Fir kyun tune usko har ghar badnaam kia Dushman na kare,dost hokar tune aisa kaam kia Chali gayi ab chhod ke mujhko,wo akele jeevan ki saanjh mai Meri khushiyan,meri duniya,meri pyari jaan si thi wo Meri pyari jaan si thi wo
0
Apr 13, 2017
Apr 13, 2017 at 7:46 AM UTC
Meri Beti
Darr lagta hai, ki Kahi Tumhe kho na de hum, Shabdo Mein byaan Nahi kara ja sakta Yeh pyaar, Aasuyo Mein behaya hua dukh, Hasi Mein chupaya hua dard, Zubaan par aane se darta hai, ki kahi tumhe kho na de hum. Anjaani raaton mein jab mile tum, Toh Aisa laga, Sansaar mil gaya, par yeh dil hai ki maanta Nahi, Nikamma banakar dukh deta raha, Kyunki darr hai tumhe kho na de hum. Iss aakaash ke soonepan se tanha hai Yeh Dil, Ki kabhi tumse duuriya na badh jaaye, Jag ne cheena mujhse, Mujhe ** bhi laga pyaara, Hoontho se chuloo tum, Mera geet Amar kar lo. Na ruthne ka dava kiya tha, par wafa Toh Hona hi tha, Kya hua tera vaada, voh Kasam, voh irada, Voh kehne vaale, Mujhe 'fareebi' , Kon farebi hai Yeh bata, Voh jisme gam liya pyaar ke khatir, Ya jisne pyaar ko bech diya? Shama chahte hai, kyunki darr se darr te hai.
0
Mar 22, 2015
Mar 22, 2015 at 2:47 PM UTC
Darr.
Ek muskaan sa ek saath sa Bhai hai wo is naadan ka Har pal har ek pal jisne haathon ko thame rakha Durr hokar bhi jisne zindagi bhar ka saath rakha Naa chahte hue bhi jisne Humari har ek jarurat ka khayal rakha.. Wahi toh h ek muskan sa ek armaan sa Pyaara bhai h wo is nadaan ka Baaton ki gudgudi se hasana Ruthne par haskar manana Pal pal ki khushi se Naa jaane kitne ka din banana Haa muskan sa, nahe khawaab sa Bhai h wo is naadan ka Is naadan ne bhi socha na tha ki aisa bhi hota hai Koi itna durr hokar bhi itni saralta se apnata hai Chand baaton se Kisi anjaan ko apna bananta hai Ek muskan sa, hamesha rahe muskan sa pyaara pyaara bhai h wo is naadan ka.....
0
Aug 30, 2018
Aug 30, 2018 at 2:28 AM UTC
Ek muskan sa, ek saath sa( happy birthday bhai)...
*Tulu-e-Subah Tere Rukh Ki Baat Hone Lagi Tumhari Zulf Jo Bikhri Toh Raat Hone Lagi Tumhari Mast Nazar Ka Khumaar Kya Kehna Nashe Mein Garq Sabhi Kayanaat Hone Lagi* **Rise of morning and debate of your appearance begun Then your tresses scattered and the night begun Intoxication of your enchanting eyes – what can we say! O’ in drunkenness, sinking of whole world begun** — Translated by Jamil Hussain, Sung by Nusrat Fateh Ali Khan
0
Oct 30, 2016
Oct 30, 2016 at 4:38 PM UTC
Rise of Morning
KOI AUR HAI Tere  khaboon mai koi aur hai,aur tere sayee mai  koi aur hai Kaisay tu dekhay hasrat mere,tu haqeeqat mai koi aur hai Yeh dil kab tak arizoo karta rahai ,ab koi sabab-e-furkat ** Kaisay tu pehchaanay mere ulfat,tu zahir mai koi ,aur batin mai koi aur hai Itrey sabnum ki tarah jalah hai mera daman bhi Mai manzil ki jistu ju kya karoon, ab rasta bhi nazar nhi yadoon kay samandhar mai dhoob chukka ab toh Mai haar chukka hoon zindagi  aur ab toh moat bhi ati nhi Bhulavou yeh gum kaisay ,dil ko kya dawaa doon bhar janay ki Mai kyun nhi rub a ru khudsay  ,mai kon hoon  ya mujmai he koi aur hai Faryaad bhi kya ** , naa ashinaa hai yahaan sabhi Kis  mode pay kya  hogaye koi khabar nhi hummay Mai toota huva taraa hoon mujmai ab wo  timtimhath kahaan Lagta Aasmaan bhaag rahaa hai aur zameen fisal rahe ** jaisay muntazir-e-humraah ** kya,jo rahai thi wo rahai he badhal gaye Mud kay ab dekhoon  kya, akela rahai safar tha ya koi aur be hai Mubarak ** tummay ab yeh jahaan dard baraa Na mud kay kabhi dekhay **** issay dhoobara Ab aur palkoon pay ashikay baar saha nhi jata Laboon  pay ab aur bahaana bardast nhi hota Waqt guzra hai, kyun naa mera bhi saleeka badhal gaye Rumi Ab aur ranjishay nhi,bhula do ghar koi ghilla aur bhi hai                                  written by: Aabid Rumi                              suggested by:Tanzeelah Illahi
