Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"pucha" poems
Isang araw, muntik na naman akong nagpakatanga Isang araw, naisip na naman kita Isang araw **** ginulo ang isipan ko Isang araw, binalik-balikan ang masasakit na alaala mo dahil Isang araw, biglang iniwan mo ako Iniwan mo ako... at mula noon Ilang araw akong wala sa sarili Ilang araw iniisip ang mga dahilan kung bakit ka lumisan at kung bakit ako'y hindi mo pinili Ilang araw na nagbabakasakali na ako'y iyong babalikan Ilang araw na patuloy na umaasa sa mga pangako **** napako sa kawalan Isang tanong na gumugulo sa aking isipan Isang tanong na hindi masagot nino man Isang tanong na hindi ko makalimutan Isang tanong na wala naman talagang kasagutan Isang tanong, "Mahal, bakit mo ako iniwan?" Hindi lang iniwan kundi iyo naring kinalimutan Kinalimutan agad na parang walang pinagsamahan Hindi pinapansin kapag nasisilayan Ang trato'y parang estranghero lang sa daan Bakit parang ako lang ang nasasaktan? Bakit parang ako lang ang nahihirapan? Bakit parang ako lang nagmamahal? Bakit ako lang? Bakit? Nang iwan mo ako, nawala ang tayo Nang iwan mo ako, ang natira na lang ay ako Mali pala, kasi pati ako ay nawala noong nawala ka Nawala ang dating ako na kayang mabuhay noong mga panahong wala ka pa Pagod na pagod na ako sa lahat ng sakit Pucha, hindi mawala-wala kahit anong pilit Ilang bote ng alak ang natumba at Ilang stick ng yosi na ang naupos Pero ang pagmamahal ko para sa'yo Mahal Hindi pa rin nauubos
0
May 15, 2015
May 15, 2015 at 12:02 PM UTC
I
'Di ikaw ang tipo kong laro Umayaw na kasi ako Sinubukan ko na kasi dati Ayon, talo lang lagi Pero heto na naman ako Parang tanga ang loko 'Di mapigil ang ngiti T'wing naiisip nang ang balat mo'y dumampi Pucha, totoo ba? Na-SS mo nga ba? Taena, mukhang ako'y na-stun Ng walang kalaban-laban Langya, GG Hindi good game, kundi gagi Diba humindi na tayo sa sakit? Ano na naman 'to? Wooh bakit? Noob na 'ko eh Weak, walang silbi 'Pag eto sa wala na naman nauwi Sarili ko lang pwede ko masisi 'Pag in-game Please wag mo na ko buhatin Aasa pa sa GM ang tanso na manok Pa'no, marupok Mabel, pasensya ka na Hayaan mo, ang 2019 ay papasok na Baka lumipas din 'Pag hindi, patay, "I have been slained."
0
Nov 9, 2018
Nov 9, 2018 at 3:20 AM UTC
Mabel
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

Continue reading...
72
Barsat ki Ek raat dil ne dimag se pucha, jo Badal raha wo 'waqt' hai? waqt to Aaj bhi waisa he hai bachpan me jaisa hota tha wohi savera wahi sham Or baki cheeje tamam Par tab naa bhigne se lagta tha darr or naa sardi jukam, or wo pani ki shrarate tamam Jinki Yaad bhar se aa jati hai hothon pe muskan par ab aisa kya hua jivan ki iss Dagar me kahan bhatak gaya in jhuthe rit riwazo me Kaise jivan ke Arth badalte gaye Kyo ek funny poem likhne wale Emotional likhne pe majboor ** gaye Hawa k jharoko se kashti hilti gayi waqt k sath mein tau badlta gaya aur yeh zindagi chalti rahi pal pal nayi hasratein har pal naye khwab bunti gayi aur yeh zindagi chalti gayi raah mein manzar tau bahut aaye bulate rahe mujhe mere saaye mein tau ek pal ko ruk sa gaya par yeh zindagi chalti gayi yaadon k saaye mein zinda *** abhi lagta hai tham sa gay *** mein kahin par zindagi bewafa sanam si nikli mein tau ruka reh gaya aur yeh chalti gayi jindagi har pal apne arth badalti rahi ham hanste rahe chahhe rote rahe par woh apni rafataar se bas behati rahi kabhi ban ke sawal ,kabhi ban ke utar woh  hame har mod per milti rahi ham tutate rahe, bikharate rahe  fir khud hi gir ke sambhalte rahe aur jindagi yun hi jalti bhujhati rahi gum mile kuch is tarah ki gum hi gum na lage khushiyuon  ki baat bhi hame gum ban ke milti rahi kya kare kisi se shikva, kya kare kisi se shikayat apne hi jab todate rahe...... toh saans meri har pal ghutati rahi bas jindagi yuh hi chalti rahi har pal apne arth badalati rahi
