Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"matlab" poems
Yun chala main in raston pe, Bhool gaya *** khud ko. Saathi kaun thay mere yaad nahi ab toh Bas koi dikhta hain door khada, halkisi muskaan lekar Aur nahi samjha kyun, main bhi muskaya aise bina wajah Par lagta hain ab aise ke, Shayad wo teri yaad hain Khoya main apne mein kuch aisa, Yaaron ka nahi hain pata Ghar se hoon itna door, ke ab woh bhi nahi yaad ata Woh gaana sunta jab, gungunta use awaaron jaisa tab Aur nahi samjha main, kyun gungunaya aisa bin matlab Par lagta hain ab aise ke, Shayad woh teri yaad hain Juda hunye hain hum, milte nahi hain ab hum Din guzre, beete hain ab saal Zindagi mein main apne khoya, tu apne Par phir bhi lagta, shaayad hum milte toh hoti duniya alag Hoti Manzil ek aur raaste ek, Aur hota ek saathi,jise karta nahi main sirf yaadon mein quaid
0
Sep 4, 2014
Sep 4, 2014 at 10:58 AM UTC
Shayad woh teri yaad hain (Maybe its your memory)
Mujhe wo aksar kehta tha Muhabat kuch nhi hoti Hijar ka khauf be matlab Wasl k khwab bemani ... Nighaoon main koi soorat Kahan din rat rehti hai Usy q khamoshi kahain K jis main bat rehti hai Wo ankhain kaisi hoti hain? Jahan barsat rehti hai Yeh ansu bezaban ansu Bhala kya bol saktay hain Or uski narm palko pe nami Din rat rehti hai Mujhe wo aksar kehta tha Mohabbat kuch nahi hoti Magar jab aj barson bad Main ne usko dekha hai K uski jheel ankho main Hijar ka khof rehta hai Wasl k khwab rehtay hain Wahan barsat rehti hai Yun lagta hai k barson se Wo soya v nahi shayad Yun lagta hai kisi ki yada barson se Usy din rat rehti hai Or uski narm palkon pe Haseen saay be geelay hain Or uski khamoshi aisi k Jis main bat rehti hai Mujhe ab wo nahee kehta Muhabat kch nahee hoti.
0
Jan 20, 2016
Jan 20, 2016 at 3:38 PM UTC
MOHABBAT KUCH NAHI HOTI
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

Continue reading...
72
Kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay kitnay waday torhay hein? kabhe pucha hay apnay app say kay kitnay logouin ka dill tora hay? kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay apne eik nazar say kis kis ko apne he nazrouin mein gerayya hay? - nae pucha nah? kese din pucho gay nah tou mrnay ka dill chahy ga, zindage kay naam say chirnay lago gay. Kabhe pucha hay kay tum Zindage kay naam per eik beyqaar zindage jee rahay hou? aur phir kehthy hou ''yaar kya krien zindage he esse hay''. Kabhe Zindagi ke kitaab ko khol kr tou dekho kya kya rakha hay uiss mein. Zindage bahot he haseen hay sirf hum masroof hein apne duniya mein wou duniya jis mein kuch nahe sawaye humaray. Ajj loug dusrouin ke mintein krtay hein kay ''ruk jau'' ''na jau'' jb kay mery khayaal mein ye loug bhul chukay hein kay '' jis ko jana hay uis ko jana hay chahy tum apne jaan kyun na deh dou''. Ajj tou logouin ke zindage andhere hojaate heh jab koe uinka ''dost'' ya ''yaar'' chor jaye aur wo uis khuda ko bhool jaatay hein jis nay uis ko usse ''dost'' ya ''yaar'' say milaya tha. Hum loug tou apnay Khuda ko bhe bhul chukay hein. Wo Khuda jis kay pass humnay waapis jana hay wo Khuda jis kay bagheir humare koe ukaat nae. Barhay Unchay gharouin mein reh reh kr apnay app ko Khudha samjhna shuru krdeya hay humnay. Ess zamaanay mein koe kese ka Dost nae hota barha Dost Dost krtay hou na jab doob rahay hou gay kudhe dekhna kay sab DOST tamasha dekh rahay hogein aur tum zindage ke tarf aanay ke bher-poor koshishein kr rahay hou gay, tab apnay app say puchna kay ye wo DOST thay jin kay leye tum apnay maa-baap say laray? uin kay samnay uncha bolay? sharmindage hoi? Ajj hum itnay ''self-obssessd'' hein kay dusrouin ko dekh kay lagta hay chunte jitni ukaat hay uiss ke. Hum apne he Duniya mein bahot dur nikal aayein hein, asal duniya say bekhabar, asal dostouin say hum la-taluq ** chukay hein. Hum ajj apnay app mein he kho chukay hein. Apnay rab ko humnay kho deya. Rab ko kho deya matlab Sub kuch kho deya ! tou abb hamaray pass koe raasta hay? -Haan wou rab 5 martaba bulaata hay tumhein apne taraf, jau uiss ke taraf aur apne ASAL ZINDAGE ke taraf waapse aou.
