Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"hoti" poems
Yun chala main in raston pe, Bhool gaya *** khud ko. Saathi kaun thay mere yaad nahi ab toh Bas koi dikhta hain door khada, halkisi muskaan lekar Aur nahi samjha kyun, main bhi muskaya aise bina wajah Par lagta hain ab aise ke, Shayad wo teri yaad hain Khoya main apne mein kuch aisa, Yaaron ka nahi hain pata Ghar se hoon itna door, ke ab woh bhi nahi yaad ata Woh gaana sunta jab, gungunta use awaaron jaisa tab Aur nahi samjha main, kyun gungunaya aisa bin matlab Par lagta hain ab aise ke, Shayad woh teri yaad hain Juda hunye hain hum, milte nahi hain ab hum Din guzre, beete hain ab saal Zindagi mein main apne khoya, tu apne Par phir bhi lagta, shaayad hum milte toh hoti duniya alag Hoti Manzil ek aur raaste ek, Aur hota ek saathi,jise karta nahi main sirf yaadon mein quaid
0
Sep 4, 2014
Sep 4, 2014 at 10:58 AM UTC
Shayad woh teri yaad hain (Maybe its your memory)
Maa ki mamta ko dekh maut v aage se hat jati hai gar maa apmanit hoti dharti ki chaati fat jaati hai ghar ko pura jeevan dekar bechari maa kya pati hai rukha sukha kha leti hai paani *** kar soo jati hai Jo maa jaisi devi ghar ke mandir me nahi rakh sakte hai wo lakho punya bhale kar le inshan nahi ban sakte hai maa jisko v jal de-de wo paudha sandal ban jata hai maa ke charno ko chukar paani Gangajal ban jata hai Maa ke anchal ne yugo-yugo se Bhagwano ko pala hai maa ke charno me jannat hai Girijaghar aur Shivala hai Himgiri jaisi unchai hai sagar jaisi gahrai hai dunia me jitni khushboo hai maa ke anchal se aaye hai Maa kabira ki sakhi hai maa tulsi ki chaupai hai meerabai ki padawali khusru ki amar rubai hai maa angan ki tulsi jaisi pawan bargad ki chaya hai maa ved richao ki garima maa mahakavya ki maya hai Maa maansarovar mamta ka maa gomukh ki unchai hai maa parivaro ka sangam hai maa rishto ki gahrai hai maa hari dubh hai dharti ki maa keshar wali kyari hai maa ki upma kewal maa hai maa har ghar ki phulwari hai Saato sur nartan karte jab koi maa lori gaati hai maa jis roti ko chu leti hai wo prasad ban jati hai maa hasti hai to dharti ka jarra-jarra muskata hai dekho to dur kshtiz ambar dharti ko sheesh jhukata hai Mana mere ghar ki deewaro me chanda si murat hai par mere man ke mandir me bas kewal maa ki murat hai maa saraswati lakshmi durga ansuya mariyam sita hai maa pawanta me ramcharit manas me bhagwat geeta hai Amma teri har baat mujhe vardaan se badhkar lagti hai he Maa teri surat mujhko bhagwan se badhkar lagti hai saare teerath ke punya jaha mai un charno me leta hu jinke koi santan nahi mai un maawo ka beta hu Har ghar me Maa ki puja ** Aisa sankalp uthata hu Mai dunia ki har maa ke Charno me ye sheesh jhukata hu.....
0
Aug 6, 2015
Aug 6, 2015 at 3:35 AM UTC
Maa - Part 2

Continue reading...