0
Jun 6, 2018
Jun 6, 2018 at 1:35 PM UTC
Badalti zindagi

39
Kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay kitnay waday torhay hein? kabhe pucha hay apnay app say kay kitnay logouin ka dill tora hay? kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay apne eik nazar say kis kis ko apne he nazrouin mein gerayya hay? - nae pucha nah? kese din pucho gay nah tou mrnay ka dill chahy ga, zindage kay naam say chirnay lago gay. Kabhe pucha hay kay tum Zindage kay naam per eik beyqaar zindage jee rahay hou? aur phir kehthy hou ''yaar kya krien zindage he esse hay''. Kabhe Zindagi ke kitaab ko khol kr tou dekho kya kya rakha hay uiss mein. Zindage bahot he haseen hay sirf hum masroof hein apne duniya mein wou duniya jis mein kuch nahe sawaye humaray. Ajj loug dusrouin ke mintein krtay hein kay ''ruk jau'' ''na jau'' jb kay mery khayaal mein ye loug bhul chukay hein kay '' jis ko jana hay uis ko jana hay chahy tum apne jaan kyun na deh dou''. Ajj tou logouin ke zindage andhere hojaate heh jab koe uinka ''dost'' ya ''yaar'' chor jaye aur wo uis khuda ko bhool jaatay hein jis nay uis ko usse ''dost'' ya ''yaar'' say milaya tha. Hum loug tou apnay Khuda ko bhe bhul chukay hein. Wo Khuda jis kay pass humnay waapis jana hay wo Khuda jis kay bagheir humare koe ukaat nae. Barhay Unchay gharouin mein reh reh kr apnay app ko Khudha samjhna shuru krdeya hay humnay. Ess zamaanay mein koe kese ka Dost nae hota barha Dost Dost krtay hou na jab doob rahay hou gay kudhe dekhna kay sab DOST tamasha dekh rahay hogein aur tum zindage ke tarf aanay ke bher-poor koshishein kr rahay hou gay, tab apnay app say puchna kay ye wo DOST thay jin kay leye tum apnay maa-baap say laray? uin kay samnay uncha bolay? sharmindage hoi? Ajj hum itnay ''self-obssessd'' hein kay dusrouin ko dekh kay lagta hay chunte jitni ukaat hay uiss ke. Hum apne he Duniya mein bahot dur nikal aayein hein, asal duniya say bekhabar, asal dostouin say hum la-taluq ** chukay hein. Hum ajj apnay app mein he kho chukay hein. Apnay rab ko humnay kho deya. Rab ko kho deya matlab Sub kuch kho deya ! tou abb hamaray pass koe raasta hay? -Haan wou rab 5 martaba bulaata hay tumhein apne taraf, jau uiss ke taraf aur apne ASAL ZINDAGE ke taraf waapse aou.
0
Sep 16, 2016
Sep 16, 2016 at 10:00 AM UTC
16-9-16

28
usne pucha tha meri udasi ka sabab, mene kaha wo aaine me tasvir ubharti he fir fanna kyu ** jati he, usne pucha tasvir kiski dikhai deti he tumhe, mene kaha na uska naam he na pata fir bhi apna sa lagta he, usne kaha kuch guftagu bhi kar ti he tasvir aapse, mene kaha ha magar alfaz nahi hote uske ankho se baat karti he. usne kaha kya kehti he uski ankhe mujhe bhi to kaho mene kaha uski ankho me mujhe pyar nazar ata he unkahi baato ka izhaar nazar ata he. usne pucha kya ikrar kiya he tum ne usse mene kaha me to karta hu koshish-e-ikarar karne ki magar inkar hi ajata he usne kaha bade hi wo ** tum ikraar se darte ** mene kaha ikrar se bhala kon darta he me to bas pyar se darta hu me to bas pyar se darta hu nk
0
Dec 17, 2014
Dec 17, 2014 at 2:43 PM UTC
udasi ka sabab
Ek sehmi si khwaish dabi rehti hai palko talle, ek nayaab pankho ki talaash hai shayad usse.. Aksar khamoshi Ke lafzon Mei pucha karti hai, "Aye dost, itna bata, kis gunaah Ka illzam hai mujhpe?" --------- A beautiful English translation by fellow poetess Sukeerti: A scared little wish stays embedded underneath the lashes of my eyes; Perhaps, it's searching for a pair of flight feathers- rare and precious, As often, in lyrics enclosed by quietude, this wish questions me- "O friend of mine, please let me know, what sin am I a convict of?" PS: Do check out her work; they seldom fail to touch you deep down. Her profile: http://hellopoetry.com/sukeerti/
0
Jan 20, 2015
Jan 20, 2015 at 11:03 AM UTC
Musing in Hindi.
