Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"mujhe" poems
Mujhe tumse pyar hai, Ye dil tere liye hi beqarar hai, Jab nind se band ** jati meri aankhen, Es khubsurat sapno me bas tera hi intezar hai, Tujhe dekhlu ek bar yahi chahat hai meri, Tujhse pyar karun ji'h bhar ke yahi khawaish hai meri, Mang lu tujhe main rab se Kyoki tum to zindagi ** meri, Kitna hasin banaya tujhe us rab ne, ** gya *** deewana tera dekha tujhe maine jab se, Chand sa pyara chehra tera, Pariyon si teri muskan, na jana mujhe chhodkar, o hamsafar ban ke meri jaan, Es suni si duniya ko meri hasin bna do, Ban ke meri zindagi mujhe apna bna lo, Kah do ekbar mujhe ki "main tumse pyar karti *** Har waqt teri yaadon me kho kar "main tera hi intezar karti *** Luta denge apni sari khusi tujhpar, Main pyar karta *** tujhse yakin kar mujhpar, Yakin kar mujhpar.....
0
Jun 15, 2015
Jun 15, 2015 at 11:55 AM UTC
CHAHAT TUJHE PANE KI....
Sapne dikha kyon tor diya , Waada kar sath nibhane ka Manzil se pahle hi kyon chhod diya, Ab tujhse sare ristey tod denge hum , Mohabbat chhod denge hum, Mohabbat chhod denge hum. ... Ab to akele rahne ki aadat si ** *** hain , Tujhse to mujhe ab nafrat ** *** hain, Kisi ko ab apna dil na denge hum, Mohabbat chhod denge hum, mohabbat chhod denge hum, Tune mujhe aisa thokar mara ki muskurana bhi bhul gya hoon, Apne dard ko hi pyar samajh raha hoon, Ab tere pyar se bhi mu'h mor lenge hum, Mohabbat chhod denge hum, mohabbat chhod denge hum. ... .
0
May 19, 2015
May 19, 2015 at 10:15 AM UTC
MOHABBAT CHHOD DENGE HUM
Meri zindagi mujhse ruth *** ek  anjaan  bankar, Chhod kahan chali *** mera  dil  torkar, Tut gaye mere sapne sare ek  shisha  bankar, Rah gaye wo purane pal ab bas  ek  yaad  bankar, Aai mere jeevan me dard teri  judai  bankar, Tor diye sare rishtey mujhse meri  jahan  bankar, Rah jayenge ab hum tumhare bina bas  ek  gumnaam  bankar, Kyon de gye ** dard mujhe mere  hi  zajbaat  bankar, meri zindagi mujhse ruth *** ek  anjaan  bankar, ghabra jata hai dil kabhi kabhi yahi  baat  sunkar, Kab laut aayega wo pal ek  naya  sabera  bankar, Badh jayegi meri khusi Tumhare  sath  chalkar, tumhare  sath  chalkar.....
0
Jun 16, 2015
Jun 16, 2015 at 10:10 AM UTC
MERI ZINDAGI MUJHSE RUTH ***
Meri muskurahat sirf tum se hai, Meri khushi sirf tum se hai, Kyon anjaan banke itna tadpate ** mujhe ye jaankar bhi ki, meri zindagi sirf tum se hai, meri zindagi sirf tum se hai... Aankhen nam kar kahan chale gye tum yu bnake mujhe zinda lash, sisak-sisak ke ro rha dil ye mera banke wo dardila aawaj, ye phulo ki khushboo sirf tum se hai, meri zindagi sirf tum se hai, meri zindagi sirf tum se hai...
0
Sep 28, 2015
Sep 28, 2015 at 11:51 AM UTC
MERI ZINDAGI SIRF TUMSE HAI....
Mere sapne kyon tut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Dekar shila mohabbat ka mujhe, Wo meri hasti kyon lut gaye, Kyon aaye wo meri zindagi me Jab mujhe chhod ke jana hi tha, Karke waadein pyaar ke Jab sath nibhana hi na tha, Do pal ki khushi unke sath, najane kahan chhut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Tor late tare bhi hum unke liye us nile aasman se, Mit jate hain nafrat bhi es dhai akshar ke naam se, Aashiyana hamare pyaar ka najane kis samundar me dub gaye, Wo humse kyon ruth gaye, Ro diye hum bhi use yaad karke, Kahan chale gaye wo mujhe barbaad karke, Chale jayenge es suni duniya ko chhod Rah jayenge tere liye hum bas ek khwab banke, Pyaar ke kacche dhage aaj tut gaye, Wo humse kyon ruth gaye, wo humse kyon ruth gaye.......