68
Jo puraani yaadon mein zindagi dhundha kartey hai unhe sirf do pal ki muskurahat naseeb hoti hai aur phir umar bhar ki tanhai ek aisi tanhai jaha hum bhari mehfil mein bhi akele ** jaate hai aur adhura pan bhi hamein pura lagne lagta hai ek aisi manhoosiyat dil pe cha jaati hai Jo chahe bhi mit nhi paati aur vo yaadein bhulaaye bhi bhula nhi paate reh reh k **** mein gade kaante ki tarah dard diye jaata hai aur hum hans hans kar ise taal diya karte hai kyun ki shaayad mukaddar ko yahi manzur tha kya shikva hum kisi aur se kare jab manzil hi humse Ruth gayi Jo naayab tohfa khuda se mili haatho se yun choot gayi vo toot k bikhri aur kinare par jaa Giri aur kashti humari doob gayi
0
Jun 18, 2015
Jun 18, 2015 at 5:21 PM UTC
Nostalgia (Hindi)
Mujhe wo aksar kehta tha Muhabat kuch nhi hoti Hijar ka khauf be matlab Wasl k khwab bemani ... Nighaoon main koi soorat Kahan din rat rehti hai Usy q khamoshi kahain K jis main bat rehti hai Wo ankhain kaisi hoti hain? Jahan barsat rehti hai Yeh ansu bezaban ansu Bhala kya bol saktay hain Or uski narm palko pe nami Din rat rehti hai Mujhe wo aksar kehta tha Mohabbat kuch nahi hoti Magar jab aj barson bad Main ne usko dekha hai K uski jheel ankho main Hijar ka khof rehta hai Wasl k khwab rehtay hain Wahan barsat rehti hai Yun lagta hai k barson se Wo soya v nahi shayad Yun lagta hai kisi ki yada barson se Usy din rat rehti hai Or uski narm palkon pe Haseen saay be geelay hain Or uski khamoshi aisi k Jis main bat rehti hai Mujhe ab wo nahee kehta Muhabat kch nahee hoti.
0
Jan 20, 2016
Jan 20, 2016 at 3:38 PM UTC
MOHABBAT KUCH NAHI HOTI
Zikr jab zindagi ka hota hai toh hum aksar apni zindagi ke guzre waqt ke flashbacks mein chale jaate hai, aur kehte hai zindagi toh bohot buri guzar rahi hai.. yeh maana ki jo beet gaya hai usse bhulaya toh jaa sakta hai magar apne zehan se mitaya nahi jaa sakta.. bas unn tamaam ache-bure daur ko muqaddar samjhkar aage badha jaa sakta hai. Aur life mein ek phase aata jab humein lagta hai ab aur kya dekhne ko baaqi reh gaya hai zindagi mein saare tajurbe aur sabaq mil chuke hai ab toot jaane mein hi bhalayi hai haar jaana hi ek aakhri sahi rasta hai. Aur phir apni khushiyon ka shok aur barbaadiyon ka jashn manane lag jaate hai. Magar khushiyan bhi itni aasani haar nahi maanti. Zindagi humein har ache-bure daur ke baad ek khoobsurat tohfa deti hai jisse hum mauka kehte hai. Humein zindagi se mile wo saare tajurbe aur sabaq phir se jeene ka hausla dete hai. Ek nayi umeed dete hai. Aur shayad isliye hum zindagi ka saath nahi chhorte. Beete kal mein pareshan rehte hai, aane kal ki fizool mein fikar rehti hai aur jo aaj hai usse jeete toh hai magar thodi bechaini ke saath. Jo guzar gaya usse accept karke aage badh jao, jo kal hoga wo tumhare aaj ki mehnat se pata chalega na ki fikar se, aur apne aaj se mohabbat karo. Ek badi ajeeb si cheez hai jo hum sabhi ke saath hoti hai jab hum 5-6 saal purani tasveer mein khudko dekhte hai toh hasi aajati hai ki kaise the hum ab waqai behtar badlaav aaya hai hum mein wo badlaav tum laaye ** khud ke andar. Waqt ke saath mature hokar, mushkil se mushkil maqaam haasil karke, apna vision aur mindset positive rakhkar, apni zindagi ko sahi raaste mein le jaakar. Isliye tum haare nahi ** zindagi mauke deti hai magar tumhe ehsaas tak nahi hone degi kab tumne uss mauke ka fayda utha liya. Aur agar kabhi bura phase aaye toh uss mein bekhauf hokar jeena magar sahi waqt par nikalkar apni zindagi ko behtar bana dena. Kyunki abhi tumhara qissa khatam nahi huwa, abhi tumhe nikhar ke wapas aana hai kahani badalne.. .
