Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"shivayen" poems
Tuesday 7:57 pm 15/3/2016 Woh jaa chuka hai… Laakh koshish kar lunn, Woh na rukha… Woh nahi rukega.. aab kabhi Kitna bhi usse yaad kar lunn.. Woh jaa chukka hai..! Woh na aab kabhi ageyega Rutha jo hai mujhse bahut, Shayed nafrat bhi aab, pahele se zaida karne laga hai… woh jaa chukka hai…! Haan maine koshish ki hai ussko, Bahut bhulane ki… par sab bhul jaati *** Shivayen uss ke… 2 saal ** gayen inn baton ko yaad kar ke, Ki kabhi na kabhi aa hi jayegaa woh! Woh yaadein jo chah kar bhi, Kabhi bhulne hi nahi diya. Jaane kya pata… ye pyaar hi tha Yaa fhir ekh sapnaa… Woh jaa chukka hai!
0
Mar 28, 2016
Mar 28, 2016 at 3:23 AM UTC
woh jaa chuka h... (part- 1)