0
Jul 1, 2015
Jul 1, 2015 at 8:17 AM UTC
WO HUMSE KYON RUTH GAYE......
Meri zindagi gumnaam ** *** tumse bichhar kar, Mar jayenge hum ab ro ro kar, Ye dil bhi najane kyon ruk ruk ke kah raha hai, Kyon rula rahe ** tum mujhe bar bar ek naya dard bankar, Ek naya dard bankar, Tum to bhul gye wo purani batein, Reh gye mere paas teri ye dard dene wali yaadein, Kyon jhuk jati teri ye nazare mujhe dekh kar, Bhula denge tumhe hum ek anjaan bankar, ek anjaan bankar..
0
Jun 26, 2015
Jun 26, 2015 at 10:38 AM UTC
GUMNAAM ZINDAGI.......
Maa ki mamta ko dekh maut v aage se hat jati hai gar maa apmanit hoti dharti ki chaati fat jaati hai ghar ko pura jeevan dekar bechari maa kya pati hai rukha sukha kha leti hai paani *** kar soo jati hai Jo maa jaisi devi ghar ke mandir me nahi rakh sakte hai wo lakho punya bhale kar le inshan nahi ban sakte hai maa jisko v jal de-de wo paudha sandal ban jata hai maa ke charno ko chukar paani Gangajal ban jata hai Maa ke anchal ne yugo-yugo se Bhagwano ko pala hai maa ke charno me jannat hai Girijaghar aur Shivala hai Himgiri jaisi unchai hai sagar jaisi gahrai hai dunia me jitni khushboo hai maa ke anchal se aaye hai Maa kabira ki sakhi hai maa tulsi ki chaupai hai meerabai ki padawali khusru ki amar rubai hai maa angan ki tulsi jaisi pawan bargad ki chaya hai maa ved richao ki garima maa mahakavya ki maya hai Maa maansarovar mamta ka maa gomukh ki unchai hai maa parivaro ka sangam hai maa rishto ki gahrai hai maa hari dubh hai dharti ki maa keshar wali kyari hai maa ki upma kewal maa hai maa har ghar ki phulwari hai Saato sur nartan karte jab koi maa lori gaati hai maa jis roti ko chu leti hai wo prasad ban jati hai maa hasti hai to dharti ka jarra-jarra muskata hai dekho to dur kshtiz ambar dharti ko sheesh jhukata hai Mana mere ghar ki deewaro me chanda si murat hai par mere man ke mandir me bas kewal maa ki murat hai maa saraswati lakshmi durga ansuya mariyam sita hai maa pawanta me ramcharit manas me bhagwat geeta hai Amma teri har baat mujhe vardaan se badhkar lagti hai he Maa teri surat mujhko bhagwan se badhkar lagti hai saare teerath ke punya jaha mai un charno me leta hu jinke koi santan nahi mai un maawo ka beta hu Har ghar me Maa ki puja ** Aisa sankalp uthata hu Mai dunia ki har maa ke Charno me ye sheesh jhukata hu.....