0
Mar 1, 2020
Mar 1, 2020 at 12:25 PM UTC
Shayad isliye bhi hum Jindagi ka saath Nhi chorte

3
Kash tum meri zindagi me aae hi na hote, To shayad aaj ye akelapan mujhe mehsus hi na hota..... Mai akeli thi aur akelapan meri aadat ban chuki thi, Zindagi se koi ummeed bhi ni thi mujhe... Par jab tumne mera saath dene ka wada kiya, Man hi man mujhe apni zindagi se lagaav sa ** gya... Jine lagi thi mai, Zindagi se ummeedein rakhne lagi thi mai... Jo barish ki bunde mujhe kaaton ki tarah chubhti thi, Jiski awaaj mujhme ek bechaini si paida karti thi... Wo barish ki bunde mujhpe ab phulon ki tarah barasne lgi thi, Uski awaaj me mai saat suro ko mehsus krne lgi thi..... Kash tum meri zindagi me aae hi na hote, To is akelepan se koi shikayat hi na hoti.... Kash tm meri zindagi me aae hi na hote to is akelepan se koi ummeed hi na hoti.. Kash tum meri zindagi me aae hi na hote... Kash tum meri zindagi me aae hi na hote.....!!!!!!!
0
Mar 18, 2015
Mar 18, 2015 at 7:15 AM UTC
Akelapan
Dar lagne laga hai mujhe ab har khawab se Ki kahin chhut na jaye tera sath, Kab aayengi laut ke wo khubsurat pal Jab pakad ke chalenge hum ek dusare ka hath, Na aane denge gum kabhi tere jeevan me Bna denge tere har dard ko khushiyo ki raat, Koi nahin mere zindagi me siwaye tere bina Jaan lo tum, Ye dil dharakta hai to sirf tumhare liye Ese maan lo tum, chhodenge na sath tumhara saton-janam o humsafar Kyoki meri pahchan ** tum, Kyun nahi Kah deti ik bar mujhse ki Sirf tere hain hum, sirf tere hain hum ..... Kash! tum hoti mere samne Karte ek dusare se baat, Har pal rahta hai mere aankhon ko teri hi talash, Bujhake pyaas mere dil ki pakad lo mera hath, varshon se baithe hain hum esi intezar me ki Kab milega mujhe tere sath ye tera sath
0
Jul 12, 2015
Jul 12, 2015 at 10:44 AM UTC
KAHIN CHHUT NA JAYE TERA SATH...
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

72
***Tum se hi meri pehchaan hai. Atul yoon hi nahin bana main. Tum se hi meri zindagi hai. Aashiq tumhaara yoon hi nahin bana main. Tum se hi meri khushi hai. Pyaar tumhe aise hi nahin karta. Tum se hi meri santushti hai. Pyaar tumhe yoon hi nahin karta. Har kavita mein meri tumhaari hi jhalak hoti hai. Kavi bada main yoon hi nahin bana. Har saans tumhaari hi yaad dilaati hai. Zindagi ** meri tum yoon hi nahin kehta.*** ************************************************* *From you is my identity, Atul originates from you. From you is my life, I am your crazy lover. From you is my happiness, I love you just so seriously. From you is my satisfaction, I don't love you just for fun. Each poem of mine carries your imagery, I have been a seasoned poet worshipping you. Every breath reminds me of you, I call you my life not just for saying.*
0
Mar 13, 2015
Mar 13, 2015 at 10:25 PM UTC
Tum Se Hi | From You Only (Prem Patr - A Love Letter In Hindi)
GHAR KI WO BAHADUR BETI ghar ki wo bahadur beti, Ma ko wo ankhen kholte hi dekhti. darr na Ma tu bhi hai kisi ki bahadur beti. Ma ke anchal ko pakad ke chalti, main teri parchayi or tu hai mera kal wo isko samajhti, khilkhilate mahakte phool si wo badi hoti, anjane loge se hi milte, jhijhakte hue wo sahamti. Par ab wo beti ki kuch ye thi kahani, usko ek alag hi dunia hai banani. sambhal k chal tu beti, galat ** to chup reh to beti. kyonki Ma-Baap ki hai wo bahadur beti. Seekh k zindgi ki sachchayi, ek alag dunia hai banayi. khushi khudme hi dhoondne lagi, bheegi palke yun hi sookhne lagi. Ma ki parchayi banne ki chah me, aagayi wo bhi pyar ki raah me. usse rishta yun judne laga, sunhara kal phir dikhne laga. age kadam darr k badhaya, pyar ne jispe bharosa dilaya. Ab zindgi ne yun karwat li, kaanch k us rishte me wo tut gayi. arre darr mat tu hai ghar ki bahadur beti. ashkon ko wo chupa rahi thi, girte hue kadmon ko sambhal rahi thi, diye hue zakhmon ko chupa rahi thi, us pyar ko ab bhi dua me mang rahi thi. bilakhti, sahamti phir kadam ko badha ke kahti MA, MAIN HU TERI BAHADUR BETI......
