Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"mujhse" poems
Meri zindagi aaj udas hai, Ye Khushi ke pal bhi mujhse nirash hai, Tut jate hain wo har sapne, Jab tutata kisi ka vishwas hai, Jab tutata kisi ka vishwas hai.... wo khile Phul aaj murjha gye hain tujhe yaad kar, Kyon ojhal ** gye ** tum in aankhon me aansoo bhar, Sisak-sisak ke puchh raha hai ye dil mera, Kyon juda ** gye wo meri hansi bankar, Meri hansi bankar... Us andheri raat ko bhi teri raushani ka intejar hai, Tujhe dekhne ke liye mera dil bhi beqarar hai, Na chhup jana un ghane badalon me, Ye sochkar ki meri muskurahat kisi ke liye khash hai, Kisi ke liye khash hai... Ban jaoo teri aansoo teri aankhon me hi mera wash ** Khushi ** ya ** gam, Har waqt har pal tujhe mera saath ** Es pal ko bhi us pal ki lagi aas hai, Meri zindagi aaj udas hai, meri zindagi aaj udas hai..
0
Oct 29, 2015
Oct 29, 2015 at 3:15 AM UTC
MERI ZINDAGI AAJ UDAS HAI..
Meri zindagi mujhse ruth *** ek  anjaan  bankar, Chhod kahan chali *** mera  dil  torkar, Tut gaye mere sapne sare ek  shisha  bankar, Rah gaye wo purane pal ab bas  ek  yaad  bankar, Aai mere jeevan me dard teri  judai  bankar, Tor diye sare rishtey mujhse meri  jahan  bankar, Rah jayenge ab hum tumhare bina bas  ek  gumnaam  bankar, Kyon de gye ** dard mujhe mere  hi  zajbaat  bankar, meri zindagi mujhse ruth *** ek  anjaan  bankar, ghabra jata hai dil kabhi kabhi yahi  baat  sunkar, Kab laut aayega wo pal ek  naya  sabera  bankar, Badh jayegi meri khusi Tumhare  sath  chalkar, tumhare  sath  chalkar.....
0
Jun 16, 2015
Jun 16, 2015 at 10:10 AM UTC
MERI ZINDAGI MUJHSE RUTH ***
Tere pyar ne mujhe pagal bna diya , Tujhme khoye hain hum es kadar ki, apna nam pata bhi bhula diya, Jawane Se chhupa ke ki tujhse mohabbat , Par tune mujhe jawane se hi begana bna diya, Tere pyar ne mujhe pagal bna diya.... Tere intezar me har pal ji raha hu ghut ghut ke, kaha chali gayi ** sanam tum mujhse ruth ke, ab to jine ka sahara hain bus teri ye yadein, Soch kar biti baton ko nam ** jati hai meri ye aankhen, Teri wafawon ne mera sab kuchh jala diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya. .. chalti raho me tujhe dhundh raha hoon, chand taro se tera pta puchh raha hoon, tune mere dil me ek jagah bna liya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya.... mat dena dhokha tum mujhe pyar me ai sanam nahi to tut jaunga, chhod tumhe mai es duniya se chala jaunga, laut ke phir mai kabhi na aaunga, tere esk me maine teri har kamiyo ko bhula diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya. .. yaadon ko teri  Manish  likh raha apni kalam se es tarah ki, teri nafrat ko bhi usne amrit bna diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya....
0
May 19, 2015
May 19, 2015 at 10:20 AM UTC
TERE PYAR NE MUJHE PAGAL BNA DIYA
Kis gunah ki saja tumne mujhe diya...? Ban ke bewafa tumne pyaar ko badnam kyon kiya....? Mila tumse mohabbat karne ka sila mujhe, Jite ji tumne mujhe ye judai ka zahar kyon diya...? Na karte pyar kabhi bhi tumse agar pta hota mujhe judai ka gam, Karke mujhe akela, kahan chale gye wo bewafa sanam, Kya duniya ki yahi reet hain...? Pyar aur Judai me aksar kyon judai ka hi jeet hain....? Kis janam ka badla sanam tumne mujhse liya...? Karke ghayal dil ko, mujhe akela yu chhod diya, Ab to ye duniya mujhe tane mar rahi, Kabhi laila majnu to kabhi heer ranjha ki pyar ki kahaniya suna rahi, Ja bewafa ja khush raho uske sath jise tumne apna bna liya, Dard dekar mujhe jo mere dil ko DARD -E- DIL bna diya, DARD -E- DIL bna diya.....