0
Aug 6, 2015
Aug 6, 2015 at 3:35 AM UTC
Maa - Part 2
Maa ki mamta ko dekh maut v aage se hat jati hai gar maa apmanit hoti dharti ki chaati fat jaati hai ghar ko pura jeevan dekar bechari maa kya pati hai rukha sukha kha leti hai paani *** kar soo jati hai Jo maa jaisi devi ghar ke mandir me nahi rakh sakte hai wo lakho punya bhale kar le inshan nahi ban sakte hai maa jisko v jal de-de wo paudha sandal ban jata hai maa ke charno ko chukar paani Gangajal ban jata hai Maa ke anchal ne yugo-yugo se Bhagwano ko pala hai maa ke charno me jannat hai Girijaghar aur Shivala hai Himgiri jaisi unchai hai sagar jaisi gahrai hai dunia me jitni khushboo hai maa ke anchal se aaye hai Maa kabira ki sakhi hai maa tulsi ki chaupai hai meerabai ki padawali khusru ki amar rubai hai maa angan ki tulsi jaisi pawan bargad ki chaya hai maa ved richao ki garima maa mahakavya ki maya hai Maa maansarovar mamta ka maa gomukh ki unchai hai maa parivaro ka sangam hai maa rishto ki gahrai hai maa hari dubh hai dharti ki maa keshar wali kyari hai maa ki upma kewal maa hai maa har ghar ki phulwari hai Saato sur nartan karte jab koi maa lori gaati hai maa jis roti ko chu leti hai wo prasad ban jati hai maa hasti hai to dharti ka jarra-jarra muskata hai dekho to dur kshtiz ambar dharti ko sheesh jhukata hai Mana mere ghar ki deewaro me chanda si murat hai par mere man ke mandir me bas kewal maa ki murat hai maa saraswati lakshmi durga ansuya mariyam sita hai maa pawanta me ramcharit manas me bhagwat geeta hai Amma teri har baat mujhe vardaan se badhkar lagti hai he Maa teri surat mujhko bhagwan se badhkar lagti hai saare teerath ke punya jaha mai un charno me leta hu jinke koi santan nahi mai un maawo ka beta hu Har ghar me Maa ki puja ** Aisa sankalp uthata hu Mai dunia ki har maa ke Charno me ye sheesh jhukata hu.....
Continue reading...
68
Tere pyar ne mujhe pagal bna diya , Tujhme khoye hain hum es kadar ki, apna nam pata bhi bhula diya, Jawane Se chhupa ke ki tujhse mohabbat , Par tune mujhe jawane se hi begana bna diya, Tere pyar ne mujhe pagal bna diya.... Tere intezar me har pal ji raha hu ghut ghut ke, kaha chali gayi ** sanam tum mujhse ruth ke, ab to jine ka sahara hain bus teri ye yadein, Soch kar biti baton ko nam ** jati hai meri ye aankhen, Teri wafawon ne mera sab kuchh jala diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya. .. chalti raho me tujhe dhundh raha hoon, chand taro se tera pta puchh raha hoon, tune mere dil me ek jagah bna liya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya.... mat dena dhokha tum mujhe pyar me ai sanam nahi to tut jaunga, chhod tumhe mai es duniya se chala jaunga, laut ke phir mai kabhi na aaunga, tere esk me maine teri har kamiyo ko bhula diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya. .. yaadon ko teri  Manish  likh raha apni kalam se es tarah ki, teri nafrat ko bhi usne amrit bna diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya, tere pyar ne mujhe pagal bna diya....
0
May 19, 2015
May 19, 2015 at 10:20 AM UTC
TERE PYAR NE MUJHE PAGAL BNA DIYA
Kis gunah ki saja tumne mujhe diya...? Ban ke bewafa tumne pyaar ko badnam kyon kiya....? Mila tumse mohabbat karne ka sila mujhe, Jite ji tumne mujhe ye judai ka zahar kyon diya...? Na karte pyar kabhi bhi tumse agar pta hota mujhe judai ka gam, Karke mujhe akela, kahan chale gye wo bewafa sanam, Kya duniya ki yahi reet hain...? Pyar aur Judai me aksar kyon judai ka hi jeet hain....? Kis janam ka badla sanam tumne mujhse liya...? Karke ghayal dil ko, mujhe akela yu chhod diya, Ab to ye duniya mujhe tane mar rahi, Kabhi laila majnu to kabhi heer ranjha ki pyar ki kahaniya suna rahi, Ja bewafa ja khush raho uske sath jise tumne apna bna liya, Dard dekar mujhe jo mere dil ko DARD -E- DIL bna diya, DARD -E- DIL bna diya.....