0
Jun 15, 2016
Jun 15, 2016 at 9:30 PM UTC
GHAR KI WO BAHADUR BETI
Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Pure din baat ** ya na ** Lekin gn gm msg na aane par dard hota hai. Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Bas subah ek ankh khol k wish krna aur tere kehne p uth jati hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Missing you , Love you kehne se me apne dil k shabd naap leti hu Pyaar jahir krti ni par fir bhi pyaar krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Nahi babu thoda late ** gya Sun ke man me gussa lekin chehre pe sirf muskurahat hoti hai Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Man daba Kar bhi tujhe sula deti hu tujhe dard me kehrata dekh ni dekh pati hu Vo sukoon ki neend tujhe ae uski dua krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Gussa tera seh kr bhi tujhe manane m lagi rehti hu aur khud gussa hone p shant bethi rehti hu Jhagda hone p khtm hone aur tere mesg ane ka wait krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Tera paas hone ka sukoon rehta h aur vo shikayato ki lambi chaudi list bhi tujhe dekhte he bhul jati hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Pas na hone p bhi pas rehti hu aur har cheez ka hisab rkhti hu Baat na maanane p datati bhi hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Teri wo smile dekhne k lie na jane kya kya krti hu Aur agr kahi ruk jae to hath pakad leti hu Dua me tera dard mang leti hu teri salamati k lie hazaro darbar jaati hu -KUMARI SHIVANGI
0
Dec 5, 2020
Dec 5, 2020 at 5:40 AM UTC
Mera pyaar bhi kamaal ka hai
Friday 12:22 pm 6 Nov 2015 Agar suraj ki keerne.. Tapti dhup mujh pe de, Toh jhor se degiye ga… Kisi ko ye naah toh pata chalegi .. ki hum naraz ya gusse hai bahut! Agar baarish ** toh.. ** jaane digiye ga, Kisi ko ye na pata chal paaye … ki hum roh rahen hai! Agar pathte zhareee, Toh zhar jaane digiye ga.. Kisi toh naa pata kar paaye.. Ki hum aandarse bekhaare huye patho jaise bikhaa rahen h! Agar thadi ki mausam me thaand de, Toh bahut khub se digiye ga.. Kisi ko ye naah pata chale.. Ki hum saihum ya daar rahen h.. Andaar aandar se! Ye mausam hai.. kuch mere zindagi ki tarah… or humare zindagi ki tarah.. jo hum bayaan toh karte h.. par bahut kaam… kyuki hume samaj ne wala koi nahi hota! Ye jab hoti hai.. ya aati hai, jhoor se caati… Or agar naah aate toh, na hi sahi,.. Par jab aati h… toh puri zinadgi badal kar rakh deti hai.. ! trying to enjoying the life better :) :)
0
Mar 28, 2016
Mar 28, 2016 at 3:26 AM UTC
zindagi jaise badalti seasons ki tarah
Duniya ko janam dene wali maa Teri mamta kaha kho *** insan insan ko mar raha Aadmi ki niyat haiwan si ** *** Roh pare wo bhi Jisne banaya ye jahan, Dekh es duniya ki surat usne bhi kaha, Badal raha insan, Ab badal raha insan...... Tumhare sikhaye hua raste se bhatak raha insan, Lut ke ejjat ek aurat ki Mita di mamta ki pahchan, Kar ke dhuli aanchal teri Badal raha insan, Ab badal raha insan....... Kash! na hoti duniya Na rahta insan, Bata ke roya "Manish" bhi Kalyugi insan ki pahchan, Badal raha insan, Ab badal raha insan.....
