Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"hauga" poems
Dekhna chahata hu  woh haseen natnai kau.   Jau kabhie kabhie aap bewaqt Phulatai hau.   Na jaana kab deddar hauga woh daerai ki.  Woh Nazuuk sai haashiye ki. Ki jald sai jald sai jald hum un be ahang  natnai mai  khaid hau jayai. Aur mat tadpau mujhe aab. Aab tau aap sar utuaa hi dau aur hammai woh haseen manzar kai dedaar kara hi dau.
0
Feb 17, 2019
Feb 17, 2019 at 3:18 PM UTC
Haseen Natnai
Bas Puchata Tha Yeh Ek Sawaal.   Badan Ban Jata Ek Mashaal. Na Dai Woh Uska Jawaab. Bhuj Jaati Hai Woh Aftaab.   Yeh Silsalaa Chalta Raha. Aur Qayamat Tak Chalta Rahaiga. Aab Baizaar Hau Gayai Hai Hum. Zindagi Khuch Nahi hai Siwai Ghum.
0
Nov 2, 2018
Nov 2, 2018 at 12:18 PM UTC
Aaj Khuch Hauga Kya ?
Koi Kissi Ka Nahi Hai *** Sab Apnai Aap Kai Hi Liyai Hai Pyaar Mohabaat Hai Ki Nahi Issi Koi Faraak Nahi Padtaa Hai. Koi Kissi Ka Nahi Hai. Har Ek Harkaat Lain Ya Dain Mai Tolaaa Jaata Hai. Aisa Karu Tau Waisa Hauga Waisai Karu Tau Kya Hauga. Koi Kissi Ka Nahi Hai.
0
Oct 5, 2020
Oct 5, 2020 at 12:18 AM UTC
Ehsaaas