0
Jun 13, 2015
Jun 13, 2015 at 11:20 AM UTC
DARD -E- DIL
Ye hawayen kis or le jayengi mujhe, Kab tak tere ishq me tadpayegi mujhe, Na koi manzil na koi thikana raha mera ab, etna dard dekar, Kab aur kis mor pe tumse milayegi mujhe, Rukh tere pyar ka begana ** gya, nahi bhul sakta tujhe main kabhi bhi, Kyoki Tujhpar mera dil bhi deewana ** gya, Teri yaadon ne mujhe etna dard diya ki, Ab mere har lavj shayarana ** gya, Nahi dekh sakta main tera ye udas chehra Kyoki tumhari khushi hi meri muskan, Lag jaye tujhe ye meri sari umar Kyoki tum hi mere sapne aur tum hi mera jahan, Kyon ruth gya ye pal mujhse, Rone laga ye dil bhi jabse pyar hua hai tumse,
0
Jun 25, 2015
Jun 25, 2015 at 2:11 AM UTC
YE HAWAYEN KIS OR LE GAYENGI MUJHE
Tujhe pane ki khushi gam me badal *** Tujhe dekh gairo ke saath Teri yaad mujhe chhod chali *** Rula ke mujhko ai bewafa Tum kaise un palo ko bhul *** Adhuri hain duniya pyar bina, Adhure hain hum tumhare bina, Bata ke roya "MANISH "bhi apne dil ka hal, Chale gye wo chhodkar ek adhura sawal, Kaise jiyenge hum tumhare bina, Tere bina ye zindagi ko kya jina, Udas hain har lamha yahi sochkar, Kyon achanak chale gye mujhse mu'h morkar, Ye dhai akshar pyar ka kitno ko rula diya, Kisi ko kavi to kisi ko shayar bna diya, Kaise sahun ye dard teri judai ka, Kaise kate ye alam meri tanhai ka, yaad aayenge hum tumhe har pal, Tere bina ai zindagi kaise kate ye pal, Ye pal
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 12:48 PM UTC
JUDAI KA GUM
Dar lagne laga hai mujhe ab har khawab se Ki kahin chhut na jaye tera sath, Kab aayengi laut ke wo khubsurat pal Jab pakad ke chalenge hum ek dusare ka hath, Na aane denge gum kabhi tere jeevan me Bna denge tere har dard ko khushiyo ki raat, Koi nahin mere zindagi me siwaye tere bina Jaan lo tum, Ye dil dharakta hai to sirf tumhare liye Ese maan lo tum, chhodenge na sath tumhara saton-janam o humsafar Kyoki meri pahchan ** tum, Kyun nahi Kah deti ik bar mujhse ki Sirf tere hain hum, sirf tere hain hum ..... Kash! tum hoti mere samne Karte ek dusare se baat, Har pal rahta hai mere aankhon ko teri hi talash, Bujhake pyaas mere dil ki pakad lo mera hath, varshon se baithe hain hum esi intezar me ki Kab milega mujhe tere sath ye tera sath
0
Jul 12, 2015
Jul 12, 2015 at 10:44 AM UTC
KAHIN CHHUT NA JAYE TERA SATH...
In labon ki khushi byan karta *** Mai tumse pyaar karta *** Ai khuda, na chhin lena ye lamha bhi mujhse, kyoki Dil ke mandir   me mai unhe bhagwan ki tarah pujta *** In labon ki khushi byan karta *** Apni tasveer unhe samjhta *** Jab nind se band ** jati hai ye aankhen, Mai sapno me bhi unhi ka intezar karta *** In labon ki khushi byan karta *** Apne jeevan ki dor unhe samjhta *** Unki muskurahat na chhute kabhi unke othon se, isliye Har roj mai unki khushi ke liye dua karta *** In labon ki khushi byan karta *** Apne aankho ke aansoo unhe samajhta *** Wo Hamesha en aankhon me chhalakati rahe, Isliye Hum Hamesha unki yaad me rota rahta ***
0
Nov 13, 2015
Nov 13, 2015 at 10:31 AM UTC
LABON KI KHUSHI...