0
Jun 7, 2015
Jun 7, 2015 at 6:02 AM UTC
BADAL RAHA INSAN......?
Ek metro, saanp si guzar rahi hai kuch duur Ek nabh faila hai uske upar - Neela sa kaala Ek chaand chamak raha hai uss nabh mein Kuch baadal sarak rahe hain paas mein uske Usi metro ki tarah par dheere zara Thandi hawayei hain. Usme goonjta mera aaj khada Kuch thandak hai inn hawaon mein Aur bohot sara sukoon bhara Aisi hi hoti hai wo chaand ki thandak? Jinhen sunte, apna bachpan beet gaya Kya sheetalta swarg ki aisi hai kahin? Jisey suna kayion ka jeevan guzar gaya Kya raambaan sukh yahi toh nahi Kya kamdhenu vriksha aisa tha kabhi Kya Ramcharitmanas mein hanumat Ka Rambhakti amrit lagta tha yun hi? Aisa hi amritmay bachpan mein, yaad hai mujhko lagta tha Zameen se shuru uss lambi khidki Se yahi chaand chamakta dikhta tha Mama sa ban chup shant bhav se Kuch baatein meri sunta tha Kyunki khud bhumi par bistar pe so Holi mujhe khilayi thi Khud bhookhe reh uss ke paiso Se mere bhai ko idli chakhayi thi Bohot pasand thi usko uski idli Aur rangbhari mujhe holi meri Kya kabhi unhen main unka wapas Ye rinn chukta kar paungi Kya kabhi unnsi balwaan main ban kar Unke liye itna kar paungi? Kya usi chaand ki thandak si khushiyan Unki jholi mein bhar paungi? Kya bhool maaf karne ki hadd Ko paar kar kar ke thake nahi wo? Kya raat bhar bhi jagkar subah Hans dawa banna bhoole nahi wo Kya insaani roop mein hain Bhagwan, "maa baap" kehlate jo?
0
Nov 29, 2019
Nov 29, 2019 at 10:16 AM UTC
Maa Baap
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
Nai umangey nai tajgi, Laker aai subah aaj ki. Aaj subah kuch hoga khas Sab ko yeh hoga ehasah. Nai subah ki nai bauchhar Sabko mile khub sara pyar Yahi hamari dua hai rab se Sabko khusiaa mile ham sb se. Aai nai bouchhar, lekar khub sara pyar. Nai umange...... Har muskurahat hoti hai kimati Par log karte eski na ginti. Har din har roj Karte ham eski khoj. Sbki khusiaa rahe salamat, Ham sb ki yahi hai amanat. Jb khamosi chaye To hm sb muskuraye Ye duniaa ki rit ham sb nibhay, Agar chot lagti koi apno ko Bahot dukh hota mere es dill ko Magar mai na sochi kv aoro ki jo phirte hai dharti pe bina apno ke, Par muskil hai sb ko ye bat batana. Ye duniaa me apni aawaj uthana Ye bouchhar aai bahot pyar lai, Barsat ke sath nai subah aai. Nai umange nai tazgi, Lekar Aai subah aaj ki.......!!!!!! -ROHINI-
0
Jan 8, 2015
Jan 8, 2015 at 10:24 AM UTC
AAI NAI BAUCHHAR.