0
Apr 16, 2017
Apr 16, 2017 at 6:16 AM UTC
koi aur hai
(Let them see the world) Dekho Manhooos Paida Hui Hai Sabke Chehere Pe Maatam Chaa Gaya Aur Betii Bojh Ban Gayi Bojh Shayad Kuch Kam Hua Tha Jab Iskaa Ek Chotaa Bhaii Hua Tha Par Shayad Kabse Sach Hua Tha Simaat Gayi Akelepan Mein Baith Baith Ke Sapne Bunti Raat Ko Voh Taare Gintii Gintii? Gintii Toh Mujko Aati Nahi Baabujii Ne School Nahi Bheja Mujko Betii Hoon Naah? !! Aaj Veera Aayega Toh Ussey Kahungi Gintii Sikhaa De. :') Taaare Ginne Hai Mujko Betii Honaaa Paap Hai Betii Toh Bojh Hotii Hai Naah Papa Bhi Yahii Kehete Hai Solaah (16) Saal Kii Umaar Me Voh Laal Jodaa Mujhpe Bojh Ban Gaya Aur Baabuji Kaa Bojh Shayad Kuch Halkaa ** Gaya Ispe Kayi Sitaare Lage The Aur Muje Abbhi Gintii Nai Aatii Thi Dekho Manhoos Paida Hui Hai Mai Manhoos Banke Reh Gayi Sabke Chehere Pe Muskaan Thi Aaj Aur Beti Bojh Banke Reh Gaayi.
0
Aug 17, 2016
Aug 17, 2016 at 4:46 AM UTC
Betii Bojh Ban Gayi !
Friday 12:22 pm 6 Nov 2015 Agar suraj ki keerne.. Tapti dhup mujh pe de, Toh jhor se degiye ga… Kisi ko ye naah toh pata chalegi .. ki hum naraz ya gusse hai bahut! Agar baarish ** toh.. ** jaane digiye ga, Kisi ko ye na pata chal paaye … ki hum roh rahen hai! Agar pathte zhareee, Toh zhar jaane digiye ga.. Kisi toh naa pata kar paaye.. Ki hum aandarse bekhaare huye patho jaise bikhaa rahen h! Agar thadi ki mausam me thaand de, Toh bahut khub se digiye ga.. Kisi ko ye naah pata chale.. Ki hum saihum ya daar rahen h.. Andaar aandar se! Ye mausam hai.. kuch mere zindagi ki tarah… or humare zindagi ki tarah.. jo hum bayaan toh karte h.. par bahut kaam… kyuki hume samaj ne wala koi nahi hota! Ye jab hoti hai.. ya aati hai, jhoor se caati… Or agar naah aate toh, na hi sahi,.. Par jab aati h… toh puri zinadgi badal kar rakh deti hai.. ! trying to enjoying the life better :) :)
0
Mar 28, 2016
Mar 28, 2016 at 3:26 AM UTC
zindagi jaise badalti seasons ki tarah
Jo mere dil mein tu basi hai, (If inside my heart you reside,) Toh zindagi ki har khushi hai, (Then I have all happiness in life,) Na jaana – Na jaana jaanam mujhe chhod ke, (Don’t leave me alone,) Na jaana – Na jaana mera dil tod ke… (Don’t ever break my heart…) Tum se hi mera hausla hai, (My morale is from you,) Tum se hi har faisla hai, (From you each of my decisions,) Tere bagaer zindagi, begaani… (Without you my life is, stranger…) Tere bagaer zindagi, veerani… (Without you my life is, emptier…) Tum se hi jaana pyaar kya hai, (I have known love after knowing you,) Tum se hi nayi zindagi hai, (Knowing you only I have a new life,) Tere bagaer zindagi, begaani… (Without you my life is, stranger…) Tere bagaer zindagi, veerani… (Without you my life is, emptier…) Jo mere dil mein, tu basi hai, (If inside my heart you reside,) Toh zindagi ki har khushi hai, (Then I have all happiness in life,) Jo tu nahin toh, kya zindagi hai, (If you aren’t here, what my life is,) Jo tu nahin toh, kya zindagi hai... (If you aren’t here, what my life is...)