Yaad aata mujhe tera ye Khubsurat chehra, Kab tak rahogi yu dur mujhse, Laga ke mere Dil pe apne pyaar ka pahera, Baitha hoon esi intezar me, Dekhlu tujhe ji'h bhar ke main, Kho jau es kadar tere pyaar me, Tera **** hain khusboo, Teri mohabbat hain lahera, Yaad aata mujhe Tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra....... Kaun sulajhaye es paheli ko, Jab roti hain aankhen, Tab dard hota hain es dil ko, Mere dil-o-dimag pe ab teri yaadon ka pahera, Yaad aata mujhe tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra.........
0
Jun 8, 2015
Jun 8, 2015 at 12:10 PM UTC
........TERA YE KHUBSURAT CHEHRA
juda hoke tujhse tut jayenge hum , Tere bina o sanam ab mar jayenge hum, O hawa tham ja jara ye to bata de Kab ek- dusare se mil payenge hum , tere bina o sanam ab mar jayenge hum.... zindagi ki dor se tum bandhe ** Bata do sanam tum mujhse kyon ruth gye ** Tujhe pane ke liye har dukh sah jayenge hum Tere bina o sanam ab mar jayenge hum. .. ... Khud me dhundhane laga hoon tujhe , Jaan se bhi jyada chahne laga hoon tujhe Tu meri kismat me nahi to kya hua, Teri yaadon ko hi apna zindagi banayenge hum , Tere bina o sanam ab mar jayenge hum. .. .. Rone lagi kalme bhi meri teri yaadon ko likh kar, Hansne laga jawana bhi mere dil ki baat soon kar, Najane tujhe pane ke liye kitne thokar khayenge hum, Tere bina o sanam ab mar jayenge hum. .. tujhe to meri yaad bhi na aai , kaise katengi ye meri tanhai, tanha yu akela es duniya se chale jayenge hum, Tere bina o sanam ab mar jayenge hum. .
0
May 21, 2015
May 21, 2015 at 9:13 AM UTC
TERE BINA O SANAM AB MAR JAYENGE HUM
Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tere dil me rahna hai, Na ruth jana kabhi mujhse, Kyoki tera banke jina hai Mujhe tera banke hi mar jana hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe tera aansoo banke bahna hai, na bna sako mohabbat mujhe to gam hi bna lo, Kyoki tere dard me bhi mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe teri muskurahat banke tere labon pe rahna hai, banke kajal teri aankhon ka mujhe har waqt teri aankhon me hi rahna hai, Teri aankhon me hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tera khwab banke rahna hai, Jab gahari nind se band ** jaye ye palaken teri, teri un mitthe khwabo me apne dil ki baat kahna hai, mujhe apne dil ki baat hi kahna hai,
0
Jul 7, 2015
Jul 7, 2015 at 8:45 AM UTC
MUJHE KUCHH KAHNA HAI...
Jab  jab  teri  yaad  aai  mujhe mere  dil  ko  bechain  kar  diya, Lut  ke  us  hasin  pal  ko mere  khushi  ko  gam  me  badal  diya, Ye  pal   najane  kyon  khafa  hai    mujhse Bna  ke  tumhe  zindagi  meri mujhe  tumse  dur  kar  diya, mujhe  tumse  dur  kar  diya, Tere  bagair  jine  se  achha  hai  ye  maut  sukun  ka, Kash!  laut  aati  wo  khushi  ke  do  palmit  jatein  dard  teri  judai  ka, Bhar  ke  aansoo  mere  aankhon  me Kya  khub  tune  mohabbat  ka  sila   diya, Kar  ke  waadein  sath  nibhane  ka mujhe  jo  yu  anjaan  rahon  me  akela  chhod  diya, akela  chhod  diya.....
0
Jun 18, 2015
Jun 18, 2015 at 12:48 PM UTC
JAB JAB TERI YAAD AAI
Kaun si mujhse khata ** *** , Bata do sanam kyon mujhse khafa ** *** Maine to dil me basaya tujhe bhagwan ki tarah, Batado sanam kyon mujhse juda ** *** Pyar to samundar hain , kaha dhundu tujhe, Nazane kab aur kis mor par milogi mujhe , Mere aankhon me aansoo dekar, Mere dil ko ek saza de *** Batado sanam mujhse kyon juda ** *** Teri muskurahat meri dil ki khushi thi, teri aansoo mere dil ka dard, ab to teri yaadein meri dard ki dwa ban *** Batado sanam mujhse kyon juda ** *** mere har ek baaton me bas tum hi tum, mere khayalon me bhi bas tum hi tum , Najane kyon meri zindagi mujhse etni dur chali *** batado sanam mujhse kyon juda ** *** mujhse kyon juda ** *** ..?