Hindi in Devnagri script: वो सुबह के सूर्य का प्रकाश, प्रज्वलित करता है तुम्हारी ये कांति. तुम्हें देख कर ही होती मेरी भोर है, तुमसे मिल कर मेरा रोम-रोम विभोर है. Transliterated to Latin script: Wo subah ke soorya ka prakaash, Prajwalit karta hai tumhaari ye kaanti. Tumhe dekh kar hi hoti meri bhor hai, Tumse mil kar mera rom-rom vibhor hai. Translated to English: That morning sunlight, Enlightens your radiant face. Seeing you my morning happens, Please know it that meeting you I have gotten goosebumps.
0
Jun 7, 2015
Jun 7, 2015 at 5:03 AM UTC
Radiance|कांति
yun to khush hu mai bahut, k tum pyar jo itna karte ** rahte ** door bahut mujhse to kya, tum pyar bahut karte ** mai jab bhi kabhi rota hu tumhe yaad kark, tumse kahta hu k paas aa jao mere, tum nahi aa pate ** mai rota hi rahta hu, tum bahut samjhate ** apni majboori batate ** par mai nahi samajhta , aur fir bhi rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte ** kabhi kabhi jab dil karta hai k tumhare paas aaun, tumhe apni bahin me bhar loo, tumhe apna bana loo, tumhe khud me basa loo, sari duniya se door hokar tumhare sath ek alag duniya basa loo, aur tumse kahta hu k sath mera de do, aur tab kisi aur k sath tum hote ** haan tumhari marji nahi hoti, fir bhi tum kisi aur ki bahon me hote ** vo tumhe choota hai pakadta hai, mera har hak apna bana leta hai, aur kahte ** k meri majboori samajh lo, aur mai nahi samajhta hu, rota hu aur tumhare oaas aane ko tadapta hu, jab fir bhi khwahish poori nahi hoti, tab mai rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte ** jab mai khush hota hu, to tumhe dil ki har baat batana chahta hu, vo khushi khud se pahle tumse bantna chahta hu, tum tab bhi nahi hoti ** kyunki kisi aur ki chahaten poori kar rahi hoti ** jab bhi dukhi hota hu, to chahta hu k tumhara hanth mil jaye, tumhari god me chup jana chahta hu, aur ro rokar sara dukh mita dena chahta hu, par tum nahi hoti, kyunki tab tum kisi aur ki dukhi hone ki wajah mita rahi hoti ** aur fir mai rota hu jqb tak tum nahi aati, jab tum aati ** fir se apni majboori batati ** mai cheekhta hu chillata hu, pal pal tumhare paas aane ko tadapta rahta hu, par tum nahi aati, aur mai rota rahta hu, to kya, tum pyar to mujhse karte **
0
May 12, 2019
May 12, 2019 at 8:26 AM UTC
Tum pyaar to mujhse Karte **

51
Junoon Kanha Ab pehle ki tarah Abhi na hosh raha Aur wajah bhi jeene ki jaise Dheere dheere khatam Hoti ja Rahi hai Bewajah ya phir wajah Daru Pita hu nukkad nukkad me Aur dhoondta hu ek theekana Janha Noor Bhari pyaar hi pyaar ** . .. Aur na Milne par Phir se Sharaab e gulab Me Nazar Aur... Sharaab Ko hi Humsafar ki tarah ghulta doobta ...ek yaad me Chun Liya ** jaise... Har waqt Har lamha Khyaal e khwaab me Aur chamakta Sitara Ko tootte hue dekha Toh phir ek mehfil Aur khyaal wohi puraane din ke Aur aaj bhi yaad karu Toh Lage naye jaise taaza gulaab e nasha ... Aur Ishq Bhari woh aankhein Kudrat ka karishma ** jaise .. Aankh khuli Par Raha toh mein bas ek sharaabi Yaadein aur woh neele neele amber Aur oska Chand ki taraf  dekhna . Aur mein niharta ose Chandni raaton me Chand se bhi jaida khubsurat Ose dekhta mein Haqeeqat me ... ... ... Aur phir ek kaanch ki bottle tooti mere haathon me Khyaal aaya Ki Ab mein osse bahot dur ** Chuka hu ...bahot dur... Aur Ishq jaise... Najane aankhon me kaed Aaskhq e beedi Khud Ko jalata aur . . . Kitni bhi koshish Karu Par oska chehra Nazar aa hi jata .. ... . .