0
Jul 13, 2016
Jul 13, 2016 at 6:40 AM UTC
Jo Mere Dil Mein
Barsat ki Ek raat dil ne dimag se pucha, jo Badal raha wo 'waqt' hai? waqt to Aaj bhi waisa he hai bachpan me jaisa hota tha wohi savera wahi sham Or baki cheeje tamam Par tab naa bhigne se lagta tha darr or naa sardi jukam, or wo pani ki shrarate tamam Jinki Yaad bhar se aa jati hai hothon pe muskan par ab aisa kya hua jivan ki iss Dagar me kahan bhatak gaya in jhuthe rit riwazo me Kaise jivan ke Arth badalte gaye Kyo ek funny poem likhne wale Emotional likhne pe majboor ** gaye Hawa k jharoko se kashti hilti gayi waqt k sath mein tau badlta gaya aur yeh zindagi chalti rahi pal pal nayi hasratein har pal naye khwab bunti gayi aur yeh zindagi chalti gayi raah mein manzar tau bahut aaye bulate rahe mujhe mere saaye mein tau ek pal ko ruk sa gaya par yeh zindagi chalti gayi yaadon k saaye mein zinda *** abhi lagta hai tham sa gay *** mein kahin par zindagi bewafa sanam si nikli mein tau ruka reh gaya aur yeh chalti gayi jindagi har pal apne arth badalti rahi ham hanste rahe chahhe rote rahe par woh apni rafataar se bas behati rahi kabhi ban ke sawal ,kabhi ban ke utar woh  hame har mod per milti rahi ham tutate rahe, bikharate rahe  fir khud hi gir ke sambhalte rahe aur jindagi yun hi jalti bhujhati rahi gum mile kuch is tarah ki gum hi gum na lage khushiyuon  ki baat bhi hame gum ban ke milti rahi kya kare kisi se shikva, kya kare kisi se shikayat apne hi jab todate rahe...... toh saans meri har pal ghutati rahi bas jindagi yuh hi chalti rahi har pal apne arth badalati rahi
0
Jun 6, 2018
Jun 6, 2018 at 1:35 PM UTC
Badalti zindagi

39
Ek metro, saanp si guzar rahi hai kuch duur Ek nabh faila hai uske upar - Neela sa kaala Ek chaand chamak raha hai uss nabh mein Kuch baadal sarak rahe hain paas mein uske Usi metro ki tarah par dheere zara Thandi hawayei hain. Usme goonjta mera aaj khada Kuch thandak hai inn hawaon mein Aur bohot sara sukoon bhara Aisi hi hoti hai wo chaand ki thandak? Jinhen sunte, apna bachpan beet gaya Kya sheetalta swarg ki aisi hai kahin? Jisey suna kayion ka jeevan guzar gaya Kya raambaan sukh yahi toh nahi Kya kamdhenu vriksha aisa tha kabhi Kya Ramcharitmanas mein hanumat Ka Rambhakti amrit lagta tha yun hi? Aisa hi amritmay bachpan mein, yaad hai mujhko lagta tha Zameen se shuru uss lambi khidki Se yahi chaand chamakta dikhta tha Mama sa ban chup shant bhav se Kuch baatein meri sunta tha Kyunki khud bhumi par bistar pe so Holi mujhe khilayi thi Khud bhookhe reh uss ke paiso Se mere bhai ko idli chakhayi thi Bohot pasand thi usko uski idli Aur rangbhari mujhe holi meri Kya kabhi unhen main unka wapas Ye rinn chukta kar paungi Kya kabhi unnsi balwaan main ban kar Unke liye itna kar paungi? Kya usi chaand ki thandak si khushiyan Unki jholi mein bhar paungi? Kya bhool maaf karne ki hadd Ko paar kar kar ke thake nahi wo? Kya raat bhar bhi jagkar subah Hans dawa banna bhoole nahi wo Kya insaani roop mein hain Bhagwan, "maa baap" kehlate jo?