0
Jun 13, 2015
Jun 13, 2015 at 11:20 AM UTC
DARD -E- DIL
Ye hawayen kis or le jayengi mujhe, Kab tak tere ishq me tadpayegi mujhe, Na koi manzil na koi thikana raha mera ab, etna dard dekar, Kab aur kis mor pe tumse milayegi mujhe, Rukh tere pyar ka begana ** gya, nahi bhul sakta tujhe main kabhi bhi, Kyoki Tujhpar mera dil bhi deewana ** gya, Teri yaadon ne mujhe etna dard diya ki, Ab mere har lavj shayarana ** gya, Nahi dekh sakta main tera ye udas chehra Kyoki tumhari khushi hi meri muskan, Lag jaye tujhe ye meri sari umar Kyoki tum hi mere sapne aur tum hi mera jahan, Kyon ruth gya ye pal mujhse, Rone laga ye dil bhi jabse pyar hua hai tumse,
0
Jun 25, 2015
Jun 25, 2015 at 2:11 AM UTC
YE HAWAYEN KIS OR LE GAYENGI MUJHE
Meri aankho ka tara hi , mujhe aankhe dikhata hai Jise har ek khushi de di , wo har gam se milata hai Jubaa se kuch kahu , kaise kahu , kisse kahu maa hu Sikhaya bolna jisko , wo chup rahna sikhata hai || Sula kar soti thi jisko Wo ab shab bhar jagata hai Sunai loria jisko , wo ab taane sunata hai || Sikhane me usse kya kuch kami meri rahi sochu Jise ginti sikhayi galtiya meri ginata hai || Tu gahri chao hai gar zindgi ek dhoop hai Amma Dhara pr kab kaha tujh sa koi swaroop hai Amma Agar ishwar kahi par hai usse dekha kaha kisne Dhaa par tu hi ishwar ka koi roop  hai Amma || Naa ucchai sacchi hai naa ye aadhar saccha hai Maa koi cheej sacchi hai naa ye sansaar saccha hai Magar dharti se ambar tak yugo se log kahte hai Agar saccha hai kuch jag me to Maa ka pyar saccha hai || Jara saa der hone par sabhi se puchti Amma Palak jhapke bina darwaja ghar ka taakti Amma Har ek aahat par uska chouk padna fir duaa dena Mere ghar laut aane tak barabar jaagati Amma || **|| Puchta hai Koi Dunia me Mohabbat hai kaha Muskura deta hu mai or yaad aa jati hai Maa ||** Sulane ke lie mujhko to khud jaagi rahi amma Sirrhane der tak aksar meri baithi rahi amma Mere sapno me pariya phul titli bhi tabhi tak the Mujhe aanchal me apne le ke jab leti rahi amma || Badi choti rakam se ghar chalana jaanti thi maa Kami thi par badi khusiya lutana jaanti thi maa Mai khushhaali me bhi rishto me bas duri bana paya Garibi me bhi har rishta nibhana jaanti thi maa Laga bachpan me yu andhera hi mukaddar hai Magar maa hausala dekar yu boli tumko kya dar hai Koi aage niklne ke lie rashta nahi dega Mere baccho badho aage tumhare saath hai amma Kisi ke jakhm ye dunia to ab silti nahi amma Kali dil me ab to preet ki khilti nahi amma Mai apanapan hi akshar dhundta rahta hu rishto me Teri nischal si mamta to kahi milti nahi amma Gamo ki bheed me jisne hume hasna sikhaya tha Wo jiske dam se tufanoo ne apna sar jhukaya tha Kisi v julm ke aage kabhi jhukna nahi bete Sitam ki ummr choti hai mujhe maa ne sikhaya tha || ||
0
Feb 17, 2017
Feb 17, 2017 at 12:39 AM UTC
Humari Soch Aur MAA