0
Mar 17, 2018
Mar 17, 2018 at 6:14 PM UTC
Deewangi e rang e sharaab ...pita hu mein, Haan mein sharaab!!!
** ti hai Suru Jb Mohababt k lamhe, Shuruaat Khushiyo se Gam Sare Lmahe. Bina Kuch Shune Bina kuch Khe, Hoti Hai Anokhi Mhababt k Lamhe. Magar Mai Sa Janu, Na Phchan Pau, Kaisi Hai Mohababt Yhe Koi Btade. Punchhu Mai Us Se Yhe mohabat tu batade , Dard Hai Jaiyada Tujhme, Kyu Tu Na Is Ko Mitade. Hai Viswas Mujhko , Tu Kr Dega Dur Isko. Hoti Hai Dukh Bddi Is DILL Me Agar DILL Tutte KIshika BHari Mhafil Me. Sambhalana Hai Mushkill, Btau mai Kaise , Ye Dard Ki Khahani , Shunau Mai Kaise. Bina Kuch Khe Bina Kuch Sune , Hoti Hai Anokhi Mohabat Ke lamhe . Manau Mai DILL Ko , Bhulau Us Pal Ko , Jo Biti Hai Kal Ko , Hamari Wo lamhe. Hai Mushkil Bddi Ye Dard Chupana , Bithen Huye Kal Ke , Yadash Mitana. Magar Mai Na Jan Na Pachan Pau. Kaishi Hai Mohabat Yhe Koi Btade. Bhot Log Krte Hai , Is Pe Bharoshe, magar Sab Ko Milte Hai Isme Ye Dhokhe. Jo Kha Lete Dhokhe , Wo Firte Hai Rothe. Magar Mai Na Janu Na Pachanan Pau Kaishi Hai Mohabat Ye koi Btade. ROHINI RAJ
0
Feb 9, 2015
Feb 9, 2015 at 5:41 AM UTC
MOHABABT KE LAMHE
Shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai, Jisk paas har khushi hoti hai , Ek apni hi jindagi hoti hai, Vo chalte hai jab jameen par, To duniya unk kadmon pe hoti hai, aur tu chahta hai man hi man kisi aise ko, Par tujhe pane ki chahat mere man me har ghadi hoti hai, Shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai.... jo rahte hai mahlon me, aur jinki duniya sitaron se saji hoti hai, vo khud hote nahi bheed ka hissa, balki unk liye kahin ek bheed lagi hoti hai, vo jindagi ko dekhte nahi, jindagi unk intjaar me khadi hoti hai, aur tu hai k unk liye sapne sajati hai, par tujhe pane ki chahat me meri jindagi thokar khakar gir chuki hoti hai, shayad mai vo nahi jiski talash har kisi ko hoti hai...... bekar hi unka koi andaaj ku na ** kitna hi kathor unka dil ku na ** vo tujhe chahe na chahe kya fark padta hai, chahe kitne b magroor vo kyu na ** mere paak saaf dil me base pyar se tujhe kya matlab, meri jine ki wajah hi tu ku na ** to kya matlab, tere muh modne se meri saanse hi ku na ruk jaye, tujhe to hasrat hai sirf unki, duniya deewani hoti hai jiski, aur tujhe kisi aur ka hote hue dekhkar ye aankhen bujh chuki hoti hai, kuk shayad mai vo nahi jiski talaash har kisi ko hoti hai, par tum ** vahi jiski chahat meri jindagi hoti hai, shayad mai vo nahi jiski talaash har kisi ko hoti hai....
