Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"hansti" poems
Aa ab laut chalein apne ghar Aa ab laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha teri shetaniyon ka manzar tha Jaha pyar ka samndar tha Jaha thak kar sona ata tha Jaha har kona muskurata tha Jaha beeta har din yadgaar tha Jaha ka har pal suhana khwab tha Aa laut chalein apne ghar ab bht taay kar liya yeh safar jaha khul kar tu bhi hansti thi jaha muskura mein bhi leta tha jaha teri badmashiyo mein bacha me bhi bann leta tha jaha naachti tu thi aur jhumta me tha jaha bachon si ladhai aur dil ka mehal tha jaha na kabhi dur hone ka dar na adhuri koi aas thi jaha sath beshumar tha aur poori har saans thi jaha rote rote hans dete the hum na koi fikar ki bat thi jaha ghanton batein karte the hum ghadi ki sui na humare sath thi Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha tera kam se ana tha Phr mujhko gale lagana tha Jaha teri bematlab ki baton me Mera kahn gum hojana tha jaha har sapna jee rahe the hum jaha nahi thi kisi ki koi sharam jaha dikhawa koso tak na tha har jagah tha bass pagal pan Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar jaha jhagde bhi suljhe se the jaha ansun bhi uljhe se the jaha hothon pe muskan bhi thi jaha ankhein kuch naadan bhi thi jaha nanhe kadmon ki awaz bhi thi jaha lori ki chankar bhi thi jaha ghungru si tumari payal bhi thi jaha kangan ki awaz bhi thi jaha hansta hua tera chehra bhi tha jaha ghurti meri ankhein bhi thi jaha band woh darwaze bhi the jaha do **** ek jaan bhi the Aa laut chalein na apne ghar waqai bht lamba ** gaya yeh safar.... waqai bht lamba hogaya yeh safar..!!! ..
0
Oct 29, 2020
Oct 29, 2020 at 10:05 AM UTC
Aa ab Laut chalein apne ghar...!!

Continue reading...
52
"Hawa sang chalna seekh gayi ** Thora pankh faila udna bhi seekh jaoge, Jra azma ke deakh khud ko, Zindgi ka matlab seekh jaoge. Khush hoon jaan ke tum logon ko, Padna seekh gyi ** Thodi himmat rakh , Honsle ke kami nahi tujh me, Sar utha ke chala kro, Tumhe darna nahi kisi se.. Tum bholi si nanhi si, Payari si thi, Mma papa ki gudiya dulari si thi, Ankhon main anshoo a jate unki, Jab tum rote rote so jaati, Unki ladli payari si tum... Na jaane kab unki gudiya badi ** gayi, Unhe pata bhi na chala, Jiin hathon main kheli unhi se vida ** ke chal bhi bdi... Kya hi zindgi tumhe mili hai, kuch pal rahi mma papa sang, Begane aye tujhe le gye, Tere mma papa ko anshoo de gye... Hansti kehlti papa ke dil ka taara thi tum, Kuch khelne ko na hota, To papa ki peeth ki sawari thi tum... Papa ki beti aaj badi ** gayi hai, Kl thak jo roti lagti nanhi si, Bechari si thi , Aaj mma ki vo ladli sayani ban gayi hai... Gairon ko rehne de, Papa ka sar na jhukana kabhi, Bde laad payar se rakha hai tujhe, kabhi rulana na unhe... BEti tu lout ke jaldi aana tera intazar rahega, Teri maa royi to main sambhal lunga, Par tere papa roye to. tere siva koi chup karvane nahi ayega...
0
Sep 11, 2017
Sep 11, 2017 at 9:12 AM UTC
"PAYARI BITYA"
Jindagi e nasha e jung Mein khud se itna khafa Ki junglee hua dil Mein pagal gali gali bhatakta Ek musafir e samundar Bheeg gaya nadiyon ke jaal me Jal jal me dhoop e nasha Mein piyo sharaab har dafa Mat roko, mujhe thoda aur jeene do Haan dard e nasha peene do Haan thoda peene do . .. ... .
0
Apr 8, 2018
Apr 8, 2018 at 2:58 AM UTC
Jindagi aur hansti dhoop ki muskaan e nasha!!