0
May 19, 2015
May 19, 2015 at 10:10 AM UTC
MUJHSE KYON JUDA ** ***
Darr lagta hai, ki Kahi Tumhe kho na de hum, Shabdo Mein byaan Nahi kara ja sakta Yeh pyaar, Aasuyo Mein behaya hua dukh, Hasi Mein chupaya hua dard, Zubaan par aane se darta hai, ki kahi tumhe kho na de hum. Anjaani raaton mein jab mile tum, Toh Aisa laga, Sansaar mil gaya, par yeh dil hai ki maanta Nahi, Nikamma banakar dukh deta raha, Kyunki darr hai tumhe kho na de hum. Iss aakaash ke soonepan se tanha hai Yeh Dil, Ki kabhi tumse duuriya na badh jaaye, Jag ne cheena mujhse, Mujhe ** bhi laga pyaara, Hoontho se chuloo tum, Mera geet Amar kar lo. Na ruthne ka dava kiya tha, par wafa Toh Hona hi tha, Kya hua tera vaada, voh Kasam, voh irada, Voh kehne vaale, Mujhe 'fareebi' , Kon farebi hai Yeh bata, Voh jisme gam liya pyaar ke khatir, Ya jisne pyaar ko bech diya? Shama chahte hai, kyunki darr se darr te hai.
0
Mar 22, 2015
Mar 22, 2015 at 2:47 PM UTC
Darr.
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

Continue reading...
72
Har haal mein hum khush reh le, Gujarish hai bs mera humsafar har janam mile. Tabeez bnkar har buri nazar se mai unhe bacha lu, Apni har saans mai har janam unke sang likh du. Ye saanse agar tham bhi jayein, Aye mere sanam aap humesha mere sang rahein. Ye uljhi hui haathon ki lakeer, Aapke aane se sajti hai taqdeer. Mere rom rom bs ek hi hai naam, Aye khuda padh le mere naam se aaya paigaam. Daaman failaye fariyaad hai tujhse, Humesha jode rakhna mujhe unse. Wo mile sab kuch paa liya maine, Aur kuch na ab mujhe chahiye. Ankhiyon ko sukoon milta, Jab chehra unka dikh jaata. Is rani ki jaan tou hai wo raja, Unhi ki badault meri maang mein sindoor saja. Har koi chahta hai us aasmaan ke chaand ko, Mera chaand tou mere paas humesha ** Sajda karu mai unki is rooh ko, Suche moti se bhi saacha hai unka dil wo. Poori kayenaat samet ke meri jholi mein daal di, Is dil ki saanse tou us dil se humesha humesha ke liye judi. Wo saath hain tou mera khuda hai mere pass, Behad pyaara hai unka aur mera dil ka har ehsaas. Jab raakh ** jayegi ye kaaya meri, Mujhe har pal sukoon pahuchayegi awaaz wo teri. Saanse rahe na rahe mere saathiya, Humesha mere sang rehna mere mahiya. Jab umar ki ye naiya bhawar badal legi, Chehre ki chamak apne rang badal degi. Fir bhi aap humesha mere sang rehna, Mujhe aapse bs yahi hai kehna. Bikhre bikhre se they hum pehle, Aapke aane se is zindagi mein phul khile. Mere pass shabd hi nahi hain ki kaise us uparwale ka , Mai shukriya ada karu? Aap mile sab kuch mil gaya. Jab ye waqt khafa hone lagega mujhse, Ye duniya bhi saath chhor degi aas rhegi tujhse. Har kadam par saath rehna mere sanam, Tere siwa koi nahi hai mera humdum. Ye qismat humari bhut khel hai khelti, Dil ki dadhkane har pal aapko talaashti. Chahe kaisa bhi ** manjar, Zameenein hongi banjar. Tab bhi mere sang rehna. Bs yhi hai aapse kehna. Aapke ye ardhangini humesha hai aapke saath, Haathon mein liye hardum aapka haath. Chahe waqt badle ya taqdeer khel khele, Har pal aapki biwi milegi aapko lagaye seene se . Kuch nahi chahiye humein, Neele gagan ke neeche kahin bhi aapke sang rehle. Bs aap saath rehna, Itna hi mujhe kehna.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:47 AM UTC
Humesha mere sang rehna bs yahi hai kehna

56
