Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"sikhar" poems
Hai naman unko ki jo iss deh ko amaratwa dekar... Iss jagat me shaurya ki ziwit kahani ** gye hai... Hai naman unko ki jinke saamne bauna haimalya... Jo dhara par gir pade par aashmani ** gye hai... hai naman unko.... Likh chuki hai vidhi tumhari veerta k punya leke... Vijay k udhgosh geeta k kathan tumko naman hai... Sindoordaano ki gathao desh hit pratipatth yaowank dapan tumko naman hai... Bahan k bishwas, bhai k sakha, kul k sahare, pita k vrat k falit Maa k nayan tumko naman hai... Ki hai naman unko ki jinko mrityu paakar hui paawan... Sikhar jinke Charan chukar or maani ** gye hai... Ki hai naman unko ki jinke saamne bauna himalaya... Jo dhara par gir pade par aashmani ** gye hai... hai naman unko....
0
Aug 14, 2018
Aug 14, 2018 at 8:21 AM UTC
Hai Naman Unko
Palon me julsa rhi thi jismo ko, beraham thi wo hwaye or dopahr bhi wo sikhar thi Dekh ke mere nnge paanw tune bhi jute utare the, ab teri bekdri se nhi lgta, k tujhe itni meri fikar thi @itssadyboy
0
Jun 13, 2020
Jun 13, 2020 at 4:22 PM UTC
Now you don't love me