0
May 18, 2019
May 18, 2019 at 4:47 AM UTC
Shayad mai vo nahin jiski tumhe talash thi
Tujhe chhoone par hai lagta Tu jalti jwala re! Tujhe niharne par lagta Tu chaand ka tukda re! Aisa Kya jadoo Kiya Aisa Kya jadoo Kiya Ore Priya re! Tere sang Tere sang ishq hua re! Bana Dene jaisa lagti ** tum Ek chitra! Are munh tumhara ek Paan ka patta Bana Dee gayi lagti ** tum Ek moorti! Sach jaisi Konark ki kala kirti Tujhe padhne se lagti hai tu Sach mein  ek kahani re Tujhe gaane see lagta Tu ek geet re! Aisa Kya jadoo Kiya tune Aisa Kya jadoo Kiya toone Ore Priya re! **** bhar Teri Rajnigandha ki khushboo Teri chaal mein Raj hansini ka chhand! Barasne jaisa pyar tumhara Madhu ki varsha! Sabhi or hoti hai Bas teri hi charcha Tujhe tolne par Tu lagti Ek phool re! Tujhe dhaalne par lagti Tu kuchh rang re! Aisa Kya jadoo Kiya Aisa Kya jadoo Kiya toone Ore Priya re! Tere sang Tere sang ishq hua re!
0
Jan 27, 2018
Jan 27, 2018 at 11:16 PM UTC
Tere sang ishq hua re!
Himmat h to rulake dikhao, dam h to dil churake dikhao, dil me pyaar jagake to dikhao, nafrat to kr ni skte kisise humse pyar jatake to dikhao, faryad to hum d krte h rab se ki dil dede hume b jeene ke lie, par accha hua ni dia, vrna humne to vo kisiko de hi dia, hota kisi aaere gare ko, jise na hoti smjh meri na hota pyaar mujhse, or itni kimti cheez jo h mera dil, vo to reh hi jata na uspe.... @ akash mazumdar
0
Mar 11, 2014
Mar 11, 2014 at 9:09 AM UTC
can u do this...?
Maa, kya tj pta h Tri beti ko yha kse jeena pdta h Ghrpe tu jse mj jgati thi To koi b chinta mj na satati thi Yha tri bht yaad aati h Pr phr b tri beti khud ko smjhati h Sone k phle aakho se aasu aa HI jaata h Kuki yha ka akelapan mj bht satata h Bht jhoota h ye jha Aasan ni rhna yha Hr Mod pe ek nayi chunauti aa jati h Mgr tu preshan mt ** Tri beti tjhko HI yaad krke sbka saamna kr paati h Maa ku ni h tre jse sb Kuki pta ni chlta kon yha dhoka DE jaaye kb Or papa.. Tumhari pari tumko b bht yad krti h Jb b tumhari yaad aati h.. Ye aakhe ro pdti h Me tumko dikhati ni ki akeli hn ME yha Plz tum mj le jaao na aap sbka saath mil ske jha Ku wapus ni aa jaate vo din Jb b tumahri pari preshan hoti thi Uske saath uske Papa ki himmt hoti thi Yha to bs roti rh jaati hn Tumhara intezaar krti rh jaati hn Koi b mere paas ni aata Isliye kai baar dil sehem sa h jaata Bhai.. Tri vo ladai yaad aati h Jo mj rote wqt b hsa jati h Or jb Tra, mera US trha dhyan rkhna yaad aata h Vo hste wqt b mj rula jaata h Is Hostel ki zindgi ne sbko door kr dia hai Or Bs hr mode pe akela krke cchod dia hai Kaash bdi HI na hoti ME To ab b PAPA ki vhi pari HOTI ME Maa ki vhi laado hoti ME Bhai ki vhi shararti bhn hoti ME ..
0
Jun 22, 2020
Jun 22, 2020 at 11:41 AM UTC
Ghar ki yaad
Voh tanha raatein hai, Jab tum saath na hoti ** Jab khamoshiyaan satati hai, Jab pyaar Mein dhoka hua hai, Jab raat ka ujala naa ** Jab ansuni baatein suni ** Ki karra, aai rabba, Yeh tanha raatein.
0
Mar 22, 2015
Mar 22, 2015 at 2:22 PM UTC
तन्हा रातें