Meri aankho ka tara hi , mujhe aankhe dikhata hai Jise har ek khushi de di , wo har gam se milata hai Jubaa se kuch kahu , kaise kahu , kisse kahu maa hu Sikhaya bolna jisko , wo chup rahna sikhata hai || Sula kar soti thi jisko Wo ab shab bhar jagata hai Sunai loria jisko , wo ab taane sunata hai || Sikhane me usse kya kuch kami meri rahi sochu Jise ginti sikhayi galtiya meri ginata hai || Tu gahri chao hai gar zindgi ek dhoop hai Amma Dhara pr kab kaha tujh sa koi swaroop hai Amma Agar ishwar kahi par hai usse dekha kaha kisne Dhaa par tu hi ishwar ka koi roop  hai Amma || Naa ucchai sacchi hai naa ye aadhar saccha hai Maa koi cheej sacchi hai naa ye sansaar saccha hai Magar dharti se ambar tak yugo se log kahte hai Agar saccha hai kuch jag me to Maa ka pyar saccha hai || Jara saa der hone par sabhi se puchti Amma Palak jhapke bina darwaja ghar ka taakti Amma Har ek aahat par uska chouk padna fir duaa dena Mere ghar laut aane tak barabar jaagati Amma || **|| Puchta hai Koi Dunia me Mohabbat hai kaha Muskura deta hu mai or yaad aa jati hai Maa ||** Sulane ke lie mujhko to khud jaagi rahi amma Sirrhane der tak aksar meri baithi rahi amma Mere sapno me pariya phul titli bhi tabhi tak the Mujhe aanchal me apne le ke jab leti rahi amma || Badi choti rakam se ghar chalana jaanti thi maa Kami thi par badi khusiya lutana jaanti thi maa Mai khushhaali me bhi rishto me bas duri bana paya Garibi me bhi har rishta nibhana jaanti thi maa Laga bachpan me yu andhera hi mukaddar hai Magar maa hausala dekar yu boli tumko kya dar hai Koi aage niklne ke lie rashta nahi dega Mere baccho badho aage tumhare saath hai amma Kisi ke jakhm ye dunia to ab silti nahi amma Kali dil me ab to preet ki khilti nahi amma Mai apanapan hi akshar dhundta rahta hu rishto me Teri nischal si mamta to kahi milti nahi amma Gamo ki bheed me jisne hume hasna sikhaya tha Wo jiske dam se tufanoo ne apna sar jhukaya tha Kisi v julm ke aage kabhi jhukna nahi bete Sitam ki ummr choti hai mujhe maa ne sikhaya tha || ||
Continue reading...
43
Tujhe pane ki khushi gam me badal *** Tujhe dekh gairo ke saath Teri yaad mujhe chhod chali *** Rula ke mujhko ai bewafa Tum kaise un palo ko bhul *** Adhuri hain duniya pyar bina, Adhure hain hum tumhare bina, Bata ke roya "MANISH "bhi apne dil ka hal, Chale gye wo chhodkar ek adhura sawal, Kaise jiyenge hum tumhare bina, Tere bina ye zindagi ko kya jina, Udas hain har lamha yahi sochkar, Kyon achanak chale gye mujhse mu'h morkar, Ye dhai akshar pyar ka kitno ko rula diya, Kisi ko kavi to kisi ko shayar bna diya, Kaise sahun ye dard teri judai ka, Kaise kate ye alam meri tanhai ka, yaad aayenge hum tumhe har pal, Tere bina ai zindagi kaise kate ye pal, Ye pal
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 12:48 PM UTC
JUDAI KA GUM
Akela ** gya hoon tere bin jab se tune mujhe chhod diya, Tor ke mera DIL mere pyar se jo yu mu'h mor liya, Jab jab dekhi tujhe ye meri udas aankhen, Chalak gye aansoo Jab yaad aai wo purani batein, Kaise mitaoo sanam tera ye bharam, Tujhe chahenge hum har janam, Teri khusi me maine apni khusi ko dhundh liya, Tu khush rahe sad'a eske liye maine rab se dua kiya, Ab saare dard -e- gum bhula diye hum, Tujhe chahenge hum janam -janam, Ab har o pal tere bin main dard bhari yaado ke saath ji'h raha hoon, Ekbar dekh lo mujhe ai jalim, Tu kisi ke saath muskura rahi aur main akela ro'h raha hoon, Puchh rahi ye duniya sari bewafa tum ya bewafa ** gye hum, Tujhe chahenge hum janam janam, Na mili mujhe tere sath jine ki khushi es janam to kya hua, Tut gye hain hum, dil ko mere bahut dard hua , Khush ** jayengi zindagi meri jab es duniya ko chhod chale jayenge hum o bewafa sanam, Tujhe chahenge hum har janam....
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 7:11 AM UTC
TUJHE CHAHENGE HUM HAR JANAM.....