'Di ikaw ang tipo kong laro Umayaw na kasi ako Sinubukan ko na kasi dati Ayon, talo lang lagi Pero heto na naman ako Parang tanga ang loko 'Di mapigil ang ngiti T'wing naiisip nang ang balat mo'y dumampi Pucha, totoo ba? Na-SS mo nga ba? Taena, mukhang ako'y na-stun Ng walang kalaban-laban Langya, GG Hindi good game, kundi gagi Diba humindi na tayo sa sakit? Ano na naman 'to? Wooh bakit? Noob na 'ko eh Weak, walang silbi 'Pag eto sa wala na naman nauwi Sarili ko lang pwede ko masisi 'Pag in-game Please wag mo na ko buhatin Aasa pa sa GM ang tanso na manok Pa'no, marupok Mabel, pasensya ka na Hayaan mo, ang 2019 ay papasok na Baka lumipas din 'Pag hindi, patay, "I have been slained."
0
Nov 6, 2019
Nov 6, 2019 at 3:15 AM UTC
Mabel
Mai paida ** sakta tha use maa ki kokh say ya fir us maa ki kokh say lekin hua is man ki kokh say jiske pati ka naam ye tha. Mujhe kisi ne pucha nahi na jaane ki kisi ne koshish ki bus bol diya ki tu ye dharma ka hay or yha teri jaati hai. Parjab bade hokar main nay in zanjiro ko todna chaha to jana ki mere apne hi vo zanjeer bane baithe the. Jab vivas hokar mein chhat pataya to paya ki vah hati ki rassi jo zanjeer bane baithi thi vo tut *** Or tab samajh mein aaya ki us hathi ki rassi ki koi galti nahi thi vah to bus meri pariksha thi. Mein paida ** gaya us man ki kokh say jiska pati ka naam ye tha.
0
Oct 10, 2020
Oct 10, 2020 at 4:27 AM UTC
The Elephant Rope
Ha mene mehesus kiya Aas pass mere kisiki saasein chalti thi Udaas si wo baatein Krti thi Ha mene mehesus kiya Dur khi darwaje s aati uski udaas bhari aawaj Jese wo Khti Usko chahiye tera saath Bht sataane lgi thi uski rone ki awaaj Ha wo dikhti nhi thi Pr ha uske aas pass hone ka hota tha ahesas Uski udaasi bht satati thi or draati thi Mene pucha v kae baar khon ** tum q h dukh bhara tumhara aawaj Wo khti btakti si hu m ek aatma Jiski puri nhi hue aash Jiske sang hua vishwash ghat esliye drd bhara h Mera Aawaj Pta nhi bsh ** chla uspe viswash Ha lr pari duniya s dene ko uska saath fir mil gya usko insaaf aazad hue pinjare s wo aaj Mila ush bhatakti aatma ko swarg m nivaash Or mushe hua sukh ka ehsaash
0
May 20, 2021
May 20, 2021 at 6:12 AM UTC
Aatma
Sifar se nayab banu, Tere tabeer ki malika rahu. Ye murad, ye hasrat hai meri Ulfat banke chhavu, hayaat me teri !! Mere nam ko tere nam se jodu, Ye khwahish hai adhuri. Talashna teri Khushiyon ko, hai trishna meri Ulfat banke chhavu, hayaat me teri !! Khuda se pucha, kya hai maqaam mera? Us khuda se pucha, kya hai maqaam mera? Bole mehr-o-maah... Tera dil, tera aashiyana kre tammana meri Ulfat banke chhavu, hayaat me teri !!
0
Jul 16, 2020
Jul 16, 2020 at 1:42 PM UTC
Murad
Kisi ne pucha humse , Ki kyu aaj bhi tumhare , Har duaao Mei us shaks Ka naam hota h aur uski khushiya , Jo tumhe yuh tanha chod gaya , Aapno ka Kyu nahi?? Humne kaha , Chod vo Gaye h hum toh nahi, Aur aapno ke liye hum h Aur unke liye humari duaaye!
0
Sep 13, 2020
Sep 13, 2020 at 10:24 AM UTC
Untitled
Suno , Saath Dene ka vada tumne kiya tha, Nibha hum rahe hai😓 Jab man Kare toh vapas aa Jana , Kyu ki intazaar ab bhi tumhara hum Kar rahe hai. Pucha tha tumne ek sawal, "Tumhare Dil ka darvaja humesha khula rehega n mere liye " Toh sun lo javab abhi "Ha" hai Kyuki tumhara intazaar abhi hai😥
0
Sep 8, 2020
Sep 8, 2020 at 12:44 AM UTC
Saath ♥️