Chand ko dekhkar yaad tumhari aati hai, Chand ki chandni b sath rahkar door hojati hai, Chand ne auron ko to khush rakhti hai chandni apne ujale se, Par chand se poocho jara k vo usk paas kab aati hai ?, Raat bhar jagkar jo duniya ko roshan karta hai, Andar hi andar vo bhi judai ki aag me jalta hai, ** kar rahe ae mere khushiyon k maalik tum bhi kuch aisa, Mai dhoondhta rahta hu tumko paas apne, Aur tum kahiin door nikal jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun khataye meri tumhe har baar dikh jati hai, Kabhi paas aakar to dekho mai kitna gunahgaar hu, Tum to ruswa ** jate ** bewajah mujhse, Aur na ki hui khata ki saja mujhe de jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Choot jate hai jo judai ki maar se mai vo dil ka saudagar nahi, Tum to bas kuch pal bitakar sath me fir se meri duniya ko banjar bana jate ** Kabhi tum bhi mujhe aaajma kar dekho kareeb se, Kyun door rahkar mujhe doori ka ehsaas kara jate ** ** tum hi sirf meri jindagi me jise chaha dil ki har khwahish se, Aur tum ** k gairon ko mera batakar rooth jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Mai nai hu vo jise duniya dil parast kahti hai, Mai to deewana hu tumhari har baat ka, Fir bhi na jane ku roothkar tapadne k liye chod jate ** Ban jaun ttera har pal ka sathi, Kyun aisi koi saja nahi, Jindagi bhar rone k liye, Har baar kyun tanha kar k chale jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun bhool jate ** k mai bhi hu tumhari raah me, Khada hi aankhen band kark tumhe paane ki chah me, Akhir aisa bhi kya k mere rone se bhi tum rooth jate ** Mujhe apna banakar pal bhar me paraya ban jate ** Fir bhi na jaane ku chaand ko dekhkar yum yaad aate ** i love you alot. N you are my only wish, need n reason. Trust me i love you n only you. Please my sweet heart marry me. I cant live widout you n our baby.
0
May 11, 2019
May 11, 2019 at 8:04 AM UTC
Chand ko dekhkar tum yaad aate **

37
Laut aai wo khushi phir se, Pyar karne laga hoon main tumhe dil se, Kardoo apne in labjo se teri tarif, Kho jaun teri yaadon me, Mangloo tujhe main us rab se, Mere dil ko talash hai teri, nahi ji'h sakta main tere bina, Kyoki tum sans ** meri, Teri suni sapno ko bhi hasin banayenge hum, Kyoki tum to jahan ** meri, Chum loo tere in khubsurat othon ko likh doo apne dil pe tera naam, Bna loo tujhe hamsafar apni ** jaun tere ishq me badnaam, Nikale dua teri khushi ke liye mere rag-rag se, kah do ekbar mujhse Pyar karte hain hum bhi aapko dil se, dil se........
0
Jun 30, 2015
Jun 30, 2015 at 7:03 AM UTC
LAUT AAI WO KHUSHI PHIR SE....
payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** mamta ki sarowar me dub jana chahta *** yein duniyan ki rasme se parein hona chata *** is jhut ki nagri se niklna chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** yein badal tu mujhse kyun puchh raha h tu bhi to maa ki mamta ko chahta h tabhi to pani bankar maa ki god me barasta h mai bhi apne aansu maa ki god me bahana chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta *** yein pat tu mujhse kyun puch rahan h tu bhi to maa ki god me samana chahta h kabhi patjhar, to kabhi aandhi ke karan maa ki god me aana chahta h mai bhi apne mastak maa ki god me girana chahta *** payar ke do lamhon me kho jana chahta *** maa ke aanchal me so ja jana chahta ***
0
May 15, 2015
May 15, 2015 at 3:44 PM UTC
maa
Tu meri aakhiri abhilasha, Pyar karle tu mujhse jara sa, etna bhi mat ban anjan tu, waqt dede apna thora sa, Tu meri aakhiri abhilasha, Tu meri aakhiri abhilasha. ... wothon par meri muskan teri hain, **** me mere jaan teri hain, Dil to samjhta hain sirf pyar ki bhasha, Tu meri aakhiri abhilasha. .., Tere bin sari duniya suna sa, Rahne laga hoon main mra mra sa, Mud ke dekh lo sanam jara sa, tu meri aakhiri abhilasha, tu meri aakhiri abhilasha.. .. .. Jab se tera main ** gya hoon, tere khawabo me kho gya hoon, Kyon khafa ** mujhse bata do zara sa, tu meri aakhiri abhilasha.. ., tere dard ko maine apna bna liya, apni sari khushi tujhpe luta diya, Kyoki do dilo ka milan hi hota hain pyar ki paribhasha, Tu meri aakhiri abhilasha, tu meri aakhiri abhilasha.. ..
