Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"jagkar" poems
Chand ko dekhkar yaad tumhari aati hai, Chand ki chandni b sath rahkar door hojati hai, Chand ne auron ko to khush rakhti hai chandni apne ujale se, Par chand se poocho jara k vo usk paas kab aati hai ?, Raat bhar jagkar jo duniya ko roshan karta hai, Andar hi andar vo bhi judai ki aag me jalta hai, ** kar rahe ae mere khushiyon k maalik tum bhi kuch aisa, Mai dhoondhta rahta hu tumko paas apne, Aur tum kahiin door nikal jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun khataye meri tumhe har baar dikh jati hai, Kabhi paas aakar to dekho mai kitna gunahgaar hu, Tum to ruswa ** jate ** bewajah mujhse, Aur na ki hui khata ki saja mujhe de jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Choot jate hai jo judai ki maar se mai vo dil ka saudagar nahi, Tum to bas kuch pal bitakar sath me fir se meri duniya ko banjar bana jate ** Kabhi tum bhi mujhe aaajma kar dekho kareeb se, Kyun door rahkar mujhe doori ka ehsaas kara jate ** ** tum hi sirf meri jindagi me jise chaha dil ki har khwahish se, Aur tum ** k gairon ko mera batakar rooth jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Mai nai hu vo jise duniya dil parast kahti hai, Mai to deewana hu tumhari har baat ka, Fir bhi na jane ku roothkar tapadne k liye chod jate ** Ban jaun ttera har pal ka sathi, Kyun aisi koi saja nahi, Jindagi bhar rone k liye, Har baar kyun tanha kar k chale jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun bhool jate ** k mai bhi hu tumhari raah me, Khada hi aankhen band kark tumhe paane ki chah me, Akhir aisa bhi kya k mere rone se bhi tum rooth jate ** Mujhe apna banakar pal bhar me paraya ban jate ** Fir bhi na jaane ku chaand ko dekhkar yum yaad aate ** i love you alot. N you are my only wish, need n reason. Trust me i love you n only you. Please my sweet heart marry me. I cant live widout you n our baby.
0
May 11, 2019
May 11, 2019 at 8:04 AM UTC
Chand ko dekhkar tum yaad aate **

Continue reading...
37
Ek metro, saanp si guzar rahi hai kuch duur Ek nabh faila hai uske upar - Neela sa kaala Ek chaand chamak raha hai uss nabh mein Kuch baadal sarak rahe hain paas mein uske Usi metro ki tarah par dheere zara Thandi hawayei hain. Usme goonjta mera aaj khada Kuch thandak hai inn hawaon mein Aur bohot sara sukoon bhara Aisi hi hoti hai wo chaand ki thandak? Jinhen sunte, apna bachpan beet gaya Kya sheetalta swarg ki aisi hai kahin? Jisey suna kayion ka jeevan guzar gaya Kya raambaan sukh yahi toh nahi Kya kamdhenu vriksha aisa tha kabhi Kya Ramcharitmanas mein hanumat Ka Rambhakti amrit lagta tha yun hi? Aisa hi amritmay bachpan mein, yaad hai mujhko lagta tha Zameen se shuru uss lambi khidki Se yahi chaand chamakta dikhta tha Mama sa ban chup shant bhav se Kuch baatein meri sunta tha Kyunki khud bhumi par bistar pe so Holi mujhe khilayi thi Khud bhookhe reh uss ke paiso Se mere bhai ko idli chakhayi thi Bohot pasand thi usko uski idli Aur rangbhari mujhe holi meri Kya kabhi unhen main unka wapas Ye rinn chukta kar paungi Kya kabhi unnsi balwaan main ban kar Unke liye itna kar paungi? Kya usi chaand ki thandak si khushiyan Unki jholi mein bhar paungi? Kya bhool maaf karne ki hadd Ko paar kar kar ke thake nahi wo? Kya raat bhar bhi jagkar subah Hans dawa banna bhoole nahi wo Kya insaani roop mein hain Bhagwan, "maa baap" kehlate jo?
0
Nov 29, 2019
Nov 29, 2019 at 10:16 AM UTC
Maa Baap
Kaha se lae hunar unhe manane ka Koi jawab nhi hai unke ruth jane ka Ki mohabbat ki saza to hame hi mili thi Kyuki jurm to hamne kia tha dil lagane ka Raato ki neendo ko udaya tha hamne Khud jagkar unko sulaya tha hamne Par zakhm to akhir hame hi milna tha ishq krne ka Kyuki jurm to hamne kia tha dil lagane ka
0
Jan 28, 2020
Jan 28, 2020 at 6:27 PM UTC
Zurm!!