0
Sep 16, 2016
Sep 16, 2016 at 10:00 AM UTC
16-9-16

28
aur jab haath pakar ke tum bhole "Jungali, muje patha hai tum kya ** sab samaj mein aai tumhe tub bhi, aab bhi, matlab hi nahi koi kabhibi saai aiya ab kya se kya ker dala waqt, demaq, aur pyaar sab kala pyaar kiya tha mere se, hennah? per tumne humko such, much ker dala fanaa s.q.
0
May 3, 2015
May 3, 2015 at 2:51 AM UTC
Kabhibi?
Shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai, Jisk paas har khushi hoti hai , Ek apni hi jindagi hoti hai, Vo chalte hai jab jameen par, To duniya unk kadmon pe hoti hai, aur tu chahta hai man hi man kisi aise ko, Par tujhe pane ki chahat mere man me har ghadi hoti hai, Shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai.... jo rahte hai mahlon me, aur jinki duniya sitaron se saji hoti hai, vo khud hote nahi bheed ka hissa, balki unk liye kahin ek bheed lagi hoti hai, vo jindagi ko dekhte nahi, jindagi unk intjaar me khadi hoti hai, aur tu hai k unk liye sapne sajati hai, par tujhe pane ki chahat me meri jindagi thokar khakar gir chuki hoti hai, shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai...... bekar hi unka koi andaaj ku na ** kitna hi kathor unka dil ku na ** vo tujhe chahe na chahe kya fark padta hai, chahe kitne b magroor vo kyu na ** mere paak saaf dil me base pyar se tujhe kya matlab, meri jine ki wajah hi tu ku na ** to kya matlab, tere muh modne se meri saanse hi ku na ruk jaye, tujhe to hasrat hai sirf unki, duniya deewani hoti hai jiski, aur tujhe kisi aur ka hote hue dekhkar ye aankhen bujh chuki hoti hai, kuk shayad mai vo nahi jiski talaash har kisi ko hoti hai, par tum ** vahi jiski chahat meri jindagi hoti hai, shayad mai vo nahi jiski talaash har kisi ko hoti hai....
0
May 18, 2019
May 18, 2019 at 4:47 AM UTC
Shayad mai vo nahin jiski tumhe talash thi
Raat meh jab aankh lage Dil ka raang kaala Khaboon mein tum aake Apna ehsaas dilake Hoonton ki pyaas bhujake Ek lafs bole...."Kyun?" Ab iis ek shabd  ka jhawab nahi Iis dil ki pyaas ka matlab nahi Do jismoon ki batoon ki samaj nahi Tho kab hum bas karen? Kab iis kyun ko dafnaden? Kab iss sawal ka jawab nah dhoonden? Kab samje ke hum "hum" nahi ** sakthe? s.q.
0
Jul 27, 2014
Jul 27, 2014 at 1:40 PM UTC
Sawal
Har ishq ka ek waqt hota hai Woh hamara waqt nahi tha Lekin uska yeh matlab nahi kay woh ...ishq nahi tha (Urdu and Hindi) English Translation Every love has it's time That wasn't our time But that doesn't mean that it wasn't love
0
Feb 7, 2016
Feb 7, 2016 at 10:20 AM UTC
Untitled 155
Aaj phir se uthai Kalam hath me Kuch batane ka panno ko dil chahta hai, Labzo me jo baat keh naa saka Geet me gungunane ko dil chahta hai | Kaun kehta hai ki tujh se pyar karte hai log Bas jarurte puri karte hai log | Jab tak zinda hai sauhrate hai teri, Mare **** ko bhi kahan ghar me rakhte hai log | Na koi hai tera na tu hai kisika Jo chahe tuje tu ban jaa usi ka Khel matlab ka duniya ne khela sada hai Tu bhi hissa usika me bhi hissa usi ka Jala ke **** ko rakh baha de nadi me Aisi duniya se chutkara dil chahta hai Aaj phir se uthai kalam hath me Kuch batane ka panno ko dil chahta hai | Yun to chalti rahi jindagi na ruki, Koi aata raha koi jata raha | Kayi khel ke dil se mere khilone ki tarah Dil ko apne har dum behlata raha | Kisi ne chaha kisi ne toda muje, Me phir bhi sada muskurata raha | Kabhi roya kabhi sadme me beh gaya, Dil ko har baar apne behlata raha | Badi faramaush hai duniya samaj me gaya, Fir bhi kisi ko chahne ko dil chahta hai Aaj phir se uthai Kalam hath me Kuch batane ka panno ko dil chahta hai |