0
May 21, 2015
May 21, 2015 at 9:15 AM UTC
ABHILASHA
DEAR GALTI MERI THI USNE MUJHE CHAHA HI NAHI MAI CHAHAT SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USKI PAL BHAR KI MUSKURAHAT KO PYAR SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI WO TO HAR BAAT PAR HAA KARTI THI MAI HI IQRAR SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USNE MUJHSE JYADA AHMIYAT DI MERE DOSTO KO MAIN USKI YE AADDA MAJAK SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USNE KAHA V THA KOI AUR HAI USKI ZINDGI ME MAI HI KHUD KO USKI ZINDGI SAMAJH BAITHA...... GALTI MERI THI .............. ........ .... WRITTEN BY : PANKAJ KUMAR RAI (BABA)
0
Nov 24, 2013
Nov 24, 2013 at 11:24 AM UTC
A TRUE LOVE POEM
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
Bikhar se gye ye Pal mere khushi ke Unke chale Jane ke baad, Nikal gye en aankho se aansoo Unki yaad aane ke baad, Aaj nazane kyon khamosh Hai ye dil mera Unka sath chhut Jane ke baad, Pal Pal kuchh tutne ki aawaj sunai de rhi mujhe Sab kuchh tut Jane ke baad, Hansu to Kaise Hansu jab meri Hansi hi chali gyi mujhse Ruth Jane ke baad, Ye ek ek Pal ek saal ki Tarah Kat rahi Hai Jabse chhut gya unka sath, Ai Hwa zara unse kah Dena ki mere kabra par ek phul chadha Dena Mere saans tutne ke baad, Mere sans tutne ke baad....
0
Feb 27, 2017
Feb 27, 2017 at 7:00 AM UTC
BIKHAR SE GYE YE PAL MERE KHUSHI KE...
Tujhe laga jo ** ki hai tujhe mujhse pyaar, Jaan, tujhe badi galatfehmi thi. Tujhe laga jo ** ki hai mujhe tujhse pyaar, Jaan, tujhe bada sahi laga. Tujhe laga jo ** ki hona mera kuch nahin, Jaan, tujhse badi koi buddhu nahin. If you felt that you indeed loved me, Baby, you're a girl so naïve, If you had felt that I had loved you, Baby, you felt just so true. If you felt that I am just a sore loser, Baby, none is dumber than you. You're the dumbest – yeah you read it right, For you got scared of an imaginary tempest, You deserve for yourself not me but the best, For you, the best is that fair bit less than me. Some sorry loser will be yours – I'm outta it!
0
May 24, 2016
May 24, 2016 at 12:50 AM UTC
Tu Mera Pyaar – Kabhi Nahin | You My Love – Never Ever
Tuesday 7:57 pm 15/3/2016 Woh jaa chuka hai… Laakh koshish kar lunn, Woh na rukha… Woh nahi rukega.. aab kabhi Kitna bhi usse yaad kar lunn.. Woh jaa chukka hai..! Woh na aab kabhi ageyega Rutha jo hai mujhse bahut, Shayed nafrat bhi aab, pahele se zaida karne laga hai… woh jaa chukka hai…! Haan maine koshish ki hai ussko, Bahut bhulane ki… par sab bhul jaati *** Shivayen uss ke… 2 saal ** gayen inn baton ko yaad kar ke, Ki kabhi na kabhi aa hi jayegaa woh! Woh yaadein jo chah kar bhi, Kabhi bhulne hi nahi diya. Jaane kya pata… ye pyaar hi tha Yaa fhir ekh sapnaa… Woh jaa chukka hai!
0
Mar 28, 2016
Mar 28, 2016 at 3:23 AM UTC
woh jaa chuka h... (part- 1)