0
Nov 29, 2019
Nov 29, 2019 at 10:16 AM UTC
Maa Baap
Mann hi mann sochti hoon.. Ke kash tere aane jaane ka pta hota. Toh phir mae tujhe rok kr kehti... Tham ja, zara sun toh mujhe, Aa chl aaj thoda ek doosre ko jante hai, Samajhte hai, ke har badalte mausam mae tu itna khoobsurat kese ban jata hai? Zara samjha toh, kese tere aane se kisi ki zindagi khushaal aur kisi ki khamosh ** jati hai? Aey waqt chal aaj thodi si guftagoo krte hai. Kuch sawal jawab krte hai. Aey waqt zara aaj do pal mujhe bhi deja. Kuch tu mujhe sunata ja aur kuch mujhe sunta ja..!!
0
Dec 17, 2018
Dec 17, 2018 at 10:08 AM UTC
Aye Waqt ( Hindi poem)
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
Tere bin yeah zindagi mazaak see lagti hai Har dhuvay mai lipti apni he aag lagti hai Tunay thama tha hath mera toh hum chalna jaan gaye feesal rahia hai kadam kyun ki thokarey apni he lagti hai Nigahain num naa huvi toh gilla rehta he hai Har katrai-e-ansu phir bhi ek shikayat see lagti hai Yeah kis mode pay hum akay rukay,na manzil hai aur naa rasta Faryaad kissay ab karey ki har shey ajnabi see lagti hai. ghum-e-samandar k kinarey pay tanhaa betha hai yeh dil Pass aye toh aye kon ki dardkaney bhi ab sazaa see lagti hai Bichard kay tumsay hum khoye kahaan naa maloom hai Jistiju mai har bikhra nishaan apni he pehchaan lagti hai Yeah kaisi inayat hai ki tummay mang kar yun ruswaye milli kyun har dua ab yun khairaat see lagti hai Yeah ishq kyun aisa hai ,naa tera hai aur naa mera kab aye aur kab gaye ki choti see mulakat lagti hai Ab aur nibaya nhi jata RUMI,yeah **** bina rooh kay Mere waja say yeah duniya kyunki pereshaan see lagti hai ...Aabid Rumii Tanzeelah Illahi
0
May 25, 2017
May 25, 2017 at 4:54 AM UTC
Tere Bin
Ek cup chai le kar baitha aur Ravivar tha aur yunhi waqt Beetta hi chala gaya… Phir khuch panne ultaye… Ankahi kahani ke… Khuch Paheli Ko dekha… Mann hi mann Socha kal suljaunga Woh wali purani Paheli… Jo aaine ki tarah Samne toh kabhi ojhal ** jaati hai… Kyuki aaj Ravivar tha… Aur waqt… Thodi Dhoop Ko aane diya Thodi thand se baatein Kiya Phir ek cup chai Liya kal Somvar hai Toh Aaj waqt… Yunhi yunnhi… Beetta chala Gaya… Yunnhi yunhi waqt aaj… Toh.. Kya phir chai… Mein pita hi chala gaya… ……… …… …. .. . .. … ….. ……… …………..
0
Feb 10, 2019
Feb 10, 2019 at 2:18 AM UTC
EK CUP CHAI AUR RAVIVAR E SOCH ME MEIN...KYA PURA DIN PINE ME HI CHALA JAYEGA WAQT ?YA PHIR KAB JAGUNGA MEIN? YA YUNHI YUNHI YE NEELA SAMUNDAR ME DOOB JAUNGA...BIN KAHE?