Mujhe wo aksar kehta tha Muhabat kuch nhi hoti Hijar ka khauf be matlab Wasl k khwab bemani ... Nighaoon main koi soorat Kahan din rat rehti hai Usy q khamoshi kahain K jis main bat rehti hai Wo ankhain kaisi hoti hain? Jahan barsat rehti hai Yeh ansu bezaban ansu Bhala kya bol saktay hain Or uski narm palko pe nami Din rat rehti hai Mujhe wo aksar kehta tha Mohabbat kuch nahi hoti Magar jab aj barson bad Main ne usko dekha hai K uski jheel ankho main Hijar ka khof rehta hai Wasl k khwab rehtay hain Wahan barsat rehti hai Yun lagta hai k barson se Wo soya v nahi shayad Yun lagta hai kisi ki yada barson se Usy din rat rehti hai Or uski narm palkon pe Haseen saay be geelay hain Or uski khamoshi aisi k Jis main bat rehti hai Mujhe ab wo nahee kehta Muhabat kch nahee hoti.
0
Jan 20, 2016
Jan 20, 2016 at 3:38 PM UTC
MOHABBAT KUCH NAHI HOTI
Kagaz ki kashtiyon mein kai bar safar kar liya, ab ek lambi udan bhar lene do. Aj in bandhe hue pankhon ko khuli hava mein sans le lene do, kyunki ab girne ka khauff nahin raha. Daudne mein ab koi maza nahin hai, kyunki yahan to hava jaise tham si gayi ** Ab rukne ka bilkul man nahin raha, aj to toofanon mein sair karne lene do. Dayron mein rehte hue adhi zindagi guzar gayi, aj to un hadon ko par kar lene do. Dar dar ke kab tak khamosh rahoge dost, zameen par jeet jane mein kuch nahin rakha , aj to uchaiyon par jashn mana lene do. Unke chale hue raston ko kai bar nap liya, aj mujhe bhi apni pehchan bana lene do. Kismat ka rona to sabhi rote hain, aj mujhe bhi apne naseeb ka kora kagaz rang lene do. Kabhi kabhi to man karta hai ki un azad parindon ki tarah hava mein bas tairta hi reh jaoon. Asan to kuch nahin par sochta *** ki aj namumkin ko hi apna dost bana loon. Kitabon ke panne kafi palat liye, aj mujhe bhi do shabd likh lene do. Hans lene do jinhe hansna hai mere in mazboot iradon par. Kya samjhenege who is khuli udan ki masti ko, jinhe kabhi bharosa nahin hua khud par, aur hamesha rakha tha apne armanon ko pinjre mein kaid kar. Khule asman mein aj ek bar ud lene do, kya pata kal wahan bhi zaroorat se jyada bheed ** Kai dinon ke bad aj ek bar fir azad hone ka man kiya hai Tod do in bediyon ko, kyunki aj ek lambi udaan bharne ka iraada hai
0
Mar 23, 2011
Mar 23, 2011 at 9:20 AM UTC
Udaan
Kash tum meri zindagi me aae hi na hote, To shayad aaj ye akelapan mujhe mehsus hi na hota..... Mai akeli thi aur akelapan meri aadat ban chuki thi, Zindagi se koi ummeed bhi ni thi mujhe... Par jab tumne mera saath dene ka wada kiya, Man hi man mujhe apni zindagi se lagaav sa ** gya... Jine lagi thi mai, Zindagi se ummeedein rakhne lagi thi mai... Jo barish ki bunde mujhe kaaton ki tarah chubhti thi, Jiski awaaj mujhme ek bechaini si paida karti thi... Wo barish ki bunde mujhpe ab phulon ki tarah barasne lgi thi, Uski awaaj me mai saat suro ko mehsus krne lgi thi..... Kash tum meri zindagi me aae hi na hote, To is akelepan se koi shikayat hi na hoti.... Kash tm meri zindagi me aae hi na hote to is akelepan se koi ummeed hi na hoti.. Kash tum meri zindagi me aae hi na hote... Kash tum meri zindagi me aae hi na hote.....!!!!!!!
