Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"inkaar" poems
Main uska *** wo is ehsaas se inkaar karti hai Bhari mehfil mein bhi ruswaa mujhe har baar karti hai yaki hai saari duniya ko khafa hai humse woh lekin Mujhe maaloom hai phir bhi mujhi se pyaar karti hai
0
Feb 5, 2015
Feb 5, 2015 at 9:17 AM UTC
Love
Chahay Mujreem Samjhay Ya Koi Gunah Gaar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar Humain, 'Dil De Diya Hai Us Ko To Ab Mukkarna Kaesa?', 'Pyar Kiya Hai Hum Ne To Halaat Se Darna Kaesa?', Apne Is Juram Ka Iqraar Hai Soo Bar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Pyar Humain, 'Hum Ne Mana K Humain Jaan Se Jana ** Ga', 'Jaan De K Bhi Humain Pyar Nibhana ** Ga', Lo Suno 'Dost' Tark-e-Muhabbat Se Inkaar Humain, Saaf Kehtay Hain K Ek Shakhs Se Hai Buhat Pyar Humain,.. . . .....zs......
0
Mar 28, 2015
Mar 28, 2015 at 9:18 AM UTC
Hai Pyar Hame
Kisi ki wafa ko karobar na samjho.. Begarz ** kar kare jo yaad aisay yaar ko bekar na samjho.. Na kar sake jo inkaar use izhaar na samjho.. kisi ki khamoshi ko deewar na samjho.. Betakalluf hokar jo kare baat.. Aisay dost ko hoshiyar na samjho.
0
Jun 20, 2019
Jun 20, 2019 at 1:10 PM UTC
Na samjho
Aaj jab baat chaand sitaron ki hui hai, Tumhari Kashish or meri jo kadi hai , Makhmali or Masoom sa ye maine apni taraf se rishta baandha hai, Kya ye sahi hai ? Aaj jo tumne Chand baaten bina kahe hi Kahi hai, Bheegi hui inkaar me or pehele ke laparvah pyaar me ; Ye Jo halki par gehri drar hai, Kya ye sahi hai? Matlab hum galat the or tumhe Galatia pasand thi ! ha aaisa hi hai, Maana hum dube the itihaas me, Par man or beaten to tumhare hi Naam ki thi or Sab kuch tumhara kar Dia kehne pe, Fir bhi tumne Bina kuch kahe palla jhad Lia, Kya ye sahi hai? Kuch kehti kyun Nahi!
0
Sep 29, 2018
Sep 29, 2018 at 3:26 PM UTC
Kya ye Sahi hai
Phool aur sharaab Doobte Dil e maikhane Bhaagta mann Thodi si sharaab Phoolon me Hookah se inkaar karta yeh dil ab Ishq ki Manzil liye phirta Mann e nadaan Toh mast magan yeh Mann maangta Kya keval pyaar hi pyaar?
0
Jan 2, 2018
Jan 2, 2018 at 1:17 AM UTC
Manzil e pyaar!!!
Cahtee hai tujhko is baat se inkaar kyon kere hum.. Galati tere nehi hai, aur sahi hum bhi nehi hai, magar, Ek kasmakash chalti hai dil aur dimag kee beech, hum chaa ker bhi dil ki suun nehi pate, is baat se inkar kyon kere hum.. Bhoola dena chatee hai tujhko magar nehi bhula patee, is baat se inkaar kyon kere hum.. Ek namee sii aye hai ankho mai phir bhi muskurate hai tere samne, is baat see inkar kyon kere hum.. Hume lagta hai kii tere bina naa jii sakenge, magar khud se yee izhaar kyon keren hum .. Mana tujhe kho diya magar khone ka ehsas kyon keren hum..
0
Jul 16, 2018
Jul 16, 2018 at 6:26 PM UTC
Inkaar kyon keren hum..
Nahi hota Na Jane konsi dawa e thi Na Jane konsi dua a thi Mohbbat ki lagi bimarrio ne Mere sare dard mita diye Ab mujhe ikraar nahi hota Mujhe inkaar nahi hota Ha mujhe ab pyar nahi hota. Majhe ab pyar nahi hota. Nk.
0
Feb 6, 2019
Feb 6, 2019 at 9:34 PM UTC
Nahi hota