*Unke Dar Pe Pahunchne To Paayein Yeh Na Poocho Ke Hum Kya Kareinge Sar Jhukana Agar Jurm Hoga Ham Nigahon Se Sajda Kareinge* **Once I reach the door Spare me from asking what I will do If blasphemous it is to prostrate my body My gaze shall bow at the door** *Baat Bhi Teri Rakhni Hai Saqi Zarf Ko Bhi Na Ruswa Kareinge Jaam De Ya Na De Aaj Hum Toh Maikade Mein Sawera Kareinge* **I am to keep your words too, O' Cup Bearer And I cannot offend the cup Whether or not you serve me tonight I will meet my dawn at your door** *Iss Taraf Apna Daman Jalega Uss Taraf Unki Mehfil Chalegi Hum Andhere Ko Ghar Mein Bulaakar Unke Ghar Mein Ujaala Kareinge* **Here, my life will be on fire And there celebrations will begin at yours I willingly invite the darkness to my abode So that brightness may exist at yours** *Baat Tarq-e talluq Bhi 'Anwar' Itna Ehsaa- e-Rasm-e-Wafa Hai Aakhiri Saans Tak Bhi Hum Unse Berukhi Ka Na Shikwa Kareinge* **Even after renouncing our relationship O’ Anwar I am to maintain the ritual of faithfulness Even unto the last breath Never will I complain of aloofness** — Translated by Jamil Hussain, Sung by Nusrat Fateh Ali Khan
0
Oct 28, 2016
Oct 28, 2016 at 9:48 AM UTC
The Door
Dear Nakama...       Kau tenang saja, mulai sekarang aku tak kan marah, kesal, sedih, cemburu, iri, ataupun jengkel saat kau berhubungan dengan Dia. Aku tak apa-apa. J Dear Nakama...       Sekarang, kau bisa melakukan apa saja sesuka hatimu padanya. Toh, Aku sudah melupakan semua perasaan itu, Aku sudah bisa bangkit dari keterpurukan ini. Jadi, tak ada lagi alasan untuk mu menjauhkan? Dear Nakama...       Aku merindukanmu, Tak ingin melihat kau seperti ini, mengapa kau seperti ini? L Dear Nakama...       Bukankah, kita sudah saling berjanji takkan pernah saling menyakiti,  akan terus menghubungi dan jangan sampai hilang hubungan? Dan sekarang, Aku ingin menagih janji itu... Dear Nakama...       Aku di sini sedang sedih. Tapi semoga, Kau baik-baik saja... Dear Nakama...       Apakah aku tidak boleh mengetahui keadaanmu? Tapi, bukankah itu suatu hal yang wajar di antara hubungan persahabatan? Aku tak mau kehilangan “TEMANKU”, aku tak mau kehilangan “SAHABATKU”, dan Aku tak mau kehilangan “KAKAKKU”...  :’( Dear Nakama...       Selama ini hanya Kau orang yang bisa mengerti Aku, mempercayaiku, dan menyayangiku dengan setulus hati. Akupun Selalu berusaha agar bisa menjadi seperti itu... Dear Nakama...       Setiap hari aku menimbun sedih, menyembunyikan sakit, menampung rindu, menabung kekecewaan, mengumpulkan kegelisahan, dan terus menelan air mata hanya untukmu... Dear Nakama...       Pandanganku kabur, pergerakanku kaku, kakiku lesu, tanganku beku, lidahku kelu, air mata terus jatuh, dan sesaat aku merasa duniaku runtuh ketika mengetahui kau sedang berusaha menjauh... Dear Nakama...       Apa yang harus ku lakukan agar kau mau kembali seperti dulu? Saat-saat di mana Aku belum mengenalnya, saat-saat di mana aku masih menjadi gadis kecil yang polos dan tidak mengenal cinta, saat-saat di mana kita sering berbincang tentang kartun kesukaan kita! Dear Nakama...       Aku minta maaf, jelas-jelas ini salahku. Dan bodohnya lagi, Aku baru menyadarinya sekarang. Maafkan Aku jika Aku melakukan kesalahan yang membuatmu tersakiti. Kesalahan yang di sengaja maupun tidak di sengaja... Semoga kau berkenan untuk memaafkanku... Sahabatmu : Haruna J
0
Jul 31, 2014
Jul 31, 2014 at 5:52 PM UTC
Dear NAKAMA

24
TOH ZINDA ** TUM..... I feel like falling in love once again... When I listen to this song... I feel like a teenager again.. When I read the lyrics line by line... Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho.Toh zinda ** tum! When you carry restlessness in your heart, then you are ALIVE Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ** Toh zinda ** tum! When you carry dreams in your sight, then you are ALIVE Hawa ke jhonkon ke jaise aazad rehna seekho Tum ek dariya ke jaise, leharon mein behna seekho Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein Har ek pal ek naya samaa dekhiye Learn to be free like the swaying air around you Learn to flow like the tide flows with the water Meet every moment of your life with open arms and experience newness every second you live Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ** Toh zinda ** tum! When you carry wonder in your eyes, then you are ALIVE Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ** Toh zinda ** tum! When you carry anxiety in your heart, then you are ALIVE