0
Mar 18, 2015
Mar 18, 2015 at 7:15 AM UTC
Akelapan
Dar lagne laga hai mujhe ab har khawab se Ki kahin chhut na jaye tera sath, Kab aayengi laut ke wo khubsurat pal Jab pakad ke chalenge hum ek dusare ka hath, Na aane denge gum kabhi tere jeevan me Bna denge tere har dard ko khushiyo ki raat, Koi nahin mere zindagi me siwaye tere bina Jaan lo tum, Ye dil dharakta hai to sirf tumhare liye Ese maan lo tum, chhodenge na sath tumhara saton-janam o humsafar Kyoki meri pahchan ** tum, Kyun nahi Kah deti ik bar mujhse ki Sirf tere hain hum, sirf tere hain hum ..... Kash! tum hoti mere samne Karte ek dusare se baat, Har pal rahta hai mere aankhon ko teri hi talash, Bujhake pyaas mere dil ki pakad lo mera hath, varshon se baithe hain hum esi intezar me ki Kab milega mujhe tere sath ye tera sath
0
Jul 12, 2015
Jul 12, 2015 at 10:44 AM UTC
KAHIN CHHUT NA JAYE TERA SATH...
Tanha yuhi kat jata safar agar tum sath na hote..... manzil yuhi rhe jaati agar tum sath na hote.... dekhu to duniya mai saari magar.... ye rang dekh na pau.... jee kar bhi is duniya me.... adhoora bin tere rhe jau.... ye baarish yuhi tham jaati ager tum sath na hote.... ye duniya meri tham jaati agar tum sath na hote.... me jaanu to duniya ko kaeyi naam se..... me jaanu mujhe bs tere naam se.... ye duniya na jaan paati mujhe.... jo ye lafz meri phechaan na hote.... ye naam yu he bikhar jata ager jo tum sath na hote.... hasti meri mar jaati ager tum phechaan na hote.... By : HR COLLECTION
0
Dec 18, 2015
Dec 18, 2015 at 2:47 AM UTC
Tanha safar
Yaad aata mujhe tera ye Khubsurat chehra, Kab tak rahogi yu dur mujhse, Laga ke mere Dil pe apne pyaar ka pahera, Baitha hoon esi intezar me, Dekhlu tujhe ji'h bhar ke main, Kho jau es kadar tere pyaar me, Tera **** hain khusboo, Teri mohabbat hain lahera, Yaad aata mujhe Tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra....... Kaun sulajhaye es paheli ko, Jab roti hain aankhen, Tab dard hota hain es dil ko, Mere dil-o-dimag pe ab teri yaadon ka pahera, Yaad aata mujhe tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra.........
0
Jun 8, 2015
Jun 8, 2015 at 12:10 PM UTC
........TERA YE KHUBSURAT CHEHRA
KYON ** gya mujhe ek ajanabi se pyar, Na jante hua bhi KYON hain ye dil usi ke liye beqarar, Karke bechain mujhe KYON hain mujhe har waqt usi ka intezar, Main nahi janta ki kaun hain wo, jo mujhe apne pyaar ka mujarim bna liya, Banake DEEWANA mujhe, mere kore sa dil pe apna naam likh diya, KYON aata hain mere sapno me uska dhundhlata chehra, Lagne laga ab har khawab sach mujhe, Kaha chale gye wo laga ke mere dil pe apne yaadon ka pahera, Har waqt muskura'h raha hoon jabse mujhe pyar hua hain, Kho gya hoon main usi ke yaadon me jabse use dil diya hain, KYON wo mere **** ka jaan ban *** hain, Karke pareshan mujhe meri jahan ban *** hain, KYON ye palakein nahi jhapakti jab use dekhti hain , Uske bina ye puri duniya suni lagti hain, KYON mangne lagta hoon use apne rab se, Dekha hain use aur pyar hua hain jab se.....
0
Jun 12, 2015
Jun 12, 2015 at 9:49 AM UTC
KYON.......?
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala usse jo heer samjha to mujhe ranjha bana dala mili mujhko na wo iss baat se shikwa nahi fir v usse pakar v naa paya ajab kissa bana dala ! akela jab v chalta hu tujhe hi saath pata hu jami se aashma tak mai tera ehshas pata hu khudaye ishq ne mujhpe v kya aisa sitam dhaya mai girna v jo chuahu to sada upar hi jata hu ! tujhe mai pyar se dekhhu ya nafrat ka hawala du jo jeevan me bhara ** tam to fir kaisa ujala du mujhe to ishq ne barbaad kar tara bana dala chamakta hu falak par mai jaami ko kya ujala du ! jaami se ashma ka ** safar tu saath chalta hsi bina tere mujhe jeevan v ab abhishaap lagta hai mujhe gum naa judai ka khuda meri yahi sun le naa tu mujhko samajhti hai naa wo mujhko samajhta hai !!!!
