Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"kangan" poems
Payal ki chaan-chaan se chaanke khanke ban kangan oos ki bunde hai hum ladki man hai ek darpan, Humse hai ghar baar tumhara humse hai aangan oos ki bunde hai hum ladki maan hai ek darpan, Ladke hai wo prem ki jisme hum tasweer sajaate Haatho ki khalirekhao par hum kishmat ban jaate Humshe mahkata hai bachpan aur sajta hai yowwan oos ki bunde hai hum................ .........................................darpan Kabhi geet hai kabhi gajal hai aur kabhi angaar Hum khubi se nibha rahe hai apne sab kirdaar, Chand sitare choo aaye hum tood ke har bandhan oos ki bunde.......... ....................dhadkan Hum hi wo maa hai jisne iss dunia ko hai banaya Patni Bhabhi Bahna Beti ke rishto se hai sajaaya Mat raundoo hum kalio ko Mit jaayega Uppwan oos ki bunde hai hum ladki maan hai ek darpan.... (DEDICATED TO EVERY GIRL)
0
Feb 5, 2015
Feb 5, 2015 at 9:40 AM UTC
....Oos Ki Boonde Hai Hum Ladki....
Aa ab laut chalein apne ghar Aa ab laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha teri shetaniyon ka manzar tha Jaha pyar ka samndar tha Jaha thak kar sona ata tha Jaha har kona muskurata tha Jaha beeta har din yadgaar tha Jaha ka har pal suhana khwab tha Aa laut chalein apne ghar ab bht taay kar liya yeh safar jaha khul kar tu bhi hansti thi jaha muskura mein bhi leta tha jaha teri badmashiyo mein bacha me bhi bann leta tha jaha naachti tu thi aur jhumta me tha jaha bachon si ladhai aur dil ka mehal tha jaha na kabhi dur hone ka dar na adhuri koi aas thi jaha sath beshumar tha aur poori har saans thi jaha rote rote hans dete the hum na koi fikar ki bat thi jaha ghanton batein karte the hum ghadi ki sui na humare sath thi Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha tera kam se ana tha Phr mujhko gale lagana tha Jaha teri bematlab ki baton me Mera kahn gum hojana tha jaha har sapna jee rahe the hum jaha nahi thi kisi ki koi sharam jaha dikhawa koso tak na tha har jagah tha bass pagal pan Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar jaha jhagde bhi suljhe se the jaha ansun bhi uljhe se the jaha hothon pe muskan bhi thi jaha ankhein kuch naadan bhi thi jaha nanhe kadmon ki awaz bhi thi jaha lori ki chankar bhi thi jaha ghungru si tumari payal bhi thi jaha kangan ki awaz bhi thi jaha hansta hua tera chehra bhi tha jaha ghurti meri ankhein bhi thi jaha band woh darwaze bhi the jaha do **** ek jaan bhi the Aa laut chalein na apne ghar waqai bht lamba ** gaya yeh safar.... waqai bht lamba hogaya yeh safar..!!! ..
0
Oct 29, 2020
Oct 29, 2020 at 10:05 AM UTC
Aa ab Laut chalein apne ghar...!!

Continue reading...
52