0
May 16, 2013
May 16, 2013 at 11:22 PM UTC
Toh Zinda ** Tum- If you are in love You are alive
Gua sama sekali gak maksudbuat ngejelekin, ngejatuhin cowo gua yang sekarang  gua punya cerita yang mungkin lu semua pernah ngadapin dengan kejadia yang sama gua punya cowo, asli gua sayang banget sama dia, gua pengen ngebahagia in dia kayak gua pengen ngebahagian keluarga gua. Tapi, ada banyak hal yang selalu buat gua ragu sama dia. 1. dia gak pernah sms ato nelponin gua duluan alesan tidur. 2. gak pernah bilang sayang sama gua, kecuali waktu nembak 3. kalo di ajakin alesan nya segudang, mungkin penuh kali tu gudang  pasti lu semua punya pikiran kalo dia Cuma mainin gua, ato pun gak sayang sama gua? tapi biarpun dia kayak gitu, gak tau kenapa gua tetep aja sayang. Gua ikut aturan dia, gua ikut apa maunuya dia. Pokoknya semua maunya dia gua jabanin deh  karena ada satu hal di diri dia yang sulit banget gua lupain selama ini adalah KENYAMANAN kalo dideket dia. Padahal yah, gua punya seseorang yang jelas.jelas sayang sa,ma gua, bias ngasih apa aja yang gua mau, yang bias ngebahagia in gua dengan semua hal yang dia punya, dia adalah mantan gua yang pacaran sama gua 2 tahun lebih. gua udah banyak ngelewatin hari sama dia, susah maupun senang, dia mungkin satu.satu cowo yang paling ngerti siapa gua. cowo yang paling care sama gua, pokok nya cowo yang paling sempurna deh dia  meskipun kayak gitu tetep aja gua gak bisa boongin ati mgua sendiri, pacaran sama dia tapi inget orang lain buat apa coba? lagian gua harus nurut apa kata orang tua gua gak boleh pacaran sama dia, toh gua gak bias ngelawan. *buat kamu cowo yang jadi pacar aku : please donk sayang, jangan cuek sama aku. jangan suka banyak alesan, aku tuh sayang banget sama kamu. coba deh kamu yang ngertiin aku sekali.kali jangan akunya terus donk  *buat kamu cowo yang aku sakitin : maapin aku udah nyakitin kaamu, semoga diluar sana kamu bakal ketemu cewe yang syang banget sama kamu. maapin aku  #sekarang gua Cuma pengen satu hal yaitu lepas dari kedua.duanya. gua mau orang baaru, tapi gua takut tuk memulai itu semua  sangat.sangat btakut
0
Apr 19, 2012
Apr 19, 2012 at 5:16 AM UTC
curhatan gua

22
Rus wa na ** tum hamse, meri jaan Murjha na jaye kahin dil ka ye gulistaan Juda hai sabse andaaz ye hamara Saason se humney cheda hai dil ka saaz ye tumhara Khwahish hai tum mein; ** jaye hum fanaa Karte hai tumse toh hum muhabbat bepannah Mil bhi lo aake hamse is tarah Noor mil jaaye Jahaalat se jis tarah Khuda Ko paane ka; yeh hai raasta nirala Muhabbat bhi hai bas kudrat ka hi toh karishma Rus wa na ** tum hamse, meri jaan Murjha na jaye kahi dil ka ye gulistan
0
Jun 16, 2014
Jun 16, 2014 at 7:10 AM UTC
Muhabbat_love
tidak disadari, langit yang biru berubah menjadi warna oranye dan ungu muda. perpaduannya pun sangat indah, ditemani pula oleh kicauan burung yang sunyi. selang waktu berjalan, hati semakin berat, pena dan kertas, aku bertemu lagi denganmu. langit yang indah tiba tiba berteriak, seperti singa yang mengaung ditengah ladang. apakah mungkin, bahwa kita melihat langit yang sama? perbedaan waktu yang tidak masuk akal, ingin membuatku menguras air di lautan yang biru, yang menghalangi pertemuan kita. gila, bukan? aku berbicara kepada kertas putih, layaknya kertas ini adalah sahabatku, atau kuping yang selalu mendengar. tangisan hati pun terlalu keras, malam ini. langit yang indah, sekarang bersaturasi, menjadi warna abu abu yang gelap, jadi ini, toh. ini, yang dinamakan berbicara kepada kertas, saat air mata milik senja, turun dari langit.
0
Feb 20, 2019
Feb 20, 2019 at 8:15 AM UTC
air mata milik senja