0
Mar 12, 2015
Mar 12, 2015 at 3:03 AM UTC
Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala
Mere Hujre maiN Nahi aur kahiN per rakhdo.... Aasman laye ** Le aao ZameeN par rakh do.... Ab kahaN dhuNdne jaogey humarey qaatil, Ap to qaatl ka ilzaam humi par rakh do... Usne kuch Taak pe tutey diye rakhe haiN, Chaand TaaroN ko le jaa kar wahiN par rakha do.... Kashti tera naseeb chamakdar kar dia, Is paar k thapedoN ne us par dia, Afwaah thi ki meri tabiyat kharab hai, LogoN ne puch puch k bimar kar dia... Do gaaz sahi magar ye meri milkiyat to hai, Aey maut tune mujhe zamidaar kar dia.....
0
Mar 1, 2016
Mar 1, 2016 at 12:28 PM UTC
**Aey maut tune mujhe zamidaar kar dia.....**
Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tere dil me rahna hai, Na ruth jana kabhi mujhse, Kyoki tera banke jina hai Mujhe tera banke hi mar jana hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe tera aansoo banke bahna hai, na bna sako mohabbat mujhe to gam hi bna lo, Kyoki tere dard me bhi mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe tere sath hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, Mujhe teri muskurahat banke tere labon pe rahna hai, banke kajal teri aankhon ka mujhe har waqt teri aankhon me hi rahna hai, Teri aankhon me hi rahna hai, Mujhe kuchh kahna hai, mujhe tera khwab banke rahna hai, Jab gahari nind se band ** jaye ye palaken teri, teri un mitthe khwabo me apne dil ki baat kahna hai, mujhe apne dil ki baat hi kahna hai,
0
Jul 7, 2015
Jul 7, 2015 at 8:45 AM UTC
MUJHE KUCHH KAHNA HAI...
Jab  jab  teri  yaad  aai  mujhe mere  dil  ko  bechain  kar  diya, Lut  ke  us  hasin  pal  ko mere  khushi  ko  gam  me  badal  diya, Ye  pal   najane  kyon  khafa  hai    mujhse Bna  ke  tumhe  zindagi  meri mujhe  tumse  dur  kar  diya, mujhe  tumse  dur  kar  diya, Tere  bagair  jine  se  achha  hai  ye  maut  sukun  ka, Kash!  laut  aati  wo  khushi  ke  do  palmit  jatein  dard  teri  judai  ka, Bhar  ke  aansoo  mere  aankhon  me Kya  khub  tune  mohabbat  ka  sila   diya, Kar  ke  waadein  sath  nibhane  ka mujhe  jo  yu  anjaan  rahon  me  akela  chhod  diya, akela  chhod  diya.....
0
Jun 18, 2015
Jun 18, 2015 at 12:48 PM UTC
JAB JAB TERI YAAD AAI
Tune mujhe rula diya, Waadein kar pyar ke, Ek pal me bhula diya, Yu to hum bhula dete tumhen, Lekin ye Kambakhat dil hain, Jo Tujhe yaad kar harbar Mujhe rula diya...... Dekho mujhe sanam Kitna udas hoon main, Jite hua bhi tere bina Ban gya ek zinda lash hoon main, Tor kar mere sare sapne tune, mere dil ko jakhmi bna diya, Tune mujhe rula diya..... Rota hain Manish dekh kar Apni tuti kalame, Kaise bhula di ai bewafa Wo bite lamahen, wo bite lamahen.... Gum aur Pyar ki ye kaisi Dosti, Koi kisi ko rula diya to Koi kisi ko hansa diya, Aajtak pura na ** saka kisi ka pyaar, Kyoki kisi ne pyaar ko hi adhura bna diya, tune mujhe rula diya, Tune mujhe rula diya.....
0
Jun 1, 2015
Jun 1, 2015 at 9:53 AM UTC
TUNE MUJHE RULA DIYA