0
Feb 2, 2019
Feb 2, 2019 at 12:39 PM UTC
Pyar, dokha ya hakikat
"Hawa sang chalna seekh gayi ** Thora pankh faila udna bhi seekh jaoge, Jra azma ke deakh khud ko, Zindgi ka matlab seekh jaoge. Khush hoon jaan ke tum logon ko, Padna seekh gyi ** Thodi himmat rakh , Honsle ke kami nahi tujh me, Sar utha ke chala kro, Tumhe darna nahi kisi se.. Tum bholi si nanhi si, Payari si thi, Mma papa ki gudiya dulari si thi, Ankhon main anshoo a jate unki, Jab tum rote rote so jaati, Unki ladli payari si tum... Na jaane kab unki gudiya badi ** gayi, Unhe pata bhi na chala, Jiin hathon main kheli unhi se vida ** ke chal bhi bdi... Kya hi zindgi tumhe mili hai, kuch pal rahi mma papa sang, Begane aye tujhe le gye, Tere mma papa ko anshoo de gye... Hansti kehlti papa ke dil ka taara thi tum, Kuch khelne ko na hota, To papa ki peeth ki sawari thi tum... Papa ki beti aaj badi ** gayi hai, Kl thak jo roti lagti nanhi si, Bechari si thi , Aaj mma ki vo ladli sayani ban gayi hai... Gairon ko rehne de, Papa ka sar na jhukana kabhi, Bde laad payar se rakha hai tujhe, kabhi rulana na unhe... BEti tu lout ke jaldi aana tera intazar rahega, Teri maa royi to main sambhal lunga, Par tere papa roye to. tere siva koi chup karvane nahi ayega...
0
Sep 11, 2017
Sep 11, 2017 at 9:12 AM UTC
"PAYARI BITYA"
Aaj jab baat chaand sitaron ki hui hai, Tumhari Kashish or meri jo kadi hai , Makhmali or Masoom sa ye maine apni taraf se rishta baandha hai, Kya ye sahi hai ? Aaj jo tumne Chand baaten bina kahe hi Kahi hai, Bheegi hui inkaar me or pehele ke laparvah pyaar me ; Ye Jo halki par gehri drar hai, Kya ye sahi hai? Matlab hum galat the or tumhe Galatia pasand thi ! ha aaisa hi hai, Maana hum dube the itihaas me, Par man or beaten to tumhare hi Naam ki thi or Sab kuch tumhara kar Dia kehne pe, Fir bhi tumne Bina kuch kahe palla jhad Lia, Kya ye sahi hai? Kuch kehti kyun Nahi!
0
Sep 29, 2018
Sep 29, 2018 at 3:26 PM UTC
Kya ye Sahi hai
Jo kal mere sath sahmati ke Rangon ke kalaap sang hansi baant rahe the Wo hi aaj hansi ka mohra mujhe bana rahe the Mujhe apni batane ki sudh kaha Hansi mujhe aap mein aa rahi Duniya ke iss Jane anjane nasheeley baagaan ke beech astitva jiska khud hi dhuaan hai Kal gar jo mujhe rota hua tumne dekh liya Toh mat puchhna matlab uss nazare ka Wo nazara, jo meri ruh ko sula khud Ek naatak dikha raha hoga Iss badan ka.
0
Nov 29, 2019
Nov 29, 2019 at 10:28 AM UTC
Hansi
KHAMOSH REHANA HI , BEHTAR HAI LAFSO KA AKSAR LOG GALAT MATLAB, nikal te h
0
May 10, 2019
May 10, 2019 at 10:46 AM UTC
GALAT LOG
Yaha rishton ke jaal mee aapko fasaya jata hai... Aur jab aap uss rishte ke bandhan mee bandh gye aap toh aapko apne matalb ke liye uksaya jata hai.... Jab matlab bakhubi nikal jaye toh aapko wapes see bewakoof banaya jata hai... Aur yee silsila hai jaari iss duniyaan kaa waah re duniyaan tu bhi na jane kitne rang ek girgit kee tarah dekhata jata hai.... Na puchoo haal uss saksh kaa jo apne sakshiyat bhula kee dusre kee kaam aata hai... aur anntt mee usee saksh ko ek pagal kaha jata hai... Waah ree duniyaan tu bhi na janeee kitnee logic lgataa hai.
0
Oct 19, 2020
Oct 19, 2020 at 12:54 AM UTC
Waah re Duniyaan....
Intezaar hai woh lamhai Ka Bina Matlab Aap Hamai Yaad Karai Aisaai Bhi Kya Faasalai Huwai Ki Bina Matlab Hamsai Baat Bhi Nahi Karai. Waqt Abhi Bhi Hai Khuch Bakhi Bina Matlab Bhi Yaad Kiya Karai
0
Aug 18, 2020
Aug 18, 2020 at 12:42 PM UTC
Woh Lamhai